*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
<>*Sab kuch bhul gai hun*<> [/color] Subah ki pehli kiran k sath Kholkar nind se bhaari palkein Ek nazar tere chehre ko nihaara maine
Kitne maasum lag rahe the tum Khhwaabon me khoye hue Jaise koi nasamjh bachcha Pariyon k sapno me khoya ho
Wahi maasum si adhkhili muskaan Tumhare hothon pe saji hai Meri saree ka pallu ab bhi Waise hi daba hai Tumhare badan k neeche
Aaj bhi usi tarah tumne Mujhe baahon me liya hai Aaj fir tumko dekhkar Main mugdh ho gai hun Tumhare is pyar par
Aaj fir main tumme khokar Sab kuch bhul gai hun……..!!!
[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #1 on: July 20, 2010, 02:40:51 AM » |
|
bahut bahut khoob likha hai aapne Kasak ji... !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thinkhattk
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 20, 2010, 04:23:35 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 20, 2010, 05:56:01 AM » |
|
<>*Sab kuch bhul gai hun*<> [/color] Subah ki pehli kiran k sath Kholkar nind se bhaari palkein Ek nazar tere chehre ko nihaara maine Kitne maasum lag rahe the tum Khhwaabon me khoye hue Jaise koi nasamjh bachcha Pariyon k sapno me khoya ho Wahi maasum si adhkhili muskaan Tumhare hothon pe saji hai Meri saree ka pallu ab bhi Waise hi daba hai Tumhare badan k neeche Aaj bhi usi tarah tumne Mujhe baahon me liya hai Aaj fir tumko dekhkar Main mugdh ho gai hun Tumhare is pyar par Aaj fir main tumme khokar Sab kuch bhul gai hun……..!!!
[/color] KasaK Ji.....aapki tehreer ke ehsaas bahut umdaa lage mujhe...dil se daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 20, 2010, 03:26:18 PM » |
|
Kasak-di aapki har rachna ek se badhkar ek hai.... Kisi mai itna kho kar jeene ka ehsaas koi tum se seekhe Tumhaari baavnaaon kay saath udna koi mujh se seekhe
<>*Sab kuch bhul gai hun*<> [/color] Subah ki pehli kiran k sath Kholkar nind se bhaari palkein Ek nazar tere chehre ko nihaara maine Kitne maasum lag rahe the tum Khhwaabon me khoye hue Jaise koi nasamjh bachcha Pariyon k sapno me khoya ho Wahi maasum si adhkhili muskaan Tumhare hothon pe saji hai Meri saree ka pallu ab bhi Waise hi daba hai Tumhare badan k neeche Aaj bhi usi tarah tumne Mujhe baahon me liya hai Aaj fir tumko dekhkar Main mugdh ho gai hun Tumhare is pyar par Aaj fir main tumme khokar Sab kuch bhul gai hun……..!!!
[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 21, 2010, 09:58:49 AM » |
|
BAHUT KHOOBSURAT PESHKASH HAI AAP KI ANAMIKA JI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #8 on: September 09, 2010, 04:18:37 AM » |
|
bahut bahut khoob likha hai aapne Kasak ji... !!!
thnx kapil for clapping ..par adhuri lag rahi hai ye taliyan...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: September 09, 2010, 04:22:39 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #10 on: September 09, 2010, 04:24:05 AM » |
|
tere in lafzon se mili hai mujhe nayee taazgi kaash teri tarah tareef karna har koi sikhe...
thnku gudiya rani...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
raahgir
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 09, 2010, 04:49:48 AM » |
|
tere naam ki kasak teri shayari mein, teri shayari ki kasak mere dil me mere dil ki kasak meri sansoon me aur meri sansein rab ke hathoon mein.
Kya Khoob likha hai kasak ji Raahgir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #12 on: September 09, 2010, 05:11:04 AM » |
|
tere naam ki kasak teri shayari mein, teri shayari ki kasak mere dil me mere dil ki kasak meri sansoon me aur meri sansein rab ke hathoon mein.
Kya Khoob likha hai kasak ji Raahgir
bht pyare lines likhen hain aapne raahgir ji...thnx for compliment.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 09, 2010, 09:46:42 AM » |
|
Bhool gayee sabakuchh, yaad naheen ab kuchh Yek yahee baat naa bhoolee, koyal, koyal lawhaj yoo
itanaa bhee door mat jaao ke paas aanaa mushkil ho itanaa bhee paas mat aaao ke door jaanaa mushkil hotere in lafzon se mili hai mujhe nayee taazgi kaash teri tarah tareef karna har koi sikhe...
thnku gudiya rani...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: September 13, 2010, 05:42:20 PM » |
|
haan bilkul sahi kahaa aapne Kasak ji... sachme adhuri hi thi... pata nahi maine kab ispe comment kiya... aaj padha to laga ki ise main pehli baar padh raha hoon.. pata nahi kaise ye poem mujhse chhut gaya... ab agar bina padhe neend me comment karung to adhuri hi hogi na .. aaj padha to laga ki kuch alag hi baat hai isme.. aapne likha itne pyaar se tha uspe mera itna rukha sukha compliment kahaan achcha lagega aap ko... main sach keh raha hoon aaj maine jab ise padha to laga ki pehle bar padha... bahut pyaari kavita hai... bahut meethi meethi si....!!!
tumhaare is pyaar ko dekh mujhe bhi pyaar aa raha hai aaj tumhe baahon me bhar ke apne fir gum ho jaane ka mann hai aaj,
tumhaari aankhon ki chamak bata rahi hai ki kitna pyaar karti ho tum mujhse lagta nahi ki ye pyaar puraana hai apna lag raha hai meri dulhan ban ke aayi ho aaj,
ye khila rang tumaahare aankhon ka gulaab ki pankhudiyon se tumhaare honth hai aaj maang ki sindoor kuch kuch bikhri hui si aur tumhaari khuli julfon me kuch jaadu hai aaj,
baithe rahon yunhi mere kareeb tum tum yahin khoye rahon mere khayaalon me aaj khoke mujhme bhool jaao saari duniya ko paas mere baith ke yunhi muskura lo aaj... thnx kapil for clapping ..par adhuri lag rahi hai ye taliyan...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|