chitralsony
Guest
|
«Reply #75 on: March 03, 2009, 08:07:09 PM » |
|
Good lines...chitraji.. Khamosh rah kar bhi bahut kuchh kehti hain teri ankhain Nazron se duur rahu tou bhi takti hain mujhe teri ankhain Essaro essaro mai sab kuchh kehti hain mujh se teri ankhain Aansoo kahu ya amrit roj bahati hain mere liye teri ankhain thank u so much smardia ji tareef ka be and in piyaray ashaar ka be ,GOD bless u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #76 on: March 04, 2009, 04:24:13 AM » |
|
hum to shayed tujay os andaz say chah be na sakay jis treh haq tha taira hum pay chahay janay ka
GHAYEL kya jane kya samjhe andaz-e-mohabbat Tamam umr usse zamane ne nafrat ki hain
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #77 on: March 04, 2009, 06:57:01 PM » |
|
GHAYEL kya jane kya samjhe andaz-e-mohabbat Tamam umr usse zamane ne nafrat ki hain
-SG- diyay hain zakham jo loagon nay apko janaa hum on pay piyar ka marham lagayain gay andharay shb may kisi jugnoo ki manind hum tairi rah ko roshnion say sajain gay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #78 on: March 05, 2009, 03:54:57 AM » |
|
diyay hain zakham jo loagon nay apko janaa hum on pay piyar ka marham lagayain gay andharay shb may kisi jugnoo ki manind hum tairi rah ko roshnion say sajain gay
Na de koi aasra na um_mid na koi wada Inhi bato ne mujhko kabhi GHAYEL banaya tha
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #79 on: March 05, 2009, 04:14:41 AM » |
|
Na de koi aasra na um_mid na koi wada Inhi bato ne mujhko kabhi GHAYEL banaya tha
-SG- jo tu yaqeen kr lay tairi duniya ko hum saja dain gay jo dukh diyay hain ghyiron nay hum mita dain gay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
javedarshad
Guest
|
|
«Reply #80 on: March 05, 2009, 05:57:29 AM » |
|
Shab ki tareeki hai aur meri tanhayee hai Na sukon hai na tu hai na wasl na jaam hai
javed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #81 on: March 05, 2009, 07:01:49 AM » |
|
jo tu yaqeen kr lay tairi duniya ko hum saja dain gay jo dukh diyay hain ghyiron nay hum mita dain gay
Ab to yeh aalam hain mere yaqeen ka Apne saye se ahde wafa mangta hu
Na sukoon na mehfil na wasl na jaam koi Na bhare zakhm kabhi GHAYEL ka, bas itni dua mangta hu
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #82 on: March 05, 2009, 02:36:18 PM » |
|
Ab to yeh aalam hain mere yaqeen ka Apne saye se ahde wafa mangta hu
Na sukoon na mehfil na wasl na jaam koi Na bhare zakhm kabhi GHAYEL ka, bas itni dua mangta hu
-SG- payay hain kitnay zakhm tum nay nakarda gunahon pay kyun is hal may be shoq nidamat hay tumko kero khod pay naaz aur yaqeen hamari wafawon pay grcha maloom hay inkaar ki adat hay tumko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #83 on: March 05, 2009, 09:02:34 PM » |
|
payay hain kitnay zakhm tum nay nakarda gunahon pay kyun is hal may be shoq nidamat hay tumko kero khod pay naaz aur yaqeen hamari wafawon pay grcha maloom hay inkaar ki adat hay tumko
Bas ab iske aage kuch likhuga to tamasha hoga Mohabbat nahi mohabbat ka dikhawa hoga Ya to tu tasleem kar tujhe mohabbat hain GHAYEL se Ya mera kehna bas is mehfil ka takaza hoga
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #84 on: March 06, 2009, 07:59:42 AM » |
|
Bas ab iske aage kuch likhuga to tamasha hoga Mohabbat nahi mohabbat ka dikhawa hoga Ya to tu tasleem kar tujhe mohabbat hain GHAYEL se Ya mera kehna bas is mehfil ka takaza hoga
-SG- tumhay hay shoq kay izhaar karain hum lakin mairi yay tamnna kay mairay naaz othayay koyi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #85 on: March 06, 2009, 02:19:06 PM » |
|
tumhay hay shoq kay izhaar karain hum lakin mairi yay tamnna kay mairay naaz othayay koyi
Mere shauq jo kehdu tujhe pareshaa.N kardu Naaz itne uthaoo tere tujhe hairaa.N kardu Tu khaak-e-zameen hain yeh samjhti hain duniya Aa tujhe main choom ke assman kardu
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #86 on: March 06, 2009, 02:41:57 PM » |
|
Mere shauq jo kehdu tujhe pareshaa.N kardu Naaz itne uthaoo tere tujhe hairaa.N kardu Tu khaak-e-zameen hain yeh samjhti hain duniya Aa tujhe main choom ke assman kardu
-SG-
yay waraftagi yay shoq yay ehsaas piyaar ka pagal na kr dai mujko yay andaz yar ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #87 on: March 06, 2009, 03:30:40 PM » |
|
yay waraftagi yay shoq yay ehsaas piyaar ka pagal na kr dai mujko yay andaz yar ka
Mere ehsas abhi tune dekhe hi kaha hain Yeh to bas meri darya-e-mohabbat ke chend cheete hain
Kabhi aa GHAYEL ke zakhmo chakh kar dekh le Kasam sharab ki yeh angoor se bhi meethe hain
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #88 on: March 06, 2009, 04:59:27 PM » |
|
Mere ehsas abhi tune dekhe hi kaha hain Yeh to bas meri darya-e-mohabbat ke chend cheete hain
Kabhi aa GHAYEL ke zakhmo chakh kar dekh le Kasam sharab ki yeh angoor se bhi meethe hain
-SG- chentay hi sahi tari enyat hay janaa pakr inhay be may to anmol hogayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #89 on: March 06, 2009, 07:09:21 PM » |
|
chentay hi sahi tari enyat hay janaa pakr inhay be may to anmol hogayi
Jab tak beeka na tha koi poochta na tha Tune muje khareed ke anmol kar diya
-NM-
Teri keemat ka andaza tujhe khud nahi hain pagli Maine dekar zindagi apni teri bewafaiee kharidi hain
-SG-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|