tairi ankhian

by chitralsony on February 23, 2009, 03:01:58 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Author  (Read 5609 times)
chitralsony
Guest
«Reply #30 on: February 26, 2009, 05:16:58 AM »
Reply with quote
Tum samne bhaithi raho aur na rahe koi jam bhi
Pilati rehna aakho se tum maikashi ka aaye ilzam bhi

-SG-
tumhay hum tham lain gay zara madhosh to holo
          na koyi elzam ayay ga tum pay maykashi ka
          grcha maikaday ka dastoor hay nashay may rehna
          yahaan kon bala girton ko thamta hay saqi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tairi yadain-------- by chitralsony in Shayri-E-Dard
tairi sorrat by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
sajid_ghayel
Guest
«Reply #31 on: February 26, 2009, 07:25:37 AM »
Reply with quote
tumhay hum tham lain gay zara madhosh to holo
          na koyi elzam ayay ga tum pay maykashi ka
          grcha maikaday ka dastoor hay nashay may rehna
          yahaan kon bala girton ko thamta hay saqi

Sabkuch to keh diya q iqrar-e-wafa nahi karte
Ghadi do ghadi woh hame pyaar q nahi karte
Q ab tak chupa ke rakh_kha hain tumne apne seene
Nafrat ho ya chahet ho tum izhaar q nahi karte

-SG-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #32 on: February 26, 2009, 12:23:47 PM »
Reply with quote
hr baat ka izhar zuban say ho zarori tu nahi
        tum ho mairay to muj mairi roh may oter kay daikho

Batein shayri ki hain kaise hum mutmaieen ho jaye
Izhare ishq kuch yu kar GHAYEL khushi se mar jaye

-SG-
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #33 on: February 26, 2009, 01:17:07 PM »
Reply with quote
Sabkuch to keh diya q iqrar-e-wafa nahi karte
Ghadi do ghadi woh hame pyaar q nahi karte
Q ab tak chupa ke rakh_kha hain tumne apne seene
Nafrat ho ya chahet ho tum izhaar q nahi karte

-SG-
hr baat ka izhar zuban say ho zarori to nahi
        tum mairay ho to muj may oter kr daikho
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #34 on: February 26, 2009, 01:19:46 PM »
Reply with quote
Batein shayri ki hain kaise hum mutmaieen ho jaye
Izhare ishq kuch yu kar GHAYEL khushi se mar jaye

-SG-
tu ager karay dil say mehsoos shyri mairi
        mairay hr ek sher say ghayel tu hojayay
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #35 on: February 26, 2009, 01:23:45 PM »
Reply with quote
tu ager karay dil say mehsoos shyri mairi
        mairay hr ek sher say ghayel tu hojayay

Apne zakhmo ka marham jinse chaha tha
Woh GHAYEL karne ki baat karte hain

Sunne ko hu muntazir jo unke labo se
Bas ek us baat ke alawa woh har baat karte hain

-SG-
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #36 on: February 26, 2009, 06:19:58 PM »
Reply with quote
Apne zakhmo ka marham jinse chaha tha
Woh GHAYEL karne ki baat karte hain

Sunne ko hu muntazir jo unke labo se
Bas ek us baat ke alawa woh har baat karte hain

-SG-

       
        krkay mehsos ashiqi mairi kyun bayniyaz hotay ho
        tum muhabbat may be kyun itna  badguman hotay ho
       
 
       
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #37 on: February 26, 2009, 08:51:37 PM »
Reply with quote

       
        krkay mehsos ashiqi mairi kyun bayniyaz hotay ho
        tum muhabbat may be kyun itna  badguman hotay ho

Badgumaan hona GHAYEL ki fitrat hai
Bas ab shauk nahi chot khana is dil ki aadat hain

-SG-
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #38 on: February 26, 2009, 09:59:39 PM »
Reply with quote
Badgumaan hona GHAYEL ki fitrat hai
Bas ab shauk nahi chot khana is dil ki aadat hain

-SG-
Badgumaan hona GHAYEL ki fitrat hai
Bas ab shauk nahi chot khana is dil ki aadat hain

-SG-
tairi adat ho kay fitrat ho humko manzoor hain lakin
        hamaray piyar ki khatir tumhay is dil may rehna hay
       
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #39 on: February 27, 2009, 11:59:44 AM »
Reply with quote
tairi adat ho kay fitrat ho humko manzoor hain lakin
        hamaray piyar ki khatir tumhay is dil may rehna hay
       

Rahege dil me banke teri dhadkan hamesha hum
Yeh wado karo tumko bhi GHAYEL ka banke rehna hain

-SG-
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #40 on: February 27, 2009, 07:51:51 PM »
Reply with quote
Rahege dil me banke teri dhadkan hamesha hum
Yeh wado karo tumko bhi GHAYEL ka banke rehna hain

-SG-
[/quot   hum ko manzoor hay hr shirt muhabbat may lakin
         zindagi wafa karay hum say bas yay dowa kerna
Logged
aaina
Guest
«Reply #41 on: February 27, 2009, 11:46:18 PM »
Reply with quote
kia baat hai ghayal sahab aur chitral ji...............bhut khoob..............

aap logon ki nazr................

kabhi na toottne wala hisaar ban jaun
wo meri zaat mai rehne ka faislaa to kare(NM)
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #42 on: February 28, 2009, 03:27:41 AM »
Reply with quote
kia baat hai ghayal sahab aur chitral ji...............bhut khoob..............

aap logon ki nazr................

kabhi na toottne wala hisaar ban jaun
wo meri zaat mai rehne ka faislaa to kare(NM)
thank u so much aaina ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #43 on: February 28, 2009, 03:28:20 AM »
Reply with quote

Quote
   hum ko manzoor hay hr shirt muhabbat may lakin
         zindagi wafa karay hum say bas yay dowa kerna

Kabhi karna pyaari batein kabhi tera rula dena
Achca nahi lagta jaana tera mujhko saza dena
 
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #44 on: February 28, 2009, 10:17:20 AM »
Reply with quote
Kabhi karna pyaari batein kabhi tera rula dena
Achca nahi lagta jaana tera mujhko saza dena
 
hum nay to khod ka baleedan dai diya sathi
       saza dainay ka bala kub sawal othta hay
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 09:08:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer