Tanha na koi ho ye dua hai meri

by *kashish* on December 31, 2004, 08:55:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1652 times)
*kashish*
Guest
Reply with quote
Tanha na koi ho ye dua hai meri
Ruswa na koi ho ye dua hai meri
Jaisa mujhey dewana kia ulfat ne
Aisa na koi ho ye dua hai meri

meri sab koshishain nakam theen us ko mananey ki
kahan seekhii hain zalim ne adayain rooth jane ki :cry:

ye roz_o_shab ki tanhayi mujhey to mar daley gii
kahan fursat hai harjayii ko mere pass aane kii

hazaroon minnatoon per bhii khafa rahta hai wo mujh se
wo unn chup hai kasam khayii ho jaise muskurane ki

main us ki ho gaye lakin wo mera ho nahi sakta
khuda jane hawa kaisey lagi us ko zamane ki sad5
Logged
sammu1984
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2004, 12:59:02 PM »
Reply with quote
good kashish !

hichkiyaan aane par ye ahsaas hota hain
koi hame yaad karta hain
humse milne na aaya to kya hua
kuch pal to hum par barbaad karta hain (n/m)
Logged
lovebites
Guest
«Reply #2 on: December 31, 2004, 05:30:21 PM »
Reply with quote
good both...............!
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2004, 08:18:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "*kashish*"
Tanha na koi ho ye dua hai meri
Ruswa na koi ho ye dua hai meri
Jaisa mujhey dewana kia ulfat ne
Aisa na koi ho ye dua hai meri

meri sab koshishain nakam theen us ko mananey ki
kahan seekhii hain zalim ne adayain rooth jane ki :cry:

ye roz_o_shab ki tanhayi mujhey to mar daley gii
kahan fursat hai harjayii ko mere pass aane kii

hazaroon minnatoon per bhii khafa rahta hai wo mujh se
wo unn chup hai kasam khayii ho jaise muskurane ki

main us ki ho gaye lakin wo mera ho nahi sakta
khuda jane hawa kaisey lagi us ko zamane ki sad5


wahhhhhhhhh wahhhhhhhhhhh! bohot ache!

 :D
Logged
*kashish*
Guest
«Reply #4 on: December 31, 2004, 10:57:01 PM »
Reply with quote
thank u all for likeness of my feelings
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: January 01, 2005, 10:56:58 AM »
Reply with quote
ur welcome ji!

 :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2005, 04:10:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "*kashish*"
Tanha na koi ho ye dua hai meri
Ruswa na koi ho ye dua hai meri
Jaisa mujhey dewana kia ulfat ne
Aisa na koi ho ye dua hai meri

meri sab koshishain nakam theen us ko mananey ki
kahan seekhii hain zalim ne adayain rooth jane ki :cry:

ye roz_o_shab ki tanhayi mujhey to mar daley gii
kahan fursat hai harjayii ko mere pass aane kii

hazaroon minnatoon per bhii khafa rahta hai wo mujh se
wo unn chup hai kasam khayii ho jaise muskurane ki

main us ki ho gaye lakin wo mera ho nahi sakta
khuda jane hawa kaisey lagi us ko zamane ki sad5


excellent kashish...........shammu bhai..........

Zakhm Bhar Ker To Nishani May Nishaan Chorta Hai
Dil Jo Tootay To Nishani Bhi Kahaa.N Chorta Hai

Tujh Peh Harjaai Ka Ilzaam Na Lag Jaaye Kahiin
Ghut Kay Jeeta Hai Meger Aah-O-Fughaan Chorta Hai

Chandni Thi To Meray Saath Wo Chalta He Raha
Ab To Saya Bhi Andhairoun May Kahaan Chorta Hai

Dukh Ager Ho To Ankhoun Ko Saza Milti Hai
Bay Wajah Kyoun Koi Ashkoun Ka Nishaan Chorta Hai

Khudkushi Jurm Hai Aur Zindagi Bhi Hai Baqi
Dekhna Yeh Hai Mujhay Kaisay Jahaan Chorta Hai,.......................(nm)
Logged
sammu1984
Guest
«Reply #7 on: January 02, 2005, 01:21:42 PM »
Reply with quote
thxs waheed bahennnnnn !
Logged
praveen_chtrvd
Guest
«Reply #8 on: December 26, 2007, 06:01:37 AM »
Reply with quote
Dua se kuch nahi hota
jise tanha hona hota he
wo ho jata he
Logged
praveen_chtrvd
Guest
«Reply #9 on: December 26, 2007, 06:42:51 AM »
Reply with quote
Main tanha hoon bilkul tanha
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 25, 2010, 10:42:26 AM »
Reply with quote
Tanha na koi ho ye dua hai meri
Ruswa na koi ho ye dua hai meri
Jaisa mujhey dewana kia ulfat ne
Aisa na koi ho ye dua hai meri

meri sab koshishain nakam theen us ko mananey ki
kahan seekhii hain zalim ne adayain rooth jane ki :cry:

ye roz_o_shab ki tanhayi mujhey to mar daley gii
kahan fursat hai harjayii ko mere pass aane kii

hazaroon minnatoon per bhii khafa rahta hai wo mujh se
wo unn chup hai kasam khayii ho jaise muskurane ki

main us ki ho gaye lakin wo mera ho nahi sakta
khuda jane hawa kaisey lagi us ko zamane ki sad5


bhut badhiya umda hain aap ki ye peshkash
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:57:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer