~*~*~ SUHAAG RAAT ~*~*~

by _Vicky_ on April 12, 2006, 11:37:06 AM
Pages: 1 ... 27 28 29 30 [31] 32 33 34 35 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 50491 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #450 on: December 29, 2008, 06:20:46 PM »
Reply with quote
Pooja Ji.. Kamaal ka jawab diya hai aapne..Lajawab Har baar ki tarah..!! Behad Khubsooorat..!! Applause


Yeh Ishq ka Marz Hai, Jiski Koi Dawa nahi Sanam,
Hum to Khud Teri Chahat Me Nasaaz Ho Chale Hain....

Kabhi Dharkan Ruk Jati Hai, To Kabhi Yeh Saansen,
Kuch Aise Teri Mohabbat me, Deewane Ho Chale Hain..!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Who ik raat thi by muneeb in Shayri-E-Dard
~~~SUHAAG RAAT~~~ by anand_modani in SMS , mobile & JOKES
Romantic Raat, {Wo Raat Bhi Kya Thi},. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
SUHAAG ki raat…!! by ghayal_shayar in Miscellaneous Shayri
Taish- SUHAAG ki raat...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #451 on: December 29, 2008, 06:30:14 PM »
Reply with quote
Mera dil rakhne ka bahoot bahoot shukaria Mann ji, pata hai mujhko kitna, kaya likh rahi hu main  DOH.. magar apne to hamesha ki tarah bahoot he pyara jawab diya hai..

dewana bana kar, deewane bante ho
ajeeb ada se sanam, muhobat ka izhaar karte ho

Husan per la kar ishaq ki bahaar
kyun ab, dhadkano per waar karte ho
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #452 on: December 29, 2008, 06:46:44 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Pooja Ji aur Mann Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #453 on: December 29, 2008, 06:52:12 PM »
Reply with quote
bahoot bahoot shukaria Rajesh ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #454 on: December 30, 2008, 11:03:05 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Pooja Ji aur Mann Ji


Bahut Bahut Shukriya Rajesh Bhai.. Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #455 on: December 30, 2008, 11:11:58 AM »
Reply with quote
Pooja Ji.. Kamaal ka jawab diya hai aapne..Lajawab Har baar ki tarah..!! Behad Khubsooorat..!! Applause


Yeh Ishq ka Marz Hai, Jiski Koi Dawa nahi Sanam,
Hum to Khud Teri Chahat Me Nasaaz Ho Chale Hain....

Kabhi Dharkan Ruk Jati Hai, To Kabhi Yeh Saansen,
Kuch Aise Teri Mohabbat me, Deewane Ho Chale Hain..!!

Mera dil rakhne ka bahoot bahoot shukaria Mann ji, pata hai mujhko kitna, kaya likh rahi hu main  DOH.. magar apne to hamesha ki tarah bahoot he pyara jawab diya hai..

dewana bana kar, deewane bante ho
ajeeb ada se sanam, muhobat ka izhaar karte ho

Husan per la kar ishaq ki bahaar
kyun ab, dhadkano per waar karte ho



wah wah wah, bahut ki khoob, wah MANN & POOJA

jasbir singh
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #456 on: December 30, 2008, 11:55:37 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Shukriya Jasbir Bhai..!! Usual Smile Usual Smile


**~** Mann **~**
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #457 on: December 30, 2008, 12:47:25 PM »
Reply with quote
Mera dil rakhne ka bahoot bahoot shukaria Mann ji, pata hai mujhko kitna, kaya likh rahi hu main  DOH.. magar apne to hamesha ki tarah bahoot he pyara jawab diya hai..

dewana bana kar, deewane bante ho
ajeeb ada se sanam, muhobat ka izhaar karte ho

Husan per la kar ishaq ki bahaar
kyun ab, dhadkano per waar karte ho


Masha-Allah.. Kya baat Hai Pooja Ji.. Lajawab Jawab Diya Humesha Ki Tarah..!!!Behtreen Alfaaz Hain.. Aur Bahut Pyaara Likha Hai.. Applause


Izhaar-e-Mohabbat Baar-Baar, Hum Karte Rahenge,
Adaaon Par aapki Yunhi Hum, Mar Mit-te Rahenge...

Deewaane Hain aapke, Husn-o-Shabaab Ke E-Sanam,
Ban ke Parwaana, Shama Ke Qurbaan Hote Rahenge...


**~** Mann **~**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #458 on: December 30, 2008, 05:20:58 PM »
Reply with quote

wah wah wah, bahut ki khoob, wah MANN & POOJA

jasbir singh

bahoot bahoot shukaria Jas ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #459 on: December 30, 2008, 05:53:05 PM »
Reply with quote
Masha-Allah.. Kya baat Hai Pooja Ji.. Lajawab Jawab Diya Humesha Ki Tarah..!!!Behtreen Alfaaz Hain.. Aur Bahut Pyaara Likha Hai.. Applause


Izhaar-e-Mohabbat Baar-Baar, Hum Karte Rahenge,
Adaaon Par aapki Yunhi Hum, Mar Mit-te Rahenge...

Deewaane Hain aapke, Husn-o-Shabaab Ke E-Sanam,
Ban ke Parwaana, Shama Ke Qurbaan Hote Rahenge...


**~** Mann **~**


BAHOOT KHOOB MANN JI, KAYA BAAT HAI...

Teri issi ada ke to hum maare hai
her waqat teri juban, humara he naam pukare hai

sun kar teri awaz, hum hosh kaise sambhalein hai
gali gali main ajkal churche he bas humare hai  DOH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #460 on: December 30, 2008, 05:56:12 PM »
Reply with quote
wah wah, bahut khoob mehfil sajayi huyi hai
maan aur pooja neh yaha khoob ronak lagayi huyi hai

mehfiley sajatey raho, ronak lagatey raho
yo india par yuhi, hum sab koh lubhatey raho


jasbir singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #461 on: December 30, 2008, 06:05:59 PM »
Reply with quote
lubhayege bhi hum, mehfil sajyege bhi hum
app issi tarah sath humara nibhate rahe

Mann ji ke sath sath, app sab bhi likh kar yaha
is mefil ko char chand lagate rahe
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #462 on: December 30, 2008, 06:16:33 PM »
Reply with quote
ITNI PYARI MEHFIL MEH HUM
SIRF TALIYA BAJANA CHAHENGEY
MEHFIL KA RANG NA HO BHANG
YUHI REHNA CHAHYENGEY


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #463 on: December 30, 2008, 09:43:53 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Badhiya Kamaal Ki Postings Jaa Rahi Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #464 on: December 30, 2008, 09:47:02 PM »
Reply with quote


tere hote hue mahfil main jalte hain chirag
log kya sada hain suraj ko dikhate hain chirag

apni mahrumiyo pe sharminda hain
Khud nahi rakhte to auro k bujhate hain chirag

bastiyan chand sitaro pe basane vale
kurra-e-arz bujhate jate hain chirag

kya Khabar hai un ko k daman bhi bharak uthte hain
jo zamane ki havaon se bachte hain chirag

aisi tarikiyan ankho main basi hain 'Faraz'
rat to rat ham din ko jalate hain chirag


Ahmed Faraaz-
Logged
Pages: 1 ... 27 28 29 30 [31] 32 33 34 35 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:41:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer