Mohabbat-izhaar

by shayar_dildaar on August 16, 2005, 06:07:12 PM
Pages: 1 ... 32 33 34 35 [36] 37
ReplyPrint
Author  (Read 36875 times)
shayar_dildaar
Guest
«Reply #525 on: June 27, 2006, 10:36:29 PM »
Reply with quote
Ek arzu , ek tamanna, aaj dil mein mere;
Waqt tham sa jaye, woh rahein nazdeek mere...

Ishq ho, pyaar ho, zindaagi hoga tabh, faraaz pe mere;
Janam tum ho, dhadkan ho, ek tishnagee ho, ibadat ho mere...

Aaj koi na ho, siwayen tere aur mere;
Chahunga iss kadar tujhe, o-sanam, sirf tum ho mere....

-Shayar_Dildaar
[/color]
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #526 on: June 28, 2006, 02:21:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Ek arzu , ek tamanna, aaj dil mein mere;
Waqt tham sa jaye, woh rahein nazdeek mere...

Ishq ho, pyaar ho, zindaagi hoga tabh, faraaz pe mere;
Janam tum ho, dhadkan ho, ek tishnagee ho, ibadat ho mere...

Aaj koi na ho, siwayen tere aur mere;
Chahunga iss kadar tujhe, o-sanam, sirf tum ho mere....
[/color]


shayarji kya baat hai..............bohat mood mein ho......:wink:

continue.....yaar :D
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #527 on: June 28, 2006, 06:38:28 AM »
Reply with quote
thanks gurl :D
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #528 on: June 28, 2006, 07:45:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Zehen mein basi woh, woh ek hoor;
Hooriyat(freedom) ki arzuu, mehekta hua noor;

Dahekta(flame) jawani, nazuki har adoan mein;
Nigha-e-aashna(seductive glance), sharaabi unn aankhon mein..

-Shayar_Dildaar
[/color]


Kitna Mast mast shayari................ :wink:
Cool one.... Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #529 on: June 28, 2006, 07:47:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Ek arzu , ek tamanna, aaj dil mein mere;
Waqt tham sa jaye, woh rahein nazdeek mere...

Ishq ho, pyaar ho, zindaagi hoga tabh, faraaz pe mere;
Janam tum ho, dhadkan ho, ek tishnagee ho, ibadat ho mere...

Aaj koi na ho, siwayen tere aur mere;
Chahunga iss kadar tujhe, o-sanam, sirf tum ho mere....

-Shayar_Dildaar
[/color]


Mind-Blowing shayari..................Mujhe toh bahot achhi lagi......
 Usual Smile Awesum stuff...........
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #530 on: June 29, 2006, 10:07:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Ek arzu , ek tamanna, aaj dil mein mere;
Waqt tham sa jaye, woh rahein nazdeek mere...

Ishq ho, pyaar ho, zindaagi hoga tabh, faraaz pe mere;
Janam tum ho, dhadkan ho, ek tishnagee ho, ibadat ho mere...

Aaj koi na ho, siwayen tere aur mere;
Chahunga iss kadar tujhe, o-sanam, sirf tum ho mere....

-Shayar_Dildaar
[/color]


SHAYAR JI............bahut behtreen likha hai aapne...
ISHQ-E-KHUMAR..... yeh kiska hai aap par..........?
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #531 on: June 29, 2006, 03:11:30 PM »
Reply with quote
Shukriyan NAzaakatjii
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Zehen mein basi woh, woh ek hoor;
Hooriyat(freedom) ki arzuu, mehekta hua noor;

Dahekta(flame) jawani, nazuki har adoan mein;
Nigha-e-aashna(seductive glance), sharaabi unn aankhon mein..

-Shayar_Dildaar
[/color]


Kitna Mast mast shayari................ :wink:
Cool one.... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #532 on: June 30, 2006, 03:40:00 AM »
Reply with quote
Taqdeer ne nawaaza mohabbat se mujhe;
Mohabbat ne nawaaza tere pyaar se mujhe...

Tere dil ka rizwaan bana bhaitha, yakeen ho chala hain tujhe;
Mere sanam, "Dildaar" ne apna kar liya hain tujhe...

Ab saath tera hain, har sitam manzoor hain mujhe;
Har manzil safal hota nazar aye, e-sanam,
Tere saath, qurbat(together)-e-zindagi  de de mujhe..

-Shayar_Dildaar
[/color]
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #533 on: June 30, 2006, 03:49:23 AM »
Reply with quote
Hain koi jisse behad pyaar karte hain hum...Shayari sirf unke liye likhte hain..Woh chahti hain hum likhe, issliye hum dil se likhe jate hain.. Usual Smile

Quote from: "vicky AKELA"
SHAYAR JI............bahut behtreen likha hai aapne...
ISHQ-E-KHUMAR..... yeh kiska hai aap par..........?
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #534 on: June 30, 2006, 05:52:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Taqdeer ne nawaaza mohabbat se mujhe;
Mohabbat ne nawaaza tere pyaar se mujhe...

Tere dil ka rizwaan bana bhaitha, yakeen ho chala hain tujhe;
Mere sanam, "Dildaar" ne apna kar liya hain tujhe...

Ab saath tera hain, har sitam manzoor hain mujhe;
Har manzil safal hota nazar aye, e-sanam,
Tere saath, qurbat(together)-e-zindagi  de de mujhe..

-Shayar_Dildaar
[/color]


bahut khoob sd ji

yahi hai aarzoo apni
doaen sabki bar aaen
na ho khali koi daman
sabhi khushiyon se bhar jaaen
hame bhi ho khushi ye dekh ke
 ki khush hai aaj  sab phir se
is haari baazi ko koi
 to ho jo jeet bhi jaae..................
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #535 on: June 30, 2006, 06:53:13 PM »
Reply with quote
Good one tabassumjiii
Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "shayar_dildaar"
Taqdeer ne nawaaza mohabbat se mujhe;
Mohabbat ne nawaaza tere pyaar se mujhe...

Tere dil ka rizwaan bana bhaitha, yakeen ho chala hain tujhe;
Mere sanam, "Dildaar" ne apna kar liya hain tujhe...

Ab saath tera hain, har sitam manzoor hain mujhe;
Har manzil safal hota nazar aye, e-sanam,
Tere saath, qurbat(together)-e-zindagi  de de mujhe..

-Shayar_Dildaar
[/color]


bahut khoob sd ji

yahi hai aarzoo apni
doaen sabki bar aaen
na ho khali koi daman
sabhi khushiyon se bhar jaaen
hame bhi ho khushi ye dekh ke
 ki khush hai aaj  sab phir se
is haari baazi ko koi
 to ho jo jeet bhi jaae..................
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #536 on: June 30, 2006, 07:06:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Taqdeer ne nawaaza mohabbat se mujhe;
Mohabbat ne nawaaza tere pyaar se mujhe...

Tere dil ka rizwaan bana bhaitha, yakeen ho chala hain tujhe;
Mere sanam, "Dildaar" ne apna kar liya hain tujhe...

Ab saath tera hain, har sitam manzoor hain mujhe;
Har manzil safal hota nazar aye, e-sanam,
Tere saath, qurbat(together)-e-zindagi  de de mujhe..

-Shayar_Dildaar
[/color]



too good SD...too good..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #537 on: July 01, 2006, 06:08:59 AM »
Reply with quote
bahut shukriya sd ji

hai ye saari shayri jo
bas naam hai kisi ke
ye hamari zindagi to
bas naam hai kisi ke
vo kahe to ham bhi jilen
vo kahe to na jien ham
vo kahe to bas likhen ham
na kahe to likh na paaen
Logged
harshit in love
Guest
«Reply #538 on: July 01, 2006, 07:47:36 AM »
Reply with quote
wah kya baat hai, mehfil saji hui hai.
dildaar sahab, anjani bahut acha likhte hain aap sab.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #539 on: July 01, 2006, 09:02:45 PM »
Reply with quote
shukriyan Harshit bhai
Logged
Pages: 1 ... 32 33 34 35 [36] 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:28:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer