tamam ho jaye

by phoenix on June 23, 2006, 06:32:12 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 4345 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: July 10, 2006, 05:08:46 AM »
Reply with quote
Kehte The Voh Ki Humse Pyar Karte Hai,
Zindagi Ne Ab To Ye Bhi Hai Dikhaya,
Lakho Log KHade The Mere Janaze Par,
Bas Uska Chehra Nazar Nahi Aaya !!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tamam umar...... by Princess21 in Shayri-E-Dard
TAMAM RAAT..... by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
GUM TAMAM THE by Risk in Shayri-E-Dard
MOVED: GUM TAMAM THE by aqsh in Suryakant Tripathi-Nirala
Zakham Jab Tamam Hue...........................................raji by Rajigujral in Miscellaneous Shayri
phoenix
Guest
«Reply #46 on: July 10, 2006, 06:30:47 PM »
Reply with quote
bahut khoob sonu ji and ranjana ji
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: July 10, 2006, 06:46:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Kehte The Voh Ki Humse Pyar Karte Hai,
Zindagi Ne Ab To Ye Bhi Hai Dikhaya,
Lakho Log KHade The Mere Janaze Par,
Bas Uska Chehra Nazar Nahi Aaya !!!!!!


bahut khub sonu jaan.............

hum khoye they unke khawabo mein
aur waqt na jaane kaise beet gaya
ek pal ko bhi jo aankh japaki meri
toh sapana ban ke woh dil mein utar gaya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #48 on: July 12, 2006, 10:23:47 PM »
Reply with quote
Phoenix ji bahut bahut shukriya...

Quote from: "phoenix"
bahut khoob sonu ji and ranjana ji
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: July 12, 2006, 10:26:26 PM »
Reply with quote
Ranju sis thanks  :oops: .. bahut khoob sis....

ek hava ka zhoka aya...
saat me teri kushbu laya.....
tab mere dil me ye khayal aya....
ke aaj bhi mera mehboob nahi nahaya...!

Quote from: "ranjana"

bahut khub sonu jaan.............

hum khoye they unke khawabo mein
aur waqt na jaane kaise beet gaya
ek pal ko bhi jo aankh japaki meri
toh sapana ban ke woh dil mein utar gaya
Logged
phoenix
Guest
«Reply #50 on: August 26, 2006, 05:54:28 PM »
Reply with quote
patto ki sugbugahat ek khayal jaaga jaye
reh reh kar zehan mein unka khayal aa jaye
jab ruke na ye karwan aur manzil kahin kho jaye
aaye aisa mod sabki zindagi mein
haawa k jhonko mein bhi unka naam aa jaye
bas ab jaldi hi wo shaam aa jaye
aur fir ye umr tamam ho jaye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #51 on: August 27, 2006, 12:10:44 AM »
Reply with quote
nice Phoenix ji... good one...

Quote from: "phoenix"
patto ki sugbugahat ek khayal jaaga jaye
reh reh kar zehan mein unka khayal aa jaye
jab ruke na ye karwan aur manzil kahin kho jaye
aaye aisa mod sabki zindagi mein
haawa k jhonko mein bhi unka naam aa jaye
bas ab jaldi hi wo shaam aa jaye
aur fir ye umr tamam ho jaye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #52 on: August 27, 2006, 12:11:00 AM »
Reply with quote
nice Phoenix ji... good one...

Quote from: "phoenix"
patto ki sugbugahat ek khayal jaaga jaye
reh reh kar zehan mein unka khayal aa jaye
jab ruke na ye karwan aur manzil kahin kho jaye
aaye aisa mod sabki zindagi mein
haawa k jhonko mein bhi unka naam aa jaye
bas ab jaldi hi wo shaam aa jaye
aur fir ye umr tamam ho jaye
Logged
ranjana
Guest
«Reply #53 on: August 27, 2006, 01:57:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "phoenix"
patto ki sugbugahat ek khayal jaaga jaye
reh reh kar zehan mein unka khayal aa jaye
jab ruke na ye karwan aur manzil kahin kho jaye
aaye aisa mod sabki zindagi mein
haawa k jhonko mein bhi unka naam aa jaye
bas ab jaldi hi wo shaam aa jaye
aur fir ye umr tamam ho jaye


bahut khoob nitesh .....

yeh ishq ka jaadu jab dil per chhaa jaaye
sakoon ki neend ke liye yeh aankhe taras jaaye
badati jaaye dil ki beqarari fir kuche aise ki ek pal bhi tujhe chain na aaye
tu bhi tarse raat ko khawaabo ke liye
jaldi hi yeh surur ishq ka tujh per kuch aisa chhaaye
aur fir umar tamam ho jaaye.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #54 on: August 27, 2006, 04:47:41 AM »
Reply with quote
wonderful ranju sis...

Quote from: "ranjana"
Quote from: "phoenix"
patto ki sugbugahat ek khayal jaaga jaye
reh reh kar zehan mein unka khayal aa jaye
jab ruke na ye karwan aur manzil kahin kho jaye
aaye aisa mod sabki zindagi mein
haawa k jhonko mein bhi unka naam aa jaye
bas ab jaldi hi wo shaam aa jaye
aur fir ye umr tamam ho jaye


bahut khoob nitesh .....

yeh ishq ka jaadu jab dil per chhaa jaaye
sakoon ki neend ke liye yeh aankhe taras jaaye
badati jaaye dil ki beqarari fir kuche aise ki ek pal bhi tujhe chain na aaye
tu bhi tarse raat ko khawaabo ke liye
jaldi hi yeh surur ishq ka tujh per kuch aisa chhaaye
aur fir umar tamam ho jaaye.....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #55 on: August 27, 2006, 01:49:09 PM »
Reply with quote
shukriya sonu.... Usual Smile
Logged
Sonu
Guest
«Reply #56 on: August 27, 2006, 08:25:29 PM »
Reply with quote
u r most welcome ranju sis...

quote="ranjana"]shukriya sonu.... Usual Smile[/quote]
Logged
phoenix
Guest
«Reply #57 on: August 28, 2006, 05:33:45 PM »
Reply with quote
bahut aache ranjana ji and sonu ji
Logged
Sonu
Guest
«Reply #58 on: August 29, 2006, 01:30:38 AM »
Reply with quote
shukrya Phoenix ji....

 
Quote from: "phoenix"
bahut aache ranjana ji and sonu ji
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:37:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer