Taish- SHARABI huN maiN...!!

by ghayal_shayar on December 13, 2012, 03:35:26 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1576 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Teri yaadoN ka jo itna aadi huN maiN,
Ki kehti ye duniya sharaabi huN maiN...

Dil se to maiN humesha raha ameer,
Par Jae'boN se bilkul khaali huN maiN...

Dekh kar mujhe, bujurg samjheN aashiq,
Par jawaaN kehte ki mawaali huN maiN...

Aaj talak na maaNgaa kiya kuch kabhi,
Bas saaloN se tera sawaali hun maiN..

Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN...

Na mohabbat use mujhse to kyuN kar,
Kehti firti vo, 'taish' ki shayri huN maiN...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
main sharabi hun mujha kuch mat kehna (AD) by rayees abdullah in Miscellaneous Shayri
Main Hun Sharabi by abhi bhi zinda hun in Share: Poetry of Pain
Taish- marasim EHTIYAATAN torr dena chaahta hooN maiN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- baat teri ab karuN PARCHAAIYON se main sanam...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
main sharabi hoon (by vb) by vb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 13, 2012, 04:56:36 AM »
Reply with quote
bahut sunder
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: December 13, 2012, 05:54:15 AM »
Reply with quote
Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN... Applause

Beautiful taish jee

bahut bahut mubaarakbaad is haseen ghazal par

Logged
prashad
Guest
«Reply #3 on: December 13, 2012, 06:29:06 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 13, 2012, 08:35:55 AM »
Reply with quote
Teri yaadoN ka jo itna aadi huN maiN,
Ki kehti ye duniya sharaabi huN maiN...

Dil se to maiN humesha raha ameer,
Par Jae'boN se bilkul khaali huN maiN...

Dekh kar mujhe, bujurg samjheN aashiq,
Par jawaaN kehte ki mawaali huN maiN...

Aaj talak na maaNgaa kiya kuch kabhi,
Bas saaloN se tera sawaali hun maiN..

Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN...

Na mohabbat use mujhse to kyuN kar,
Kehti firti vo, 'taish' ki shayri huN maiN...


nice lines

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: December 13, 2012, 10:33:46 AM »
Reply with quote
Taish Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab waaH bahut umdaa.. bade hi gehre aur khoob
khayaalON ko umdaa lafzoN meiN piroya hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe janab. is khoob kalaam par humari
dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye.. aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez.. Usual Smile





Teri yaadoN ka jo itna aadi huN maiN,
Ki kehti ye duniya sharaabi huN maiN...

Behad umdaa matla raha janab bahut khoob...

Dil se to maiN humesha raha ameer,
Par Jae'boN se bilkul khaali huN maiN...

Achcha sher hai janab bada saaf aur sidha daad....

Dekh kar mujhe, bujurg samjheN aashiq,
Par jawaaN kehte ki mawaali huN maiN...

Bahut achche ... ulte sidhe kaam karoNge toH aise hi samjheNge
sabhi tongue3


Aaj talak na maaNgaa kiya kuch kabhi,
Bas saaloN se tera sawaali hun maiN..

bahut khoob daad daad...

Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN...

WaaH waaH behad umdaa behad khoob daad...

Na mohabbat use mujhse to kyuN kar,
Kehti firti vo, 'taish' ki shayri huN maiN...

Kia kahne janab waaH behad umdaa...



Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: December 13, 2012, 10:50:00 AM »
Reply with quote
Dil se to maiN humesha raha ameer,
Par Jae'boN se bilkul khaali huN maiN...

Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN...

Na mohabbat use mujhse to kyuN kar,
Kehti firti vo, 'taish' ki shayri huN maiN...

IN ASHAAR KI KYA HAI TAAISH JI,,,ZABARDAST
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2012, 01:30:48 PM »
Reply with quote
bahut sunder


saini sir bahut bahut shukriya, aapka aasirwada aur tareef paa kar, humesha khushi milti hai...!!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: December 13, 2012, 02:14:41 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya baat hai lucky jee ek lajawab peshkash dheron daad qubool kare
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: December 13, 2012, 02:33:25 PM »
Reply with quote
Teri yaadoN ka jo itna aadi huN maiN,
Ki kehti ye duniya sharaabi huN maiN...

Dil se to maiN humesha raha ameer,
Par Jae'boN se bilkul khaali huN maiN...

Dekh kar mujhe, bujurg samjheN aashiq,
Par jawaaN kehte ki mawaali huN maiN...

Aaj talak na maaNgaa kiya kuch kabhi,
Bas saaloN se tera sawaali hun maiN..

Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN...

Na mohabbat use mujhse to kyuN kar,
Kehti firti vo, 'taish' ki shayri huN maiN...


waah  Applause Applause Applause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: December 14, 2012, 02:13:31 AM »
Reply with quote
Ab tu jo karey, vo karey, qubool hai mujhe,
Ae zindagee tujhse raazi huN maiN... Applause

Beautiful taish jee

bahut bahut mubaarakbaad is haseen ghazal par



Shukriya mukesh sahab, aap logoN ki hausla afzaayi se bahut bal milta hai, dil aur behtar karne ki khwaishoN se bhar jaata hai, bas yuNhi aashirwaad dete raheN aap log...!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: December 14, 2012, 04:41:55 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause   bahut bahut khoob Taish ji....!!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #12 on: December 14, 2012, 08:20:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob

prashad sahab yunhi aate raheN.... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #13 on: December 14, 2012, 11:02:20 AM »
Reply with quote
nice lines



rahi saahab, ye humari khusnaseebi ki aapko lines pasand aayin, bas yahi duaa rahegi ki aapka saath hume aage bhi aise hi milta rahe...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: December 14, 2012, 02:30:06 PM »
Reply with quote
Taish Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab waaH bahut umdaa.. bade hi gehre aur khoob
khayaalON ko umdaa lafzoN meiN piroya hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe janab. is khoob kalaam par humari
dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye.. aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez.. Usual Smile







Janaab aapko dekh kar humesha aur behtar likhne ka jazbaa milta hai, bas yahi umeed rahegi ki aapka saath aage v hume yuNhi milta rahe....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:18:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer