Takra jao kahin phir...

by Ravi_Dave on July 24, 2006, 12:42:16 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3339 times)
ranjana
Guest
«Reply #30 on: August 14, 2006, 12:00:02 PM »
Reply with quote
shukriya gesu.............bahut khoob ravi........


yun ekaraar kar diya bhari mehfil mein aapne milne ka
mere dil mein aapne umeed ke kai deep jala diye

abhi tak toh mulkaat hoti thee khawabo mein
aaj woh mere saamane rubaru aake muskara diye
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #31 on: August 16, 2006, 01:32:22 PM »
Reply with quote
Kya baat hain!

Muskurahat pe naa jaaye kahi zakhm chupe hain,
hansi mein bhi kahi dard ko band kardiye hain,
bekaar mehfilon mein mat aitbaar kijiye,
inki rahon mein bhi kahi kaante bichaye huve hain!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #32 on: August 16, 2006, 01:38:53 PM »
Reply with quote
suno dost zindagi bas isi ko kehte hain
phoolo ke sang kaante jauar hote hain
milte hain sabko sukh ke saath dukh bhi
aap ishq mein kyu har waqt dard ki baat karte hain  :D  :D


kabhi hamse yun bhi sanam takara jaana
jahan hum hansege sang sang  mil ke
wahan phool dosti ka tum khila jaana.......... :D  :D
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #33 on: August 24, 2006, 12:49:39 PM »
Reply with quote
Dil Ko Choo Gaaya!

Dosti ke liye ab jeeti hain,
wafa mein kahi dard peete hain,
aap poochte hain kyun dard ke baat karte hain,
kyun humari kahani ka is tarah ishaar karte hain,
bayaan karte hain is tarah se haal,
ke shayad woh pad kar humare taraf chal ne lage,
takra jaaye jo humari kisi baat se,
to shayad saath dene aah jaaye!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #34 on: August 24, 2006, 01:12:15 PM »
Reply with quote
ek baar jo tum unko kar do nazaro se ishaara
woh khud hio tumhari taraf kheeche chale aayenge
muskarate lab tumhare unke dil ko ko chhoo jaayenge
yeh beetate hue pal fir ek hansi lamhaat mein dhal jaayenge
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #35 on: August 25, 2006, 12:27:26 PM »
Reply with quote
koshish ki hain hazaro,
woh phir bhi nahi laute,
roothte hain sab,
magar kaha koi aise hain hote,
nazaro mein sirf paani bachaa hain,
woh pyaar loot ke legaye,
kahin aaye humari zindagi mein bhi,
lekin kaha koi aur nishaani aise degaye,
nahi karte aitbaar hum apne aap ka bhi,
jab se woh waar karke ghayaal chaud gaye!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #36 on: August 26, 2006, 05:04:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ravi_Dave"
Mausam badal jaaye, hawa mehak jaaye,
takra jao kahin phir,
to khwab haqeeqat mein savar jaaye,

pyaar mein jism phigul (melt) jaaye, arzoo machal jaaye,
takra jao kahin phir,
to anskhko ka toofan sambhal jaaye,

nahi milo to jism tadap jaaye, aasman jookh jaaye,
takra jao kahin phir,
to chand bhi tumhare noor se jal jaaye,

fizaon mein rang cha jaaye, ghaataon mein roshni cha jaaye,
takra jao kahin phir,
to dil mein dard bhi behal jaaye!


wah ravi ji bahut khoob!!!!!!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #37 on: August 26, 2006, 05:05:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya gesu.............bahut khoob ravi........


yun ekaraar kar diya bhari mehfil mein aapne milne ka
mere dil mein aapne umeed ke kai deep jala diye

abhi tak toh mulkaat hoti thee khawabo mein
aaj woh mere saamane rubaru aake muskara diye


wah ji wah.......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #38 on: August 26, 2006, 05:09:05 AM »
Reply with quote
Takraa jao fir kahin ke yeh palkein jhuk jayein,
Ghane se kaale baadal fir jumm ke baras jaayein,
Yahi tamanna hai ke ab tere pehloo mein aa jaayein,
Mita denge khud ko teri khushi ke liye
Meri rooh ab tere jism mein utarr jaaye........

gesu's koshish!!!!!!!
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #39 on: August 31, 2006, 11:01:53 AM »
Reply with quote
Sukhriya and Bohat Khoob GesuJi!

Kya Khoob Kaha Hain!

Rooh jism mein utar jaayein,
tere dil mein hum bas jaayein,
takra jao kahin phir,
tere aankhon mein hum choop jaayein!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #40 on: August 31, 2006, 11:59:59 AM »
Reply with quote
aaj fir se dil har kali khil jaaye
jhum ke fir se sawan ki badari baras jaaye
takara jaao aaj fir hamse tum beech raha mein kahi
toh fir se yeh sama hamaare pyaar se mehek sa jaaye !!
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #41 on: August 31, 2006, 12:30:47 PM »
Reply with quote
Wah!

Roshan shaam ko tum aur haseen kardo,
humari rooh mein aur rangeenyan bhardo,
takra jao aaj humse barso ke baad,
ke khali zindagi dard kuch to kum ho!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #42 on: August 31, 2006, 12:36:37 PM »
Reply with quote
pyalaa yeh ishq ka haath se tut na jaaye
yeh rang pyaar ka kuch aur gehra sa ho jaaye
takara jaaye jo nazaro se nazare hamaari
toh aaj yeh veraana bhi phoolo sa mehek jaaye !!
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #43 on: September 01, 2006, 12:25:01 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob!

Takra gaye woh phir aaj to humein jaan aayi...
unki nazar se nazar takrayi to dil mein barso ke baad khushi chaayi...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #44 on: September 02, 2006, 09:33:58 AM »
Reply with quote
nice one...

hosh mere udda dete hain woh apni baato se
karke shararat woh hamse nazare chura lete hain
takara ke hamse khawabo mein
mulqaato ka afsaana bana dete hain !!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:36:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer