SHAAM RANGEEN HAI .................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on December 30, 2013, 09:11:34 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2179 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #15 on: December 31, 2013, 08:22:51 PM »
Reply with quote
waah waah Hasan sir bahut khoob.
shukriya , duaaein .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #16 on: December 31, 2013, 10:38:03 PM »
Reply with quote
Thanxalot,Jeetji
Logged
mkv
Guest
«Reply #17 on: December 31, 2013, 11:19:19 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
bahut hi khoobsurat kalaam hai
Teer-andaazi mein uska  nahi saani koi
Woh maharat hai k ek waar na khaali jaaye

 Jashn-e-Maikhana kabhi yuun bhi manaa kar dekhein
Pee lein maye thodi si , aur  thodi uchhaali jaaye
 
Aaiye likkhein 'Has an' phir koi rangeen Ghazal
Har  adaa. Shokh ki  ashaar mein dhaali jaaye

Ye ashaar bahut bhaaye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #18 on: January 01, 2014, 03:34:50 AM »
Reply with quote
bhai jaan maine ise apne tarannum men gungunaate hue padhaa bahut mazaa aayaa aapko dher saaree badhaai,mubarakbaad aur naye saal kee shubhkaamnaayen
Bahut  shukriya , nawazish Saini hai. Ayenda mulaqat par inshaallah aapse tarannum mein ghazal sunne ka mouqa hath se nahi jaane doonga.aapki mohabbat ka bahut  shukriya.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #19 on: January 01, 2014, 01:20:54 PM »
Reply with quote
Dharm samjhun main tera, tuu mere Mazhab Samjhe
Ek nayee pyaar ki   buniyaad yeh daali jaaye
 Applause Applause Applause

waah Siddiqui Saheb  Applause Applause

aao  buniyaad aman chain ki  rakhi jaye
ho na aisa ki bachaa waqt guzar hi jaye

Bhai Saraswatji,housla afzai k liye bahut  shukriya,aur HNY.
Logged
prashad
Guest
«Reply #20 on: January 01, 2014, 05:39:22 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: January 01, 2014, 09:14:04 PM »
Reply with quote
Dharam samjhuu main tere,tuu mere majhab samjhe
Ek nayee pyaarki buniyaad yeh daali jaaye        Applause Applause

Teer andaazi mein uska nahin saani koi
Won maharat hai k ek waar na khaali jaaye      Applause Applause

Wah Wah Janaab bahut khoob

SurindarN.
Surindarnji, adab aur hosla badhane k liy bahut  shukriya.khush rahye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #22 on: January 02, 2014, 01:36:48 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob....... Applause Applause Applause Applause
thanks,miraj ji
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: January 02, 2014, 06:27:09 PM »
Reply with quote

Siddiqui Sahaab Aadaab....!

WaaH jee waaH bahut khoob bahut umdaa kalaam huyi hai janab waqai har adaa hai aapki is khoobsurat kalaam meiN...
Gazab ke khayaalaat ko apni gazal meiN baNdha hai aapne, is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari hazaaroN dili daad o mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Bazm ko roshan karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: January 02, 2014, 07:19:47 PM »
Reply with quote
Wha wha bhoot khub sir
shukriya,Rajanji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: January 03, 2014, 02:26:33 AM »
Reply with quote
Hasan ji kya kehne aapki is ghazal ke... dil ko choo liya hai... itni pasand aayi ke kai baar ise padhi... har sher ek se badhkar ek hai... aapko is khoobsurat peshkash par rau ke saath hazaron daad qubool ho...khaas yeh  ashaar behad umda rahe..

Wasl mein theek naheen lena   wafaon ka hisaab
Phir kisi din ke  liye baat yeh taali jaaye

Bheek deedar ki  paane ko khada hai kab se
Aaj to dar se na khaali yeh sawaali jaaye

Teer-andaazi mein uska  nahi saani koi
Woh maharat hai k ek waar na khaali jaaye
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Aqsh Ji, bahut  shukriya aapke khuloos bnare tabsire k liye .Allah aapko khuush rkkhe.
Logged
suman59
Guest
«Reply #26 on: January 03, 2014, 03:47:37 AM »
Reply with quote
Quote

Bheek deedar ki  paane ko khada hai kab se
Aaj to dar se na khaali yeh sawaali jaaye

bahut khoob hasan sb. bahut daad
Logged
sbechain
Guest
«Reply #27 on: January 03, 2014, 11:11:42 AM »
Reply with quote

Shaam rangeen hai,yeh shaam na khaali jaaye
Aao lag jaao gale ,Eid mana Lee jaaye
kyon ,main bina gale lage hi eid manaao.n gi icon_flower icon_flower icon_flower manzoor hai to bolo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Badh ke  dass lein ge yeh raaton ke andhere humko
 Kyuun sar-e-shaam na ek Shamma  jala Lee  jaaye
main aa jaao.n gi shama gi zaroorat nahin aag lagaane ke liye kaafi hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard aur roshni ki roshni bhi ho jaaye gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Wasl mein theek naheen lena   wafaon ka hisaab
Phir kisi din ke  liye baat yeh taali jaaye
kis baat ka hisaab jo paise diye tum ne kharch ho gaye buss. ab nahin dena chao to mat do per koi hisaab nahin doo.n gi samjhe Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Bheek deedar ki  paane ko khada hai kab se
Aaj to dar se na khaali yeh sawaali jaaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))iss sher ka bahut matlab main ne nikalaa aur isliye mazeed tanqeed na karte hue avatar se comments kiya
Dharm samjhun main tera, tuu mere Mazhab Samjhe
Ek nayee pyaar ki   buniyaad yeh daali jaaye
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:insaaniyat ki pahchaan banaai jaaye
Teer-andaazi mein uska  nahi saani koi
Woh maharat hai k ek waar na khaali jaaye
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
 Jashn-e-Maikhana kabhi yuun bhi manaa kar dekhein
Pee lein maye thodi si , aur  thodi uchhaali jaaye
  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Aaiye likkhein 'Has an' phir koi rangeen Ghazal
Har  adaa. Shokh ki  ashaar mein dhaali jaaye

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))saari ghazal hi rangeen hoti hai aur uske rang mein doob kar mera asli rang bhi ghaayb ho gaya hai




fazal sahab kya ye new year resolution hai -ek rau is haseen pesh kash pe  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flowericon_flower icon_flower icon_flower!
   8 GHANTE BAAD DE SAKTI HOON tongue3 tongue3 tongue3
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: January 03, 2014, 12:04:37 PM »
Reply with quote
वाह...वाह....वाह.....

क्या बात है.....

बहुत ही उम्दा...बेहतरीन....लाज़वाब....पेशकश....

ढेरों दाद और दिली मुबारकबाद कुबूल कीजिये.....

pasand karne aur hosla dene k liy bahut  shikriya
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: January 03, 2014, 01:36:51 PM »
Reply with quote
Wasl mein theek naheen lena   wafaon ka hisaab
Phir kisi din ke  liye baat yeh taali jaaye

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bheek deedar ki  paane ko khada hai kab se   
Aaj to dar se na khaali yeh sawaali jaaye

Teer-andaazi mein uska  nahi saani koi
Woh maharat hai k ek waar na khaali jaaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
hasan ji as usual ye bhi bahut khoobsoorat peshkash rahi
daaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaad
shukriya,duaaein , sureshji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:34:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer