shayar_dildaar
Guest
|
«Reply #30 on: May 18, 2006, 12:35:33 PM » |
|
Fantastic all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #31 on: May 18, 2006, 12:48:45 PM » |
|
Gud one Nitesh and Ranju
Kangane ke ishare kyu tum na samajh paayi..... Kya tumhe bhi raaton ko tadpati thi tanhai.....
Kyu yeh Dil ab tujhse milne ko bekrar hua jaa raha hai..... Kyu mann aaj deewanon ki bhasha main gunguna raha hai..........!!!!!!! nice BS JI............. kaise main samhju kangana ke ishaare . yeh toh beri sajan ka hua re.... meri tadap ko samjh na paaye . sang piya ke yeh bhi mujhe bahut saatye........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #32 on: May 19, 2006, 05:06:04 PM » |
|
Gud reply Ranju
Tera Kangana ho raha hai aaj Besabr...... Toot jata moti moti iska tu nahi ata meri Jindagi me agar.....
Zindagi se nahi tumse hai Pyar karte hum..... Tootegi na kabhi yeh saanson ki ladi..... Chahe nikal jaye beech bazar mera Dum.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #33 on: May 19, 2006, 05:18:59 PM » |
|
Gud one Nitesh and Ranju
Kangane ke ishare kyu tum na samajh paayi..... Kya tumhe bhi raaton ko tadpati thi tanhai.....
Kyu yeh Dil ab tujhse milne ko bekrar hua jaa raha hai..... Kyu mann aaj deewanon ki bhasha main gunguna raha hai..........!!!!!!! gud going every one kangan ke ishaare hum samajh nahi paate nadaan hai iss raah mein gir kar phir sambhal nahi paate
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #34 on: May 19, 2006, 05:35:02 PM » |
|
Gud reply Ranju
Tera Kangana ho raha hai aaj Besabr...... Toot jata moti moti iska tu nahi ata meri Jindagi me agar.....
Zindagi se nahi tumse hai Pyar karte hum..... Tootegi na kabhi yeh saanson ki ladi..... Chahe nikal jaye beech bazar mera Dum..... gud BS JI....... kanagana bhi haato mein tabhi sajata hai jab woh sajan ki aankho mein janchata hai moti jab bhi bikhre iske , main apne anchal mein sambhal lungi....... kangana mera masoom hai sajana ...... isko yun na main raho mein bikharne dungi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #35 on: May 19, 2006, 05:38:57 PM » |
|
Kangana tera aaj iss Deewane ko kuch IShare karta hai...... Reh jaata hai Dard kahin door Dil khushion ke aalam me aahein bharta hai.....
Poochta hoon khud se kyu yeh Ishq jaadu karta hai...... Aye sanam yeh Shayar tujhe Dil-O-Jaan se Pyar karta hai......
Nazuk se haathon me Kangane ka Moti bhi nikharta hai...... Kangana tera aaj iss Deewane ko kuch Ishare karta hai......
Kyu khelti ho khel aisa jisme harr Ashiq tadapta hai...... Chahaton ke rang mein yeh Dil bhi bahut machalta hai......
Kangana tera aaj iss Deewane ko kuch Ishare karta hai........!!!!!
Dedicated to..............hai koi :wink: omg, this is so sweet........and dedicated to whom garv?? damn, u all r so good.......keep it up guyz.......i wish i would be like u guyz......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #36 on: May 19, 2006, 05:47:01 PM » |
|
Gud one Nitesh and Ranju
Kangane ke ishare kyu tum na samajh paayi..... Kya tumhe bhi raaton ko tadpati thi tanhai.....
Kyu yeh Dil ab tujhse milne ko bekrar hua jaa raha hai..... Kyu mann aaj deewanon ki bhasha main gunguna raha hai..........!!!!!!! gud going every one kangan ke ishaare hum samajh nahi paate nadaan hai iss raah mein gir kar phir sambhal nahi paate nice Nitesh........................ kangana ko jab dilo jaan se chahoge , toh usko apne dil ke kareeb paaoge girane na dega tumhe yeh kangana iski chanak main jab khud ko paaoge........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #37 on: May 19, 2006, 05:47:29 PM » |
|
isha ji bahut dino baad aayi hain aap
kuch tau post kijye na
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #38 on: May 19, 2006, 06:29:43 PM » |
|
Thnx ISha.......yeh kisi ki pic dekh ke kangane ki yaad me likha tha... :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #39 on: May 20, 2006, 02:01:54 AM » |
|
jab-jab aasman per kali badli chhaee mosam ne bhi li ek pyar ki angaraai mast hawao ne gori ka gughat hai khola kangana bhi chanak ke piya-piya bola
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #40 on: May 20, 2006, 11:44:38 AM » |
|
Kyu tum apne kangane ko jhutlati ho....... Samajh nahi aata tum khalish ke mausam me khud ko kaise rok paati ho.....
Kyu ho kafa khudse ki harr baat apni Dil me chupati ho..... Seene me chupa ke dard apna mujhe Mahobbat ka paath padati ho....!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #41 on: May 21, 2006, 02:05:41 AM » |
|
kangana kabhi kabhi sach baat bol jata hai jindagi ke dard ko hans ke seh jata hai upar se chamkata hai, chakata hai, par andar se apne ghere mein bandha khaali -khali sa nazar aata hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pankhuri2
Guest
|
|
«Reply #42 on: May 21, 2006, 05:47:29 AM » |
|
Ranju ji app to serious ho gai!!!
Kangna jo pahnaye sajna khil jaye man ka angna zindagi ka her pal yahi pukare sajta rahe kanhna sung sajan ke hamare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #43 on: May 21, 2006, 08:56:21 AM » |
|
Ranju ji app to serious ho gai!!!
Kangna jo pahnaye sajna khil jaye man ka angna zindagi ka her pal yahi pukare sajta rahe kanhna sung sajan ke hamare nice lines..........ya Pankhuri little bit........... kangana sajana aisa banawa de jismein chamcham karte ho sitaare un sitaaro ki chamak pe sajana tu apana dil haare.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #44 on: May 21, 2006, 08:59:01 AM » |
|
Ranju ji app to serious ho gai!!!
Kangna jo pahnaye sajna khil jaye man ka angna zindagi ka her pal yahi pukare sajta rahe kanhna sung sajan ke hamare nice lines..........ya Pankhuri little bit........... kangana sajana aisa banawa de jismein chamcham karte ho sitaare un sitaaro ki chamak pe sajana tu apana dil haare..... Apna Dil toh humne teri muskurahat par haraa hai...... Tujhse muskurata iss jahan me na koi Sitara hai..... Yaad toh teri Payal ki bhi satati hai...... Uski Chanchan ki awaaz aaj bhi harr Shaam sunai aati hai........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|