~*~*~ SUHAAG RAAT ~*~*~

by _Vicky_ on April 12, 2006, 11:37:06 AM
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 50116 times)
sandeepparker
Guest
«Reply #315 on: April 07, 2007, 11:09:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Bahut khooooooob AKS ji aur DR. SAIRA JI...... Kamaal ka likha hai

Kaash Tujh Sang Bitaayi Wo Raat Laut Aaye Sanam,
Yeh Duniya Wale Jisko Suhaag ki Raat Kahate hain......

Bikhar Gaye the Jab Hum, Ek Doosre ki Baahon me,
Hum Aaj phir us Raat ka Armaan Sajaye Baithe hain.....

Har manzar Us raat ka, Aaj bhi Yaad hai Mujhe Dilbar,
Isi Yaad ko Tere Seene se, Lag So jaya Karte hain......

Kaun Kahata hai Ki, Suhaag Raat Ek Baar aati hai,
Hum to Har Raat Sej ko Phoolon se Sajaya Karte hain...!!!!!!  Usual Smile



bahut acche vicky...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Who ik raat thi by muneeb in Shayri-E-Dard
~~~SUHAAG RAAT~~~ by anand_modani in SMS , mobile & JOKES
Romantic Raat, {Wo Raat Bhi Kya Thi},. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
SUHAAG ki raat…!! by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
Taish- SUHAAG ki raat...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #316 on: April 07, 2007, 09:17:17 PM »
Reply with quote
Very Nice Vicky & All...
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #317 on: April 07, 2007, 09:22:44 PM »
Reply with quote
Waise mera naam toh nahi tha iss mein magar thanx phir bhi Aryaan Usual Smile
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #318 on: April 08, 2007, 03:55:37 AM »
Reply with quote
Bahut-Bahut shukriya SAIRA JI, SANDEEP JI aur ARYAAN BHAI......!!!!!!!!!!!

Bas yunhi Hausla Afzaai karte raha Kijiye..... Usual Smile Usual Smile
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #319 on: April 08, 2007, 02:47:05 PM »
Reply with quote
Hamesha karte rahenge
Logged
Roja
Guest
«Reply #320 on: April 10, 2007, 07:23:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Bahut khooooooob AKS ji aur DR. SAIRA JI...... Kamaal ka likha hai

Kaash Tujh Sang Bitaayi Wo Raat Laut Aaye Sanam,
Yeh Duniya Wale Jisko Suhaag ki Raat Kahate hain......

Bikhar Gaye the Jab Hum, Ek Doosre ki Baahon me,
Hum Aaj phir us Raat ka Armaan Sajaye Baithe hain.....

Har manzar Us raat ka, Aaj bhi Yaad hai Mujhe Dilbar,
Isi Yaad ko Tere Seene se, Lag So jaya Karte hain......

Kaun Kahata hai Ki, Suhaag Raat Ek Baar aati hai,
Hum to Har Raat Sej ko Phoolon se Sajaya Karte hain...!!!!!!  Usual Smile


woooow bahut hi pyara ehsaas hai.
Toooooo good to read Vicky ji.
Keep up
Logged
Roja
Guest
«Reply #321 on: April 10, 2007, 02:50:26 PM »
Reply with quote
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #322 on: April 10, 2007, 03:18:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Bahut khooooooob AKS ji aur DR. SAIRA JI...... Kamaal ka likha hai

Kaash Tujh Sang Bitaayi Wo Raat Laut Aaye Sanam,
Yeh Duniya Wale Jisko Suhaag ki Raat Kahate hain......

Bikhar Gaye the Jab Hum, Ek Doosre ki Baahon me,
Hum Aaj phir us Raat ka Armaan Sajaye Baithe hain.....

Har manzar Us raat ka, Aaj bhi Yaad hai Mujhe Dilbar,
Isi Yaad ko Tere Seene se, Lag So jaya Karte hain......

Kaun Kahata hai Ki, Suhaag Raat Ek Baar aati hai,
Hum to Har Raat Sej ko Phoolon se Sajaya Karte hain...!!!!!!  Usual Smile



bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais eek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi milati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #323 on: April 10, 2007, 03:23:01 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Roja, bahoot achi kavita likhi hai apne...Good Job..
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #324 on: April 10, 2007, 03:40:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]


Ufff kya kahun Roja bahut kamaal ka likha hai.... I really really liked it....too good :thumbleft:
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #325 on: April 10, 2007, 03:44:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Quote from: "_Vicky_"
Bahut khooooooob AKS ji aur DR. SAIRA JI...... Kamaal ka likha hai

Kaash Tujh Sang Bitaayi Wo Raat Laut Aaye Sanam,
Yeh Duniya Wale Jisko Suhaag ki Raat Kahate hain......

Bikhar Gaye the Jab Hum, Ek Doosre ki Baahon me,
Hum Aaj phir us Raat ka Armaan Sajaye Baithe hain.....

Har manzar Us raat ka, Aaj bhi Yaad hai Mujhe Dilbar,
Isi Yaad ko Tere Seene se, Lag So jaya Karte hain......

Kaun Kahata hai Ki, Suhaag Raat Ek Baar aati hai,
Hum to Har Raat Sej ko Phoolon se Sajaya Karte hain...!!!!!!  Usual Smile



bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais ek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi mitati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai


Pooja di hamesha ki tarhan lajawaab likha hai aur bahut bahut aur bahut hi Romantic shayari likhi hai aapne....... :thumbleft:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #326 on: April 10, 2007, 05:57:31 PM »
Reply with quote
Shukaria Dr. Sahiba!!
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #327 on: April 10, 2007, 06:52:08 PM »
Reply with quote
Koi shukriya nahi Pooja di... U deserve it =D>
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #328 on: April 11, 2007, 06:15:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]


Wah Wah Wah.....!!!!!! Kya Baat hai Roja ji... Behad Khubsoorat aur
Mohabbat Bhara Kalaam likha hai aapne.. Suhaag Raat ke Milan ko
Kitni Khubsoorati se Aapne Panno par Utaara hai........ !!!!  Usual Smile  Usual Smile

Aapke Is Kalaam se Yeh Suhaag Raat Aur Nikhar Aaye hai..... !!!!

Great Word & Great Work........!!! =D>  =D>  =D>  =D>
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #329 on: April 11, 2007, 06:34:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"



bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais eek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi milati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai


Wah Wah Pooja ji.. Behad Romantic..  :wink:  :wink:
Bahut Khooooob.. Behad Khubsoorat Rachna Hai aapki.... !!! Usual Smile

Jab Parda Khula Aankhon ka, Wo Dulhan bani Baithi Thi,
Aur Jab Maine Parda Hataaya to, Wo Sharam se Simti Thi......

Usne Aankhon ki Chilman ko, Kuch Giraaya tha is Kadar,
Ki Raat bhi Sharma kar Yaaron, Uski Zulfon me Bikhri Thi......

Phir Utha Nazren Dekh Mujhko, Muskuraai is Ada se Jaise,
Naye Naweli Kali Gulistaan me, Pahali-Pahali baar Khili Thi.......

De Diya Phir Chaand Maine, Tohafe me Us Raat Usko,
Kyunki Chaandni Bhi Deedar ko Unke, Dar pe mere Khadi Thi......

Khwaab-Tamanna-Hasrat Meri, Thi Saamne Surkh Jode me,
Us Raat Maine Armaano ki bhi, Shikayaten Poori Kar Di Thi.........

Mohabbat ke Podhon ko, Raat Bhar tha Phir Seencha Humne,
Kuch Aise Unke Badan ne Yaaron, Mujh pe Kayamat Dhaai Thi......

Nahi Bhool Sakta Kabhi Main, Madhosh Raat ke Un Lamho ko,
Kuch Aise Thi Wo Raat Yaaron, Jo Meri Suhaag Raat Kahalaai Thi....... Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 03:10:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer