Samjhaty ho aor kahty nahi ho~~

by Pooja on April 27, 2006, 04:50:56 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 5532 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #90 on: June 17, 2006, 09:49:40 AM »
Reply with quote
Haseeno ka yeh andaaz bhi bahut khoob lagta hai,
kabhi izhaar to kabhi ikraar, kabhi inkaar lagta hai...

nigahen karti hain har pal ikraar, aur lab inkaar karte hain,
in aankhon ki aankh micholi me, yeh dil tadapta hai.....

ab nazron ko nahi sanam, labon ko izhaar karne do,
thirakte labon se yeh izhaar tera, mohabbat lagta hai.....
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #91 on: June 18, 2006, 04:32:42 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai......

kabhi izhaar, kabhi ikraar kahi inkaar karty hai
Husan ke nakhre hazar, kayun uthane se darty hai

Bane ho Ashiq to, ab kayun ghabraate ho
Husan ke lub kah de, yah app kaya farmaate ho

Ankh micholi mai hi, tere Ishaq ka khumar hai
dil kahta hai, samjh le, ikraat hai ya inkaar hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #92 on: June 18, 2006, 03:43:04 PM »
Reply with quote
shukriya aur bahut khoob POOJA JI..........

Yeh naaz, yeh nakhre aur yeh kashish aapki,
karti hain jo deewana mujhe, wo adayen aapki.....

AASHIQ hain aapke har ek khubsoorat andaz ke,
har naaz uthayenge tera, humen kasam hai aapki...

ab aankh mocholi me maza nahi aata mohabbat ka,
ab to hota rahe deedar sanam, aankhon ka aapki.....

kar do ishara ki baahon me lene ko karta hai dil
bas ab to ek ikraar bhari nazar ki kami hai aapki.....
Logged
sangy
Guest
«Reply #93 on: June 18, 2006, 06:17:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
shukriya aur bahut khoob POOJA JI..........

Yeh naaz, yeh nakhre aur yeh kashish aapki,
karti hain jo deewana mujhe, wo adayen aapki.....

AASHIQ hain aapke har ek khubsoorat andaz ke,
har naaz uthayenge tera, humen kasam hai aapki...

ab aankh mocholi me maza nahi aata mohabbat ka,
ab to hota rahe deedar sanam, aankhon ka aapki.....

kar do ishara ki baahon me lene ko karta hai dil
bas ab to ek ikraar bhari nazar ki kami hai aapki.....


acha likha aapne Poojaji aur Vickyji...
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #94 on: June 18, 2006, 07:15:03 PM »
Reply with quote
BOHOT ACHCHE SABHI DOSTO,SAB NE HII BOHOT ACHCHA LIKHA HEIN!! :D

UN CHAMAK CHOR JATE HEIN SAB FORUM MEIN,
KE MEIN KUCH BHI KEH NAHI PATA,
KYA KAHU AAP LOGO K KE SAJDE MEIN,
KE KOI SHER BHI YAAD  NAHI AATA...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #95 on: June 19, 2006, 03:10:49 PM »
Reply with quote
good one vicky and RWG
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #96 on: June 20, 2006, 02:01:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
good one vicky and RWG

Shukriya pooja ji :D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #97 on: June 20, 2006, 02:20:30 PM »
Reply with quote
samjh kar anjaan bante hai
kaise wo dekho mehmaan bante hai

hokar is dil ke malik, nakhre hajar karte hai
kahte nahi, magat hai hum jante, wo humse hi payaar karte hai

juban hai khamosh, nigaho mai wo shrarat
per dosto se baate, wo hazar karte hai

kahte nahi magar yah dil janta hai
wo sirf aor sirf, hum hi se payaar karte hai
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #98 on: June 20, 2006, 04:03:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob pooja
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #99 on: June 21, 2006, 03:33:58 AM »
Reply with quote
THANKS TABU...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #100 on: June 22, 2006, 07:28:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
samjh kar anjaan bante hai
kaise wo dekho mehmaan bante hai

hokar is dil ke malik, nakhre hajar karte hai
kahte nahi, magat hai hum jante, wo humse hi payaar karte hai

juban hai khamosh, nigaho mai wo shrarat
per dosto se baate, wo hazar karte hai

kahte nahi magar yah dil janta hai
wo sirf aor sirf, hum hi se payaar karte hai


shukriya SANGY.....
nice one POOJA JI........

Mana ki sanam, naaz nakhre tum hazaar karti ho,
par yeh kya kam hai ki tum humse pyaar karti ho.....

har ek nigaah pe teri, marta hoon sau-sau baar,
phir bhi yeh shararat sanam, tum baar-baar karti ho....

janti ho sanam karta mohabbat be-intehaan tumse,
phir kyun yeh sawaal tum mujhse, har baar karti ho....

ek pal bhi na jee na sakunga, door tumse rahakar,
yeh jaan kar bhi tum, kyun mujhse anjaan banti ho.....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #101 on: June 22, 2006, 12:47:11 PM »
Reply with quote
thanks pankhuri
Logged
Pooja
Guest
«Reply #102 on: June 22, 2006, 02:58:03 PM »
Reply with quote
u com com Tabbu  and good one Vicky....
Logged
Blue_angel
Guest
«Reply #103 on: June 22, 2006, 03:25:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "Pooja"
samjh kar anjaan bante hai
kaise wo dekho mehmaan bante hai

hokar is dil ke malik, nakhre hajar karte hai
kahte nahi, magat hai hum jante, wo humse hi payaar karte hai

juban hai khamosh, nigaho mai wo shrarat
per dosto se baate, wo hazar karte hai

kahte nahi magar yah dil janta hai
wo sirf aor sirf, hum hi se payaar karte hai


shukriya SANGY.....
nice one POOJA JI........

Mana ki sanam, naaz nakhre tum hazaar karti ho,
par yeh kya kam hai ki tum humse pyaar karti ho.....

har ek nigaah pe teri, marta hoon sau-sau baar,
phir bhi yeh shararat sanam, tum baar-baar karti ho....

janti ho sanam karta mohabbat be-intehaan tumse,
phir kyun yeh sawaal tum mujhse, har baar karti ho....

ek pal bhi na jee na sakunga, door tumse rahakar,
yeh jaan kar bhi tum, kyun mujhse anjaan banti ho.....


wah wah!! bohat acha likha hai app ne vicky ji!! superb!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #104 on: June 23, 2006, 01:00:07 PM »
Reply with quote
shukriya POOJA JI aur BLUE ANGEL JI...
par POOJA JI aap aaj bina likhe kaise chali gain....
hum to aapke khubsoorat jawab ka intzaar hi karte raha gaye.......
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:45:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer