Anshumali
Guest
|
Tera Husn Bada Lajawaab Hai Ang Ang Khiltaa Gulaab Hai...
Bas Gaya AankhoN Me mere Chehra Teraa Maahataab Hai...
U'De Zulfe Teri HawaaoN Me Chhaaye Ghata Be-Hisaab Hai...
Maathe Pe Damke Jo Bindiya Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai...
Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai...
Door Naa Baithon Itna Mujh Se Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai...
Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere Machle Jo Teraa Shabaab Hai...
Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se Gar Peeloon Toh Sharaab Hai...
Rooth Ke Maan Jaayegi Tuu "Naresh" Aise Pyaar Ka Jawaab Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 06, 2010, 12:22:01 AM » |
|
Bahut Khoob Naresh ji...!!! Bahut bahut shukriya aapki pasandegi ka......Klaskar Ji khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: August 06, 2010, 04:42:41 AM » |
|
aahaaaa.......kya khubbb kaha hai apne mehbuub ki tariif me naresh ji aapne..... bht hi romantic poem...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 06, 2010, 12:58:18 PM » |
|
Wah Wah Bahut Khub Janaab Naresh Saheb Aagaz Se Anjaam Tab Bahtareen Ashaar Rahen Mahboob Ki Tahsin Se Bhari Yeh Ghazal Bahut Achchi Ban Padi Hai Janaab. Bahut Mubaaraq
Dheron Daad Hazir Karta Hun Kabul Kare...!
Khush Rahiye...
~Shihab~
Bahut bahut shukriya......shihab Ji ! aapki nawaazish ka... ! khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 06, 2010, 02:11:46 PM » |
|
Wah Wah Bahut Khub Janaab Naresh Saheb Aagaz Se Anjaam Tab Bahtareen Ashaar Rahen Mahboob Ki Tahsin Se Bhari Yeh Ghazal Bahut Achchi Ban Padi Hai Janaab. Bahut Mubaaraq
Dheron Daad Hazir Karta Hun Kabul Kare...!
Khush Rahiye...
~Shihab~
Bahut bahut shukriya....Shihab Ji ! khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 07, 2010, 04:34:47 AM » |
|
husn ki taareef me kahe ehsaas .....bahut khoob rahe.......naresh Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 08, 2010, 01:36:59 PM » |
|
aahaaaa.......kya khubbb kaha hai apne mehbuub ki tariif me naresh ji aapne..... bht hi romantic poem...
Bahut bahut shukriya ...... kasak Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 09, 2010, 11:04:02 PM » |
|
husn ki taareef me kahe ehsaas .....bahut khoob rahe.......naresh Ji
Rajinder Ji......aapki taareef ka bahut bahut shukriya...khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 09, 2010, 11:23:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 10, 2010, 12:31:18 PM » |
|
Bahut bahut shukriya....madhuwesh Ji ! aapki pasandegi aur hausla afzaai ka...khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rancho-D-Idiot
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 10, 2010, 12:47:24 PM » |
|
wah wah kya baat hai Naresh ji... bahot hi umda aur lajawab peshkash hai aapki...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 11, 2010, 02:57:39 AM » |
|
wah wah kya baat hai Naresh ji... bahot hi umda aur lajawab peshkash hai aapki...
Aapki........Purkhuloos taafeef aur hausla afzaai ka bahut bahut shukriya.... ! khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 12, 2010, 02:31:26 PM » |
|
Baat Kehne Ko Zaraa Sii Hai Hui Pyaar Me Khataa Sii Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 13, 2010, 07:07:03 PM » |
|
O'Dhe Dushaala Ghar Se Nikli Lehraati Chaal Balaa Sii Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|