Taish- Ek geet saawan ki AASHIQUI ke naam...!!

by ghayal_shayar on May 27, 2013, 02:05:56 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2597 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: May 27, 2013, 11:43:31 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

pasand karne ka shukriya bhupinder ji, umeed karta hun ki aap aage bhi yuNhi hausla afzaayi karti raheNgi...!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aashiqui by Tabrez khan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
bay-naam geet (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
Taish- GEET tumhare, DARD tumhara...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Taish- naam meN mera NAAM rakhte haiN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
Taish- naam ka naam hai tanhaayi ke TANHAAYI hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
ghayal_shayar
Guest
«Reply #16 on: May 28, 2013, 10:34:41 AM »
Reply with quote
Very Nice And Romantic!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


shukriya shireen ji ise pasand karne ka, aapko pasand aaya geet, ye jaan kar haardik prasanntaa hui, bas yuNhi hausla afzaayi karti rahen aap...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: May 28, 2013, 03:25:46 PM »
Reply with quote
Nice Ji..

kamal saaheb shukraguzaar hun aapka, ki aapne ise pasand kiya, bas aage bhi aap yuNhi saath nibhaate rahiyega...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: May 29, 2013, 01:49:45 AM »
Reply with quote
Lucky jee Aadaab...!



Janab itni izzat baqshne ke liye tah e dil se shukriyaa aapka, aur aapne humare kahne par aik khoobsurat geet likha uske toH kya kahne jee... Usual Smile


Bade achche khayaaloN ko khoobsurat misroN meiN baNdha hai aapne... Usual Smile
Pahle hi geet meiN itni khoobsurati nazar aayi ke lag raha hai janab do chaar geetoN meiN bollywood ke liye likhne lageNge.. Usual Smile


Meri hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye.. Usual Smile
Aise hi umdaa kalaamoN se bazm ko roshan karte rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile




janaab-e-ali saara credit aapko hi jata hai, bas aise hi saath dete raheN aap...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: May 29, 2013, 02:48:37 PM »
Reply with quote
BadaloN ka,humara pyar aasmaaN se chupana,
Tera wo mujhko pallu me sehlaana,
Jab v aashiqoN ke bare me pooche zamaana,
To saawan ka humari kahani sabko sunaana….!
Kya bataauN,tujhse mohabbat kitni beshumaar hai,
Mujhko tumse……………
this lines r very nice so beutiful  poem taish ji

bahut bahut shukriya rajan ji, jaan kar khushi hui ki aapko rachna pasand aayi, bas yuNhi aap aage v hausla afzaayi karte raheN...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #20 on: May 30, 2013, 12:08:06 AM »
Reply with quote
Bahut khubsurat roomani bearish kar dee.Sawan se pahle hi
fiza rangeen kar dee.bahut mubarakbaad , daad aur shukriya .

Hasan sir, bahut bahut shukraguzaar huN, aapki is hausla afzaayi ka, bas yuNhi saath dete raheN aap...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: May 30, 2013, 05:09:19 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Taish ji.. Usual Smile
Applause Applause Applause Applause

touhid saaheb tah-e-dil se shukraguzaar hun aapka tareef ke liye, umeed karta huN aapka saath aage bhi yuNhi milta rahegaa...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: May 31, 2013, 12:36:49 PM »
Reply with quote
bohat khubsoorat geet ,..........bohat c daad ,...........

laaibaa ji pasand karne ka bahut bahut shukriya, bas aage v aap yuNhi saath deti raheN...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #23 on: June 01, 2013, 02:24:57 PM »
Reply with quote
Bahut badhiya Taish jee
Applause Applause Applause

ise pasand karne ka bahut bahut shukriya mukesh saaheb, jana kar khushi hui ki aapko ye alag tarah ki peshkash pasand aayi, bas aage bhi yuNhi hausla afzaayi karte raheN aap...!! Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #24 on: June 02, 2013, 01:41:55 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waaah taishji ek naya andaaz dekhne ko mila. bahut khoobsurat geet se nawaza hai aapne. bin barsaat ke bheeg gaye. dheron daad.

bahut bahut shukriya aqsh ji ise pasand karne ke liye...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #25 on: June 02, 2013, 03:22:51 PM »
Reply with quote
Waaahhh waaahhh Taish ji .... Ghazab dhaaya apne .... Is geet ha husn, jamaal aur shringaar dekhte hi banta hai .... Dheron daad aur mubaarakbaad !!!!

zarra ji yakeen maaniye jab aap jaise fankaar tareef karte haiN to
dil ko bahut sukoon milta hai, jaan kar behad khushi hui i aapko kosish pasand aayi, umeed karta huN ki aapka saath aage v yuNhi milta rahegaa...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #26 on: June 03, 2013, 01:36:16 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Wah Taishji,
Aik naye andaaj me aapne bahut beautiful ghazal kahi hai,Really aapke ghazal ne dil ko chho liya.Meri mubarakbaad qabool kijiye.

sudhir saaheb jaan kar khushi hui ki aapko kalaam pasand aaya, waise ghazal to nahiN par ek geet jaroor tha, umeed karta huN aapka saath aage bhi hume yuNhi milta rahegaaa...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:32:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer