sachaa piyar kahan milta he

by mazHur on September 16, 2009, 01:25:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1554 times)
mazHur
Guest
Reply with quote

sachaa piyar kahan milta he
by mazHur

sachaa piyar kahan milta he
sehra me phool kaheen khilta he.

ik baar agar ye chaak hua
phir ye garaibaan kab silta he.


bay jaan nahi pather kee tarah
dil arsh kee manind hilta he!


phooloan  se boo-e-wafi gayee
kehne ko her gul khilta he.



 kehtay  hien  ishq log jisay
 kam kam woh diloan me milta he.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Piyar ka intezaar by sarafz in Shayri for Khumar -e- Ishq
piyar mat karana by manoj. in Shayari -e- Husn
samjaa usse sachaa..... by anitha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
insaan kahan milta hai. by Imdad in Miscellaneous Shayri
Imaa.n pe gujar de jindgi aysa insaa.n kahan milta hai..~m.a~.. by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Roja
Guest
«Reply #1 on: September 16, 2009, 02:55:20 AM »
Reply with quote

sachaa piyar kahan milta he
by mazHur

sachaa piyar kahan milta he
sehra me phool kaheen khilta he.

ik baar agar ye chaak hua
phir ye garaibaan kab silta he.

bay jaan nahi pather kee tarah
dil arsh kee manind hilta he!

phooloan  se boo-e-wafi gayee
kehne ko her gul khilta he.

kehtay  hien  ishq log jisay
kam kam woh diloan me milta he.

Wah bahut khoob... Applause Yeh shayari se mujhe ek shayari yaad aaya. Yahan share kar rahi hu.

Shabb e hijraan ki azzyat ki khabbar kisko hai,
Meri gumnaam Muhabbat ki kahabbar kisko hai,

Kisko Ehssas mere Shiddat-e-JAzbaat ka hai,
Meri haalat meri wehshat ki khabbar kisko hai,

Kaun veeran makaanoo ki khabbar rakhta hai,
Meri Ujjrri hui Qissamat ki khabbar kisko hai,

Main ne chup chaap Muhabbat k zakham jhelay hain,
Meri Iss darja sharfat ki khabbar kisko hai,

KAun aaega aaey Dil tujhko ab tassllli dene
teri udas tabiyat ki khabbar kisko hai....!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: September 16, 2009, 02:57:40 AM »
Reply with quote
wow nice work mazHur ji and Roja apne to shabdo ka jaadu bikhar diya hai. Good work Both!
Logged
mazHur
Guest
«Reply #3 on: September 16, 2009, 03:04:44 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob... Applause Yeh shayari se mujhe ek shayari yaad aaya. Yahan share kar rahi hu.

Shabb e hijraan ki azzyat ki khabbar kisko hai,
Meri gumnaam Muhabbat ki kahabbar kisko hai,

Kisko Ehssas mere Shiddat-e-JAzbaat ka hai,
Meri haalat meri wehshat ki khabbar kisko hai,

Kaun veeran makaanoo ki khabbar rakhta hai,
Meri Ujjrri hui Qissamat ki khabbar kisko hai,

Main ne chup chaap Muhabbat k zakham jhelay hain,
Meri Iss darja sharfat ki khabbar kisko hai,

KAun aaega aaey Dil tujhko ab tassllli dene
teri udas tabiyat ki khabbar kisko hai....!!!



Thank you ,Roja, for the beautiful ghazal.
Did you write it??
koi aaya toe he iss dil ko tasS****e dene
kaise keh doon meri  halat ki khabar kisko hai drunken_smilie
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: September 16, 2009, 03:06:36 AM »
Reply with quote

Thank you ,Roja, for the beautiful ghazal.
Did you write it??
koi aaya toe he iss dil ko tasS****e dene
kaise keh doon meri  halat ki khabar kisko hai drunken_smilie


haha... Nahi Mazhur ji... Yeh mera likha NAHI hai. Aapka shayari padkar mujhe yeh shayari yaad aaya yahan share kiya aap k thread mein. Aapko bi pasand aaya ye shayari ... padkar mujhe bahut khushi huyi. Yu hi saat dete rehna  icon_thumleft
Logged
mazHur
Guest
«Reply #5 on: September 16, 2009, 03:10:18 AM »
Reply with quote
Roja Devi, you really have a good poetic choice!
Do you write poetry in Urdu, Hindi, English, Panjabi, etc?
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: September 16, 2009, 03:15:42 AM »
Reply with quote
Roja Devi, you really have a good poetic choice!
Do you write poetry in Urdu, Hindi, English, Panjabi, etc?


Thanks Mazhur ji. (Rest in my PM to u  icon_thumleft)
Logged
mazHur
Guest
«Reply #7 on: September 16, 2009, 03:27:07 AM »
Reply with quote
Thanks but I am not allowed to reply to  PM.

Anyway, i have got your message....

I am yet learning to write poesy

Will visit your said forums and revert after  having a looks at your stuff..
thanks
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: September 16, 2009, 04:12:18 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Mazhur ji n Roja ji mindblowing creation excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: September 16, 2009, 08:08:23 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob mazHur ji... Applause Applause

Nice sharing Roja ji
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #10 on: September 16, 2009, 03:46:29 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob... Applause Yeh shayari se mujhe ek shayari yaad aaya. Yahan share kar rahi hu.

Shabb e hijraan ki azzyat ki khabbar kisko hai,
Meri gumnaam Muhabbat ki kahabbar kisko hai,

Kisko Ehssas mere Shiddat-e-JAzbaat ka hai,
Meri haalat meri wehshat ki khabbar kisko hai,

Kaun veeran makaanoo ki khabbar rakhta hai,
Meri Ujjrri hui Qissamat ki khabbar kisko hai,

Main ne chup chaap Muhabbat k zakham jhelay hain,
Meri Iss darja sharfat ki khabbar kisko hai,

KAun aaega aaey Dil tujhko ab tassllli dene
teri udas tabiyat ki khabbar kisko hai....!!!




bahut hi khoob . mazher

dad qubool ho


javed


kia baat hai roja

nice sharing



javed
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #11 on: September 17, 2009, 08:02:08 AM »
Reply with quote
mazHur saaHeb:

Aadaab!

kaise hai.n aap?

aapki koShiSh to bahot hi Khuub rahiiN.. umdhaah aNdaaz-e-bayaa.n! daad qabUl keejiYe!


Rojaa jee:

aapne bhee baRaa Khoob saath diyaa haii! daad!


KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: September 19, 2009, 01:52:17 AM »
Reply with quote

sachaa piyar kahan milta he
by mazHur

sachaa piyar kahan milta he
sehra me phool kaheen khilta he.

ik baar agar ye chaak hua
phir ye garaibaan kab silta he.


bay jaan nahi pather kee tarah
dil arsh kee manind hilta he!


phooloan  se boo-e-wafi gayee
kehne ko her gul khilta he.



 kehtay  hien  ishq log jisay
 kam kam woh diloan me milta he.





Khoob Mazhar sahab khoob bhut khoob...................
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: September 19, 2009, 04:18:20 AM »
Reply with quote

sachaa piyar kahan milta he
by mazHur

sachaa piyar kahan milta he
sehra me phool kaheen khilta he.

ik baar agar ye chaak hua
phir ye garaibaan kab silta he.


bay jaan nahi pather kee tarah
dil arsh kee manind hilta he!


phooloan  se boo-e-wafi gayee
kehne ko her gul khilta he.



 kehtay  hien  ishq log jisay
 kam kam woh diloan me milta he.


Waah waah Kya baat hai.. Bahoot Khoob Mazur ji..

Pyaar karne wale bahoot milte hai
par Sacha pyaar kahan milta hai
Milte hai Humdum har sar-e-rehguzar pe
Par Sacha hamraaz kahan milta hai

!Divya!

Logged
mazHur
Guest
«Reply #14 on: September 19, 2009, 04:25:01 AM »
Reply with quote
chale jana magar kuch der toe thehro -andherea he
sehar honay talak  khush fehmi rehne de tu mera he!
mazHur

thank y'all for your appreciatin and comments.
maz
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:02:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer