BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
«Reply #270 on: August 28, 2006, 08:01:07 AM » |
|
ishq kab samajha hai husn ko yeh sirf nazaro ka dhokha hai chal ek apni ajab chaale ishq apne haatho se husn ko khota hai :D parwane jal ke marte hai shama ka naam hota hai nigahein katal kerti hai husn badnaam hota hai. (nm)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #271 on: August 28, 2006, 08:57:56 AM » |
|
prawanaa kyu fir khich ke shama ke paas chala aata hai jab usko is aag mein jal ke mar hi jaana hota hai
milta hai woh nazare kyu shama ke saath shama ka jab kaam hi jalaana hota hai !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #272 on: August 28, 2006, 12:59:46 PM » |
|
prawanaa kyu fir khich ke shama ke paas chala aata hai jab usko is aag mein jal ke mar hi jaana hota hai
milta hai woh nazare kyu shama ke saath shama ka jab kaam hi jalaana hota hai !!!
agar parwaana dewaangi mein itna badnaam na hota. shama ki khubsurati ka itna naam na hota. dil ki bekarari se jeena naakam ho jaata hai isiliye wo pyaar mein kurbaan ho jaata hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #273 on: August 28, 2006, 01:14:25 PM » |
|
prawanaa kyu fir khich ke shama ke paas chala aata hai jab usko is aag mein jal ke mar hi jaana hota hai
milta hai woh nazare kyu shama ke saath shama ka jab kaam hi jalaana hota hai !!!
agar parwaana dewaangi mein itna badnaam na hota. shama ki khubsurati ka itna naam na hota. dil ki bekarari se jeena naakam ho jaata hai isiliye wo pyaar mein kurbaan ho jaata hai. good reply kavi ji... shama bhi toh parwaane ko milne ko tarsati hai khud ko jala ke woh bhi toh raakh karti hai par shama parwaane ka mail kahan ho paata hai ek jai ke dusra jalaa ke bhi bas yun hi andhero mein gum ho jaata hai isliye shayad ishq ka dusara naam dard kehlaata hai !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #274 on: August 29, 2006, 05:06:44 AM » |
|
prawanaa kyu fir khich ke shama ke paas chala aata hai jab usko is aag mein jal ke mar hi jaana hota hai
milta hai woh nazare kyu shama ke saath shama ka jab kaam hi jalaana hota hai !!!
agar parwaana dewaangi mein itna badnaam na hota. shama ki khubsurati ka itna naam na hota. dil ki bekarari se jeena naakam ho jaata hai isiliye wo pyaar mein kurbaan ho jaata hai. good reply kavi ji... shama bhi toh parwaane ko milne ko tarsati hai khud ko jala ke woh bhi toh raakh karti hai par shama parwaane ka mail kahan ho paata hai ek jai ke dusra jalaa ke bhi bas yun hi andhero mein gum ho jaata hai isliye shayad ishq ka dusara naam dard kehlaata hai !!! shama aur... parwano ka rista ye purana hai. shama ko jalna hai aur.. parwane ko mit jaana hai. phir bhi ek dusre ke bina koi nhi reh paata hai tabhi to inka kissa sara jag dohrata hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #275 on: August 30, 2006, 04:34:26 AM » |
|
dil mein tere begair sakoon nahi hai tere intezar mein yeh nazare thami hai keh rahi hai mere dil ki bebasi ki yeh raha ishq ki mushkil badi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #276 on: August 31, 2006, 03:51:46 PM » |
|
dil mein tere begair sakoon nahi hai tere intezar mein yeh nazare thami hai keh rahi hai mere dil ki bebasi ki yeh raha ishq ki mushkil badi hai
tere ishq mein mujhko her muskil gawara hai. her muslkon mein tera ishq sahara hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #277 on: September 02, 2006, 04:42:01 AM » |
|
dil mein tere begair sakoon nahi hai tere intezar mein yeh nazare thami hai keh rahi hai mere dil ki bebasi ki yeh raha ishq ki mushkil badi hai
tere ishq mein mujhko her muskil gawara hai. her muslkon mein tera ishq sahara hai. jehan mein basa hua ek aqs koi suhana hai aaj mere hoto per preet ka taraana hai labo per naam hai bas tera hi mere ab tujh sang hi yeh jeevan beetana hai!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #278 on: September 02, 2006, 04:48:29 AM » |
|
jehan mein basa hua ek aqs koi suhana hai aaj mere hoto per preet ka taraana hai labo per naam hai bas tera hi mere ab tujh sang hi yeh jeevan beetana hai!
main aapna her lamha tere sang bitana chahta hu, her janam mein tujhko hi paan chahta hu. kerna chahta hu tumse bepanah mohabbat, tere sang jeevan savarna chahta hu.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #279 on: September 02, 2006, 05:21:37 AM » |
|
dhoond rahi hun jis ko main dar dar woh toh mere dil mein chipa hua hai yugo yugo ka yeh payaasa manwa unke aane ki raha ab tak raha hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #280 on: September 02, 2006, 07:14:30 AM » |
|
dhoond rahi hun jis ko main dar dar woh toh mere dil mein chipa hua hai yugo yugo ka yeh payaasa manwa unke aane ki raha ab tak raha hai!!
tere dil mein rehte hai tujhe maaloom bhi nhi ho raha hai. aisi bejaanho gayi hai kya mohabbat jis liye dil ro raha hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #281 on: September 03, 2006, 03:34:29 AM » |
|
shukriya majid ....good kavi ji...
mohbbat kabhi is dil se kab juda hui hai tujhse mil ke yeh toh aur bhi beqarar hui hai dil mein rehti hai yeh mere dharkan ban ne jab se teri nazaro ki meri nazaro se baat hui hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #282 on: September 03, 2006, 03:52:23 AM » |
|
shukriya majid ....good kavi ji...
mohbbat kabhi is dil se kab juda hui hai tujhse mil ke yeh toh aur bhi beqarar hui hai dil mein rehti hai yeh mere dharkan ban ne jab se teri nazaro ki meri nazaro se baat hui hai!! bechan kiya hai isse dil ko chorayi hai sans isse dhakhan se tarsaya hai inh nighaon ko dekhaya hai khwab apni inh pyar bhaari baatoin se :D:D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #283 on: September 03, 2006, 04:54:25 AM » |
|
shukriya majid ....good kavi ji...
mohbbat kabhi is dil se kab juda hui hai tujhse mil ke yeh toh aur bhi beqarar hui hai dil mein rehti hai yeh mere dharkan ban ne jab se teri nazaro ki meri nazaro se baat hui hai!! bahut aache ranjana ji per humara ek sawal hai.. nazaro se nazar baatein ker aaati hai, aur. kambakht ye dil jaan bhi nahi pata hai. ye kaun sa paydaan hai mohabbat ka, khumar mein ye kya kehlata hai.??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #284 on: September 03, 2006, 05:02:04 AM » |
|
shukriya majid ....good kavi ji...
mohbbat kabhi is dil se kab juda hui hai tujhse mil ke yeh toh aur bhi beqarar hui hai dil mein rehti hai yeh mere dharkan ban ne jab se teri nazaro ki meri nazaro se baat hui hai!! bahut aache ranjana ji per humara ek sawal hai.. nazaro se nazar baatein ker aaati hai, aur. kambakht ye dil jaan bhi nahi pata hai. ye kaun sa paydaan hai mohabbat ka, khumar mein ye kya kehlata hai.?? :D good sawal ... nazaro se nazaro milna dil ko chhoo jaata hai yeh ishq ki dastaan ko aage fir badaata hai kabhi bhar ke dekho kisi ko apni aankho mein ek khawab nayi duniya ka inmein dikh jaata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|