Tera Husn Bada Lajawaab Hai... !!! NARESH MEHRA

by Anshumali on August 05, 2010, 05:57:26 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4977 times)
Anshumali
Guest
«Reply #15 on: August 18, 2010, 01:23:29 AM »
Reply with quote
Shukriya........ aap sabhi ke saath ka !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #16 on: August 22, 2010, 11:39:21 AM »
Reply with quote
Karoon na yaad, magar kis tarah bhulaoon Usse
Ghazal bahana karoon aur gungunaao.n usse
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #17 on: August 24, 2010, 11:31:35 AM »
Reply with quote
Aap Sabhi Ke Saath Ka Bahut bahut shukriya... !
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #18 on: August 27, 2010, 01:03:51 PM »
Reply with quote
Meri Wafaayen Hain Unki Wafaaon Ke Aage
Koi Jalta Huaa Diyaa Hai Hawaaon Ke Aage...
Zamaana Toh Chaahata Hai Ulfat MeN Tabaahi Meri
Magar Majboor Hai aap Ki Duaaon Ke Aage...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: August 31, 2010, 02:25:44 AM »
Reply with quote
Tera Husn Bada Lajawaab Hai
Ang Ang Khiltaa Gulaab Hai...

Bas Gaya AankhoN Me mere
Chehra Teraa Maahataab Hai...

U'De Zulfe Teri HawaaoN Me
Chhaaye Ghata Be-Hisaab Hai...

Maathe Pe Damke Jo Bindiya
Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai...

Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe
Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai...

Door Naa Baithon Itna Mujh Se
Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai...

Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere
Machle Jo Teraa Shabaab Hai...

Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se
Gar Peeloon Toh Sharaab Hai...

Rooth Ke Maan Jaayegi Tuu
"Naresh" Aise Pyaar Ka Jawaab Hai..
.


Bahut Khoob Naresh JI
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #20 on: September 02, 2010, 03:24:14 PM »
Reply with quote
Aapki pasandegi ka bahut bahut shukriya....Rajesh Ji ... khush rahen... aise hi huasla badhaate rahen...... aage bhi...

duaaon ke saath....
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #21 on: September 05, 2010, 09:40:18 AM »
Reply with quote
Un Kii Palkon Pe Sitaare, Apne Honto Pe Hansi
Qissa-E Gham Kehte Kehte Hum Yahaa Tak Aagaye

Ahmed Nadeem Qasmi
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #22 on: September 06, 2010, 03:40:26 AM »
Reply with quote
Tera Husn Bada Lajawaab Hai
Ang Ang Khiltaa Gulaab Hai...

Bas Gaya AankhoN Me mere
Chehra Teraa Maahataab Hai...

U'De Zulfe Teri HawaaoN Me
Chhaaye Ghata Be-Hisaab Hai...

Maathe Pe Damke Jo Bindiya
Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai...

Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe
Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai...

Door Naa Baithon Itna Mujh Se
Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai...

Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere
Machle Jo Teraa Shabaab Hai...

Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se
Gar Peeloon Toh Sharaab Hai...

Rooth Ke Maan Jaayegi Tuu
"Naresh" Aise Pyaar Ka Jawaab Hai..
.


Ji ..... Very Impressive ... Very Touching .... bahut khoob ... dil se daad ... ! likhte rahiye ...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #23 on: September 10, 2010, 08:32:35 PM »
Reply with quote
Ji ..... Very Impressive ... Very Touching .... bahut khoob ... dil se daad ... ! likhte rahiye ...

Radhika Ji ........aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ..

duaaon ke saath...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #24 on: September 18, 2010, 12:24:01 AM »
Reply with quote
Ji ..... Very Impressive ... Very Touching .... bahut khoob ... dil se daad ... ! likhte rahiye ...

Radhika ji... aapki pasandegi ka bahut bahut shukriya... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi... khush rahen...

duaaon ke saath...
Logged
Samaantaa
Guest
«Reply #25 on: April 07, 2011, 02:49:40 PM »
Reply with quote
Tera Husn Bada Lajawaab Hai
Ang Ang Khiltaa Gulaab Hai...

Bas Gaya AankhoN Me mere
Chehra Teraa Maahataab Hai...

U'De Zulfe Teri HawaaoN Me
Chhaaye Ghata Be-Hisaab Hai...

Maathe Pe Damke Jo Bindiya
Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai...

Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe
Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai...

Door Naa Baithon Itna Mujh Se
Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai...

Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere
Machle Jo Teraa Shabaab Hai...

Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se
Gar Peeloon Toh Sharaab Hai...

Rooth Ke Maan Jaayegi Tuu
"Naresh" Aise Pyaar Ka Jawaab Hai..
.


Very Romantic ........ Naresh Ji !

Mehboob Ki Taareef MeN .......
Applause Applause Applause
Logged
Naghmaa
Guest
«Reply #26 on: April 10, 2011, 01:05:26 PM »
Reply with quote
Very Romantic .. Naresh Ji !

Simple & Sweet Poetry ...
Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #27 on: April 12, 2011, 03:19:21 AM »
Reply with quote
Very Romantic ........ Naresh Ji !

Mehboob Ki Taareef MeN .......
Applause Applause Applause
Thankssssssssss ... Samaantaa Ji !
Logged
shiba
Guest
«Reply #28 on: April 14, 2011, 02:00:53 AM »
Reply with quote
Bohat Pyara Likha Hai Aapne Naresh Ji
Subha Subha Maza Aa Gaya Aaj To Bohat Khoob Ji
Logged
Niha Khan
Guest
«Reply #29 on: April 23, 2011, 01:44:43 AM »
Reply with quote
Bohat Mast Mast Likha Hai Aapne Naresh Ji
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:29:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer