sajid_ghayel
Guest
|
«Reply #45 on: February 28, 2009, 12:34:05 PM » |
|
hum nay to khod ka baleedan dai diya sathi saza dainay ka bala kub sawal othta hay
Jise chahha itna use ab tak jante nahi De apna nam aur pata ya kehde GHAYEL tujhe pehchante nahi
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #46 on: February 28, 2009, 08:53:38 PM » |
|
Jise chahha itna use ab tak jante nahi De apna nam aur pata ya kehde GHAYEL tujhe pehchante nahi
-SG- maira nam hay muhabat rehti hun tairay dil may apna yahi pata hay apna yahi thikhana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #47 on: February 28, 2009, 09:00:38 PM » |
|
Nice lines Chitra Ji N Ghayel Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #48 on: February 28, 2009, 09:45:12 PM » |
|
Nice lines Chitra Ji N Ghayel Ji
thank u rajesh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #49 on: March 01, 2009, 07:50:52 AM » |
|
maira nam hay muhabat rehti hun tairay dil may apna yahi pata hay apna yahi thikhana
Mere dil me rehne wali kab tak rahogi ghar me Kabhi niklo ghar se baher, kabhi surat bhi dikhana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #50 on: March 01, 2009, 09:31:03 AM » |
|
Mere dil me rehne wali kab tak rahogi ghar me Kabhi niklo ghar se baher, kabhi surat bhi dikhana may to mazboot hisaron may hun tairi bahon ki panahon may hun jub chaho girdan juka kay daikh lo may tu sathi tairi nighahon may hun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #51 on: March 01, 2009, 12:53:41 PM » |
|
may to mazboot hisaron may hun tairi bahon ki panahon may hun jub chaho girdan juka kay daikh lo may tu sathi tairi nighahon may hun
Mere khayalo ko nadaan haqeeqat tu dede Bas arzoo hain itni ziyarat tu dede
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #52 on: March 01, 2009, 09:21:56 PM » |
|
Mere khayalo ko nadaan haqeeqat tu dede Bas arzoo hain itni ziyarat tu dede tum khayalon ki baat kertay ho janaa tujay hayat ka yaqeen may man baithi hun mairi dowa hay tu hr jaga pay maira ho tu mairay sath rahay mairi sanson ki treh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #53 on: March 01, 2009, 09:58:51 PM » |
|
kia baat hai chitral ji aur ghayal sahb bhut khoob very very nice poetry form both side...............
ghamo ki aanch par aansu ubaal kar daikho banega rang kisi par bhi daal kar daikho tumhare dil ki chubhan bhi zaroor kam hogi kisi ke paun se kanta nikaal kar daikho(NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #54 on: March 02, 2009, 04:14:11 AM » |
|
tum khayalon ki baat kertay ho janaa tujay hayat ka yaqeen may man baithi hun mairi dowa hay tu hr jaga pay maira ho tu mairay sath rahay mairi sanson ki treh
Kar ke haseen batein woh hame talte rahe Hum bhi kisi tarah dil sambhalte rahe Par waqt-e-kaza bhi woh aaya na dosto Ruk ruk ke dum hum apna nikalte rahe
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #55 on: March 02, 2009, 04:23:34 AM » |
|
Kar ke haseen batein woh hame talte rahe Hum bhi kisi tarah dil sambhalte rahe Par waqt-e-kaza bhi woh aaya na dosto Ruk ruk ke dum hum apna nikalte rahe
-SG- kyun satanay ki baat kertay ho yun rulanay ki baat kertay ho akaylay chor kay janay ki baat kertay ho muj pay qiyamat dhanay ki baat kertay ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #56 on: March 02, 2009, 07:11:45 AM » |
|
kyun satanay ki baat kertay ho yun rulanay ki baat kertay ho akaylay chor kay janay ki baat kertay ho muj pay qiyamat dhanay ki baat kertay ho
Kya baat karu jo samne mere huzoor ho Jo dil ke kareeb hain q aakho se door ho Bas ab na kehna ke muje mante ho sabkuch Beparda hoja ya saf keh do majboor ho
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #57 on: March 02, 2009, 07:29:58 AM » |
|
Kya baat karu jo samne mere huzoor ho Jo dil ke kareeb hain q aakho se door ho Bas ab na kehna ke muje mante ho sabkuch Beparda hoja ya saf keh do majboor ho
-SG- Kya baat karu jo samne mere huzoor ho Jo dil ke kareeb hain q aakho se door ho Bas ab na kehna ke muje mante ho sabkuch Beparda hoja ya saf keh do majboor ho
-SG- muhabbat ki fitrat may hi nahi majboor hojana koyi der kr bala kub kisi say piyar kerta hay muhabbat to ebadat hay yahan jukna hi perta hay kaha mehboob ka hr hal may manna hi perta hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #58 on: March 02, 2009, 02:36:53 PM » |
|
wo apni udaano mai magan hai paun mai dharti to kabhi gagan hai wo aadatan meri simt nhi daikta aslam usse nahi, mujhay raqeebo se jalan hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #59 on: March 02, 2009, 05:19:52 PM » |
|
wo apni udaano mai magan hai paun mai dharti to kabhi gagan hai wo aadatan meri simt nhi daikta aslam usse nahi, mujhay raqeebo se jalan hai
nice one aaina ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|