~*~*~ SUHAAG RAAT ~*~*~

by _Vicky_ on April 12, 2006, 11:37:06 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 50091 times)
Pooja
Guest
«Reply #150 on: July 05, 2006, 02:07:13 PM »
Reply with quote
wah Vikas kaya baat hai, bahoot khoob Ranju apne bhi bahot acha likha hai.....

ranju apki last two lines bahoot hi achi lagi....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Who ik raat thi by muneeb in Shayri-E-Dard
~~~SUHAAG RAAT~~~ by anand_modani in SMS , mobile & JOKES
Romantic Raat, {Wo Raat Bhi Kya Thi},. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
SUHAAG ki raat…!! by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
Taish- SUHAAG ki raat...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #151 on: July 05, 2006, 02:55:08 PM »
Reply with quote
shukriya Pooja .......kya baat hai vicky .......behad khubsurat.........


teri aankho ka nasha aaj hum per bhaari hai
sara alam mein lagti teri koi jadugiri utar aayi hai

hai bas aaj nazar mein meri tu hi tu samaya hua
aaj yeh kaisi milan ki raat jindagi mein aayi hai

khulne lage hain gusuo ke bandhan is khumari raat mein
aaj mere rukhsaro per ek haya ko laali chhaayi hai

woh aa rahe hain kareeb mere dheere dheere
meri toh aaj jaise jaan per ban aayi hai

kehte hain woh hamari nazaro mein jhaank ke
aaj yeh pari  koi aasman se is suhag ki sej per utar aayi hai

khawabo ko sach kar diya unhone mere aaj
aaj unhone apne pyaar ke ek pal se hamko jaise janat dikhayi hai
Logged
sangy
Guest
«Reply #152 on: July 06, 2006, 08:52:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
Nice one SANGY JI............

Tamanna teri tamanna se meri kuch milti se hai,
par tamanna me teri sanam, kuch kami se hai......
seene se to tujhe bhi lagaana chahta hoon main,
tamanna meri seene laga tujhe choomne ki bhi hai.....


Tammanna hain tu, tu hi mera armaan hain..
tu hi meri duniya, tu hi saara jahaan hain..
jaon bhi kahan tujhse ab duur main
har saans mein ab mere, tu hi tho samaya hain...

 :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #153 on: July 06, 2006, 09:13:22 AM »
Reply with quote
good one SANGY JI.....

Mere aankhon me tu basi hai, dil me tu chupi hai,
phir kyun har pal aane ka tere intzaar rahata hai.....
tamanna ke saagar se, ya-khuda yahi poori karna,
juda na ho phir wo kabhi, itna mujhpe karam karna.....
Logged
sangy
Guest
«Reply #154 on: July 06, 2006, 09:37:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
good one SANGY JI.....

Mere aankhon me tu basi hai, dil me tu chupi hai,
phir kyun har pal aane ka tere intzaar rahata hai.....
tamanna ke saagar se, ya-khuda yahi poori karna,
juda na ho phir wo kabhi, itna mujhpe karam karna.....



juda na ho hum kabhi
dua hain bas yahi ab rab se
aankhon se dil mein uthar kar
na jaane tu chupa hain wahan kabse

 :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #155 on: July 06, 2006, 10:04:24 AM »
Reply with quote
nice one SANGY JI...

Kab se teri aankhon me, machal ke teri baahon me,
kabhi so rahe hain lipat ke, kabhi simat rahe hain.....
yeh teri mohabbat, teri chahaton ka asar hai sanam,
teri saanson me ghul ke hum, bas tere ho rahe hain.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #156 on: July 06, 2006, 10:19:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah Vikas kaya baat hai, bahoot khoob Ranju apne bhi bahot acha likha hai.....

ranju apki last two lines bahoot hi achi lagi....


bahut bahut shukriya POOJA JI....  aapko kalaam pasand aaye....
waise yeh to ranjana ji ka kamaal hai... yeh acha likhne pe majboor
kar deti hain.........
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #157 on: July 06, 2006, 11:03:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya Pooja .......kya baat hai vicky .......behad khubsurat.........


teri aankho ka nasha aaj hum per bhaari hai
sara alam mein lagti teri koi jadugiri utar aayi hai

hai bas aaj nazar mein meri tu hi tu samaya hua
aaj yeh kaisi milan ki raat jindagi mein aayi hai

khulne lage hain gusuo ke bandhan is khumari raat mein
aaj mere rukhsaro per ek haya ko laali chhaayi hai

woh aa rahe hain kareeb mere dheere dheere
meri toh aaj jaise jaan per ban aayi hai

kehte hain woh hamari nazaro mein jhaank ke
aaj yeh pari  koi aasman se is suhag ki sej per utar aayi hai

khawabo ko sach kar diya unhone mere aaj
aaj unhone apne pyaar ke ek pal se hamko jaise janat dikhayi hai


bepanah khubsoorat RANJANA ... maza aa gaya padh ke....

Kahan wo nasha sharaab me, jo hai teri in aankhon me,
main to kab se is mayekhane me hosh gawaye baitha hoon.....

jadoo bhari hain nazren teri, aur katil teri adayen hain,
har andaaz pe tere main sanam, jaan lutaye baitha hoon....

khol ke jo zulfen tune sanam, har taraf kar diya andhera,
in kaali ghataaon me, sone ki tamanna liye baitha hoon.....

kar raha hai shararat mausam, baras raha saawan hai,
paas tu nahi, tasveer ko teri seene se lagaye baitha hoon.....

tasveer bhi tumhaari khubsoorati yun bayan karti hai,
kisi apsara ko jaise main baahon me sula ke leta hoon.......

har khwaab hoga such, armaan har poora hoga mera,
kab se teri chahat me, sooni sej sajaye baitha hoon.....
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #158 on: July 06, 2006, 07:34:54 PM »
Reply with quote
The jodi no 1 of shayari...Vicky and Sangy...Hats off to u guys..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #159 on: July 07, 2006, 02:19:17 AM »
Reply with quote
bahut khoob Sangy and Vicky ...... Usual Smile
Logged
ranjana
Guest
«Reply #160 on: July 07, 2006, 02:40:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "ranjana"
shukriya Pooja .......kya baat hai vicky .......behad khubsurat.........


teri aankho ka nasha aaj hum per bhaari hai
sara alam mein lagti teri koi jadugiri utar aayi hai

hai bas aaj nazar mein meri tu hi tu samaya hua
aaj yeh kaisi milan ki raat jindagi mein aayi hai

khulne lage hain gusuo ke bandhan is khumari raat mein
aaj mere rukhsaro per ek haya ko laali chhaayi hai

woh aa rahe hain kareeb mere dheere dheere
meri toh aaj jaise jaan per ban aayi hai

kehte hain woh hamari nazaro mein jhaank ke
aaj yeh pari  koi aasman se is suhag ki sej per utar aayi hai

khawabo ko sach kar diya unhone mere aaj
aaj unhone apne pyaar ke ek pal se hamko jaise janat dikhayi hai


bepanah khubsoorat RANJANA ... maza aa gaya padh ke....

Kahan wo nasha sharaab me, jo hai teri in aankhon me,
main to kab se is mayekhane me hosh gawaye baitha hoon.....

jadoo bhari hain nazren teri, aur katil teri adayen hain,
har andaaz pe tere main sanam, jaan lutaye baitha hoon....

khol ke jo zulfen tune sanam, har taraf kar diya andhera,
in kaali ghataaon me, sone ki tamanna liye baitha hoon.....

kar raha hai shararat mausam, baras raha saawan hai,
paas tu nahi, tasveer ko teri seene se lagaye baitha hoon.....

tasveer bhi tumhaari khubsoorati yun bayan karti hai,
kisi apsara ko jaise main baahon me sula ke leta hoon.......

har khwaab hoga such, armaan har poora hoga mera,
kab se teri chahat me, sooni sej sajaye baitha hoon.....


behad khubsurat likha aapne Vicky ...........


meri zindagi ka aakhir woh suhaana pal bhi aaya
jab mere babul ne mera haath tere haatho mein thamaya

pehana jis pal maine lal joda tere naam ka
aur maathe per tere naam ki bindi ko sajaaya
ho gaya usi pal se tu mera meri aankho mein inderdhanush khil aaya

liye jis pal  saat pehere maine tere saath
mere dil mein fail gya teri kushbu ka saaya

chal padi main saath tere hamsafar ban kar
tu ho toh meri zindagi mein baahar hai laaya

rakha jab maine suhaag sej per kadam apna
ek sharmo haya ka parada meri aankho mein utar aaya

woh suni hui si baate woh saare sapane khil gaye meri aankho mein
jinko thaa maine har pal apni palako mein sajaaya

dekha jab tune ghughant hata ke pyaar bahari nazaro se mujhe
toh mera kampataa sa badan teri bahaon main simat sa aaya

chuma jab hole se tune mere labo ko maine apna hosh gawaaya
khil gaya mera rom rom tere pyaar se,meri rooh ko tune apna banaya

ho gaye do jism ek jaan usi pal se jis pal tune gale se mujhe lagaya
tere pyaar ke pawan ehasas se mera jeevan gulabo sa mehak aaya
Logged
sangy
Guest
«Reply #161 on: July 07, 2006, 09:31:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
nice one SANGY JI...

Kab se teri aankhon me, machal ke teri baahon me,
kabhi so rahe hain lipat ke, kabhi simat rahe hain.....
yeh teri mohabbat, teri chahaton ka asar hai sanam,
teri saanson me ghul ke hum, bas tere ho rahe hain.....


naam jo tune liya, lo sanam aagayi main..
aakar kareeb, baahon mein tere sama gayi main..
karne de mehsoos teri chhahat ko aaj mujhe
teri saanson ki khushboo se, machal gayi main..

 :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #162 on: July 07, 2006, 11:00:21 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya SHAYAR JI aur RANJANA....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #163 on: July 07, 2006, 11:08:28 AM »
Reply with quote
bahut khoob SANGY JI................

Sirf mere choone bhar se machal jati ho,
nazren mila ke mujhse bahak tum jati ho......
yeh aur kuch nahi mohabbat ki nishani hai,
ki dekhte hi mere tum, sharma se jati ho....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #164 on: July 07, 2006, 12:01:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"


behad khubsurat likha aapne Vicky ...........


meri zindagi ka aakhir woh suhaana pal bhi aaya
jab mere babul ne mera haath tere haatho mein thamaya

pehana jis pal maine lal joda tere naam ka
aur maathe per tere naam ki bindi ko sajaaya
ho gaya usi pal se tu mera meri aankho mein inderdhanush khil aaya

liye jis pal  saat pehere maine tere saath
mere dil mein fail gya teri kushbu ka saaya

chal padi main saath tere hamsafar ban kar
tu ho toh meri zindagi mein baahar hai laaya

rakha jab maine suhaag sej per kadam apna
ek sharmo haya ka parada meri aankho mein utar aaya

woh suni hui si baate woh saare sapane khil gaye meri aankho mein
jinko thaa maine har pal apni palako mein sajaaya

dekha jab tune ghughant hata ke pyaar bahari nazaro se mujhe
toh mera kampataa sa badan teri bahaon main simat sa aaya

chuma jab hole se tune mere labo ko maine apna hosh gawaaya
khil gaya mera rom rom tere pyaar se,meri rooh ko tune apna banaya

ho gaye do jism ek jaan usi pal se jis pal tune gale se mujhe lagaya
tere pyaar ke pawan ehasas se mera jeevan gulabo sa mehak aaya


bahut khoob RANJANA JI........ nihayat hi khubsoorat............

Jab tere babul ne tera hath mere hath me thamaya,
teri nahi meri zindgi ka bhi wo suhana pal aaya.........

jab pahana tune laal joda mere naam ka e-sanam,
jalwa-a-husn tune mujh pe yun barsaya.........

wo chehra tha khwabon me, jis ka tha intzaar,
wo chehra-e-husn us raat samne mere aaya........

saji thi phoolon ki sej, sej pe thi husn ki mallika,
mere chaman ko is gulon ki shahazaadi ne sajaya........

wo tere ang ki kap-kapahat, wo tera sharmana,
sama gai tu mujh me, jab tujhe gale se lagaya.......

wo hoton se hoton ko choo lena tera e-sanam,
chingaari me tune, wo kaun sa shola bharkaya.......

mere sapno ki rani thi, ab meri baahon me,
zindgi ka nayaab tohafa, khuda ne humen bakhshaya....

JAB TERE BABUL NE TERA HATH MERE HATH ME THAMAYA,
TERA NAHI MERI ZINDGI KA BHI WO SUHANA PAL AAYA.....
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:17:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer