ParwaaZ
Guest
|
Bazm e ulfat e khumaar e ishq ko Aadaab O Salaam..
Aik puraani kalaam aapki nazar... kisi ke khhususi israar par aap sab ki nazar .. Ummid hai aap sab ko pasaNd aaye..
Meri tanha zindagi ko sahaara chahiye Mujhe bhi koi humsafar pyaara chahiye
Dil thame baithe hai ankho me hum apne Teri jumbish e palak se ishaara chahiye
Jawani ke talatum se doobte ubharte Thake huye manjhi ko kinaara chahiye
Bus ek badal ishq ka barse mere dil par Khiza e dil ko bahar e nazaara chahiye
Ho jaye roshan Zindagi o Dil ka gulshan Hum ko taqdeer ka woh sitaara chahiye
Tujhse ilteja hai ye duaa hai meri ya Rab! Khoya tha jise maine woh dobara chahiye
Zindagi ke safar mein saath chalte chalte Bichre kai humraaH koi humaara chahiye
Mujhe kaaynaat ki nahi Khwahish teri hai Mujhe aur kuch nahi sath tumhara chahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 09, 2013, 03:34:26 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Farhan Sohail
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 09, 2013, 05:35:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ghayal_shayar
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 09, 2013, 10:29:31 AM » |
|
ahchi koshish rahi saaheb, bas aage bhi yuNhi bazm ko roshan karte rahiye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 09, 2013, 11:15:46 AM » |
|
wah wah wah Parwaaz bhai jabardast ghazal lekar aaye hai aap. umda, bahut umda
Zindagi ke safar mein saath chalte chalte Bichre kai humraaH koi humaara chahiye
Mujhe kaaynaat ki nahi Khwahish teri hai Mujhe aur kuch nahi sath tumhara chahiye
Ye ashaar to..behad touchy
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 09, 2013, 11:22:00 AM » |
|
Waah waah waah....bahut khoob....bahut hi umda behtareen ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 09, 2013, 01:21:49 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 09, 2013, 05:52:16 PM » |
|
Bazm e ulfat e khumaar e ishq ko Aadaab O Salaam..
Aik puraani kalaam aapki nazar... kisi ke khhususi israar par aap sab ki nazar .. Ummid hai aap sab ko pasaNd aaye..
Meri tanha zindagi ko sahaara chahiye Mujhe bhi koi humsafar pyaara chahiye
Dil thame baithe hai ankho me hum apne Teri jumbish e palak se ishaara chahiye
Jawani ke talatum se doobte ubharte Thake huye manjhi ko kinaara chahiye
Bus ek badal ishq ka barse mere dil par Khiza e dil ko bahar e nazaara chahiye
Ho jaye roshan Zindagi o Dil ka gulshan Hum ko taqdeer ka woh sitaara chahiye
Tujhse ilteja hai ye duaa hai meri ya Rab! Khoya tha jise maine woh dobara chahiye
Zindagi ke safar mein saath chalte chalte Bichre kai humraaH koi humaara chahiye
Mujhe kaaynaat ki nahi Khwahish teri hai Mujhe aur kuch nahi sath tumhara chahiye
Parwaz sahib kya lajwab gazal takhleeq ki hai beshumaar daad.......asghr
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: April 09, 2013, 06:53:55 PM » |
|
bahut dino ke baad itnaa pyaaraa kalaam dil khush ho gayaa dheron daad aur mubarak baad khush rahen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 09, 2013, 08:28:53 PM » |
|
Bazm e ulfat e khumaar e ishq ko Aadaab O Salaam..
Aik puraani kalaam aapki nazar... kisi ke khhususi israar par aap sab ki nazar .. Ummid hai aap sab ko pasaNd aaye..
Meri tanha zindagi ko sahaara chahiye Mujhe bhi koi humsafar pyaara chahiye
Dil thame baithe hai ankho me hum apne Teri jumbish e palak se ishaara chahiye
Jawani ke talatum se doobte ubharte Thake huye manjhi ko kinaara chahiye
Bus ek badal ishq ka barse mere dil par Khiza e dil ko bahar e nazaara chahiye
Ho jaye roshan Zindagi o Dil ka gulshan Hum ko taqdeer ka woh sitaara chahiye
Tujhse ilteja hai ye duaa hai meri ya Rab! Khoya tha jise maine woh dobara chahiye
Zindagi ke safar mein saath chalte chalte Bichre kai humraaH koi humaara chahiye
Mujhe kaaynaat ki nahi Khwahish teri hai Mujhe aur kuch nahi sath tumhara chahiye
awesome ;splendid ; superb,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #13 on: April 10, 2013, 04:12:11 AM » |
|
waah kya baat hai bahut khoob parwaaz sahab bahut khoob
Intezar!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|