~*~*~ SUHAAG RAAT ~*~*~

by _Vicky_ on April 12, 2006, 11:37:06 AM
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 50110 times)
Roja
Guest
«Reply #330 on: April 11, 2007, 05:17:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Roja, bahoot achi kavita likhi hai apne...Good Job..

Thanks pooja di.. Pata nahi kaisa likh dali ye kalam :wink:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Who ik raat thi by muneeb in Shayri-E-Dard
~~~SUHAAG RAAT~~~ by anand_modani in SMS , mobile & JOKES
Romantic Raat, {Wo Raat Bhi Kya Thi},. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
SUHAAG ki raat…!! by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
Taish- SUHAAG ki raat...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #331 on: April 11, 2007, 05:21:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Quote from: "Roja"
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]

Wah Wah Wah.....!!!!!! Kya Baat hai Roja ji... Behad Khubsoorat aur
Mohabbat Bhara Kalaam likha hai aapne.. Suhaag Raat ke Milan ko
Kitni Khubsoorati se Aapne Panno par Utaara hai........ !!!!  Usual Smile  Usual Smile

Aapke Is Kalaam se Yeh Suhaag Raat Aur Nikhar Aaye hai..... !!!!

Great Word & Great Work........!!! =D>  =D>  =D>  =D>

Thanks Vicky ji...  Usual Smile
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #332 on: April 11, 2007, 08:39:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Quote from: "Pooja"

bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais eek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi milati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai

Wah Wah Pooja ji.. Behad Romantic..  :wink:  :wink:
Bahut Khooooob.. Behad Khubsoorat Rachna Hai aapki.... !!! Usual Smile

Jab Parda Khula Aankhon ka, Wo Dulhan bani Baithi Thi,
Aur Jab Maine Parda Hataaya to, Wo Sharam se Simti Thi......

Usne Aankhon ki Chilman ko, Kuch Giraaya tha is Kadar,
Ki Raat bhi Sharma kar Yaaron, Uski Zulfon me Bikhri Thi......

Phir Utha Nazren Dekh Mujhko, Muskuraai is Ada se Jaise,
Naye Naweli Kali Gulistaan me, Pahali-Pahali baar Khili Thi.......

De Diya Phir Chaand Maine, Tohafe me Us Raat Usko,
Kyunki Chaandni Bhi Deedar ko Unke, Dar pe mere Khadi Thi......

Khwaab-Tamanna-Hasrat Meri, Thi Saamne Surkh Jode me,
Us Raat Maine Armaano ki bhi, Shikayaten Poori Kar Di Thi.........

Mohabbat ke Podhon ko, Raat Bhar tha Phir Seencha Humne,
Kuch Aise Unke Badan ne Yaaron, Mujh pe Kayamat Dhaai Thi......

Nahi Bhool Sakta Kabhi Main, Madhosh Raat ke Un Lamho ko,
Kuch Aise Thi Wo Raat Yaaron, Jo Meri Suhaag Raat Kahalaai Thi....... Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile

=D> Ufff kya bataun kasam se lafz khatam ho gaye hain aapne itni acchi yeh gazal likhi hai.........I really loved it...... =D>  SUPERB =D> ..so so and sooooo Romantic :thumbleft:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #333 on: April 15, 2007, 10:44:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Quote from: "Pooja"

bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais eek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi milati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai

Wah Wah Pooja ji.. Behad Romantic..  :wink:  :wink:
Bahut Khooooob.. Behad Khubsoorat Rachna Hai aapki.... !!! Usual Smile

Jab Parda Khula Aankhon ka, Wo Dulhan bani Baithi Thi,
Aur Jab Maine Parda Hataaya to, Wo Sharam se Simti Thi......

Usne Aankhon ki Chilman ko, Kuch Giraaya tha is Kadar,
Ki Raat bhi Sharma kar Yaaron, Uski Zulfon me Bikhri Thi......

Phir Utha Nazren Dekh Mujhko, Muskuraai is Ada se Jaise,
Naye Naweli Kali Gulistaan me, Pahali-Pahali baar Khili Thi.......

De Diya Phir Chaand Maine, Tohafe me Us Raat Usko,
Kyunki Chaandni Bhi Deedar ko Unke, Dar pe mere Khadi Thi......

Khwaab-Tamanna-Hasrat Meri, Thi Saamne Surkh Jode me,
Us Raat Maine Armaano ki bhi, Shikayaten Poori Kar Di Thi.........

Mohabbat ke Podhon ko, Raat Bhar tha Phir Seencha Humne,
Kuch Aise Unke Badan ne Yaaron, Mujh pe Kayamat Dhaai Thi......

Nahi Bhool Sakta Kabhi Main, Madhosh Raat ke Un Lamho ko,
Kuch Aise Thi Wo Raat Yaaron, Jo Meri Suhaag Raat Kahalaai Thi....... Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile

WAH Bahoot khoob Vicky ji,... ek koshish meri bhi...

Ghunghat mai dhadkta dil, samne wo baithe the
hum apne lubo per, lakh baat dabaye baithe the

Dekhte rahe wo kuch is tarah se humko
hum to sirf najre jhukaye baithe the

Baalo ko jo sahla kar, bikhera unhone
kandho per unke, sir ko jhukaye baithe the

Chanda kahein kabhi, kabhi kahe chandini humko
hum to unko apna sartaz banaye baithe the

Khawab-e-hasarat, ajj poori hone ko hai
dhadkano ka shor chupaye baithe the

Yah raat ek baar hi atti hai humdum mare
Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....

Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....
Logged
Roja
Guest
«Reply #334 on: April 15, 2007, 03:38:21 PM »

WAH WAH WAH... Vicky ji bahoot hi acha likha hai....ek koshish meri bhi...

Ghunghat mai dhadkta dil, samne wo baithe the
hum apne lubo per, lakh baat dabaye baithe the

Dekhte rahe wo kuch is tarah se humko
hum to sirf najre jhukaye baithe the

Baalo ko jo sahla kar, bikhera unhone
kandho per unke, sir ko jhukaye baithe the

Chanda kahein kabhi, kabhi kahe chandini humko
hum to unko apna sartaz banaye baithe the

Khawab-e-hasarat, ajj poori hone ko hai
dhadkano ka shor chupaye baithe the

Yah raat ek baar hi atti hai HumDum mare
Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....

Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....

Zabardast Poojaaaaaaa. Toooo good to read.
Mai jawab kuch is tarah dena chaha.. Hope u dont mind  :wink:

Yaad abh bhi mujhe tumhari her baat hai
Ye aur baat hai ki ab kam mulakaat hai

Beshumar raatein tumhari aagosh main guzri hamari
Nahi gam ki aaj tumhari Suhaag Raat hai.......
[/color][/size]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #335 on: April 15, 2007, 04:15:16 PM »
Reply with quote
Roja ji bahoot hi achi lines hai... Lekin.. itna kahna chahugi aps...

Likh rahe hai suhaag raat per
khumar-e-ishaq mai doob kar
na GUM ka koi yaha naam le
tanhaai ya judai mai doob ke

Bhool ja sare dukh-dard yahan
khul kar payaar ka izhaar kar
atti hai sirf ek baar jo raat
us Suhagraat ki sirf baat kar

kaise muchle dil ke armaan
kaise beeta yah madhosh sama (waqat)
kaise tadpe dil ke zazbaat
yaha per ho bas yahi ek baat Usual Smile
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #336 on: April 15, 2007, 05:12:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Quote from: "_Vicky_"
Quote from: "Pooja"

bahoot khoob Vicky ji.....

Atti hai ek baar hi yah raat
Ahsaas kuch aor hi hota hai

Jagte rahte hai sari raat do badan
Khumar-e-milan ka zazba alag hi hota hai

Bikhar jaate hai is kadar ek dooje ki bahon mai
Yah bikharna bhi kais eek dooje mai simatna hota hai

Khatam ho jaati hai raat, nahi milati magar payaas
Payar ki payaas ke ahsaas ka, phir safar shuru hota hai

Wah Wah Pooja ji.. Behad Romantic..  :wink:  :wink:
Bahut Khooooob.. Behad Khubsoorat Rachna Hai aapki.... !!! Usual Smile

Jab Parda Khula Aankhon ka, Wo Dulhan bani Baithi Thi,
Aur Jab Maine Parda Hataaya to, Wo Sharam se Simti Thi......

Usne Aankhon ki Chilman ko, Kuch Giraaya tha is Kadar,
Ki Raat bhi Sharma kar Yaaron, Uski Zulfon me Bikhri Thi......

Phir Utha Nazren Dekh Mujhko, Muskuraai is Ada se Jaise,
Naye Naweli Kali Gulistaan me, Pahali-Pahali baar Khili Thi.......

De Diya Phir Chaand Maine, Tohafe me Us Raat Usko,
Kyunki Chaandni Bhi Deedar ko Unke, Dar pe mere Khadi Thi......

Khwaab-Tamanna-Hasrat Meri, Thi Saamne Surkh Jode me,
Us Raat Maine Armaano ki bhi, Shikayaten Poori Kar Di Thi.........

Mohabbat ke Podhon ko, Raat Bhar tha Phir Seencha Humne,
Kuch Aise Unke Badan ne Yaaron, Mujh pe Kayamat Dhaai Thi......

Nahi Bhool Sakta Kabhi Main, Madhosh Raat ke Un Lamho ko,
Kuch Aise Thi Wo Raat Yaaron, Jo Meri Suhaag Raat Kahalaai Thi....... Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile

WAH Bahoot khoob Vicky ji,... ek koshish meri bhi...

Ghunghat mai dhadkta dil, samne wo baithe the
hum apne lubo per, lakh baat dabaye baithe the

Dekhte rahe wo kuch is tarah se humko
hum to sirf najre jhukaye baithe the

Baalo ko jo sahla kar, bikhera unhone
kandho per unke, sir ko jhukaye baithe the

Chanda kahein kabhi, kabhi kahe chandini humko
hum to unko apna sartaz banaye baithe the

Khawab-e-hasarat, ajj poori hone ko hai
dhadkano ka shor chupaye baithe the

Yah raat ek baar hi atti hai humdum mare
Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....

Khud ko Teri Dulhan banaye baithe the....

Pooja di aap toh hain hi lajawaab ...Iss se ziyada kya lafz bol ke aapki tareef karun....... :thumbleft:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #337 on: April 16, 2007, 12:44:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]

Waaah! Very nice lines!!!Roja ji!!

Dil Batiyaenge aur Hothon pe Taale honge!
Bahut Khoobsoorat Apne Milan ke Ujale honge!

Baahon mein Ikatthe bitaayenge jo lamhe,
Woh Zamane mein sabse Niraale honge!

Ishq hai Husn hai Mohabbat hai Jawani hai,
hamse se jiyada kya koi kismat wale honge!
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #338 on: April 16, 2007, 01:06:25 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sharma ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #339 on: April 17, 2007, 02:22:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Roja"
Nighahon ki nighahon se baat hoti rahi
Tamaam essi tarah hamari pehli raat hoti rahi

Dil ke dil mil gaye aaghosh main simatkar
Aur honton se honton ki mulakaat hoti rahi

Ghame daura se ab mujhko nijhath mili hai
Mujhe meri bichdi huyee shareke hayat mili hai

Naaz kyu na karu apni kismat per yaaron
adi intezar ke baad yeh pehli raat mili hai

Do jahan simat aaye hai meri aaghosh main
Jab se unke pyase honton ne chuma meri labon ko

Jab se unke haat mere chehre se simta hai
Mehsoos hota hai jaise khul kaynaat milil hai

Dhadkanon main ghoonj rahi hai milan ki shehnayiyan
Aur saanson ko jaise khushiyon ki baraat mili hai

Betab dil ki dhadkanon ka mil gaya hai sukhoon
Hamari armanon ko rangeen Suhaag Raat mili hai

 Usual Smile
[/color]

Waaah! Very nice lines!!!Roja ji!!

Dil Batiyaenge aur Hothon pe Taale honge!
Bahut Khoobsoorat Apne Milan ke Ujale honge!

Baahon mein Ikatthe bitaayenge jo lamhe,
Woh Zamane mein sabse Niraale honge!

Ishq hai Husn hai Mohabbat hai Jawani hai,
hamse se jiyada kya koi kismat wale honge!
[/color]

Sharmajiiiii bahut khoob....

Tumhare pass se utkar nahi jane ko mann karta sanam
Tumhe pakar kisii shau ko nahi pane ko mann karta sanam

Tumhare pyar ka maine tarana jab se cheda hai
Tarana aur koyee bhi nahi gane ko mann karta sanam

Tumhara naam jab se aa gaya hai mere adharon per
Kisii ka naam adharon per nahi lagane ko mann karta sanam

Base ho jab se tum aakar, sanam mere dil main mere khayalon main
Khuda ko bhi kayalon main nahi lane ko mann karta sanam

Tumhare pre mandir main hua hai aagman jab se
Shivalaiy aur masjid main nahi jane ko mann karta sanam

Aaj ki raat hamari pehli raat sanam
Tumhare aaghosh main simat jane ko mann karta sanam
[/color]

 Usual Smile  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #340 on: April 17, 2007, 02:29:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Roja ji bahoot hi achi lines hai... Lekin.. itna kahna chahugi aps...

Likh rahe hai suhaag raat per
khumar-e-ishaq mai doob kar
na GUM ka koi yaha naam le
tanhaai ya judai mai doob ke

Bhool ja sare dukh-dard yahan
khul kar payaar ka izhaar kar
atti hai sirf ek baar jo raat
us Suhagraat ki sirf baat kar

kaise muchle dil ke armaan
kaise beeta yah madhosh sama (waqat)
kaise tadpe dil ke zazbaat
yaha per ho bas yahi ek baat Usual Smile

:lol: Nice one Pooja...  :wink:

Aaj hamari Suhaag Raat  hai..
Aur woh keh rahein hai.. "Roja."...

Ek Bose Ke Liye Hum Raatber Tadpa Kiye
Jab Tahaa Milan Ki Raat Aayee Toh Tum Kehte Ho
"Tehro... Raat Aur Hone Do.."!!

Lab Ka Bosaa Paan Le, Aur Mai Khada Dekha Karu??
Ya.. Khuda..!! Patte Se Bhi Battar Meri Taqdeer Hai..!!
 :lol:
[/color]
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #341 on: April 19, 2007, 02:20:13 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya baat hai Doston... Sab ne Ek se badh kar ek likha hai... Usual Smile Usual Smile

POOJA JI, SHARMA JI, ROJA JI bahut Bahut khoooooob.... !!!!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #342 on: April 22, 2007, 11:21:53 AM »
Reply with quote
Thanks vicky ji

Suhani raaton ki woh madmast mulakatein
Bhool sakta hai bhal kaun wo hamari pyari bathein
Armaan poore huwe meri... koyee shikayat nahi tumse
Tumne sajayee hai meri beshumaar haseen raatein..
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #343 on: April 25, 2007, 01:02:24 PM »
Reply with quote
shukaria Vicky ji.... lagta hai ajkal app phir se busy ho gaye hai....

Good job Roja!!!
Logged
paani
Guest
«Reply #344 on: April 26, 2007, 08:46:23 AM »
Reply with quote
bahut hi acche all of u
Logged
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 05:54:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer