"tere khato.n ko padta ja rha hu.n"

by aaina on July 09, 2009, 11:08:22 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1512 times)
aaina
Guest
«Reply #15 on: July 10, 2009, 04:30:37 PM »
Reply with quote
Aaina Ji,

Khoobsurat ghazal


bhut shukriya shayra ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~"baad tere"~~ by agr_navneet in Shayri-E-Dard
"Tere Shahar k LoOg" by bus1pal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
"Tere Ehsaason Mein" by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
" tere pyar mein khud ko bhula baithe " by ravi raushan in Shayri-E-Dard
tere bin--Designed and written- "Abhi" by AbhiTamrakar in Shayri for Khumar -e- Ishq
aaina
Guest
«Reply #16 on: July 10, 2009, 04:42:17 PM »
Reply with quote
Tere khato.n ko padhta ja raha hu.n - Tere khutoot jo padhta ja raha hun main
Mutawatir muskurata ja raha hu.n -    Jaise aik nayee zindage pa raha hun main

Jo tune meri khatir khoon e dil se likhe-  apne lahu se jinko sawara hai tune
Mein un lafzo.n ko chume ja raha hu.n-  apne labon se unko jila de raha hun main

Kya koi itna kisi pe marta hai?
Ye sochun to main ghabra ja raha hu.n- yehi sooch ker jiye ja raha hun main

Wo meri dhadkano ko chu raha hai  -     jo bangaye hain dhadkanain dil ki mere
Zakhmi ho na jaye darta ja raha hu.n -  khushi mer na jaun der raha hun main

Raaton ko aur kabhi din main bhi aksar- rat ho din ho saher ho ke shaam
Usi ke khaab daikha ja raha hu.n -      tere hi khuwaab dekh raha hun main

Satata hai mujhe wo akhri pehro.n
Main un lutfo mai duba ja raha hu.n

Mana leta hu.n usko jo rooth ke aslam
Qareeb utna main hota ja raha hu.n[/size][/b][/center]




bahut khoob

just as u ask , I write few ashar for your advice


tx


javed


javed sahab bhut bhut shukriya in zarra nawaazi aur mohabbat ka, javed sahab ek baat poochna chahta hun ye jo maine ghazal kahi hai aur aapne jo islah ki hai isme qafiye ka farq kyun hai mere 5 aashar aapne durust kye hain baaqi ke do shayad aapko bhut ahcy lage islyn rehne diye plzz thoda sa mujhay samjhaiye mai samjh nhi pa rha hun ki ye jo aapne sher durust kye hain inme radeef aur qaiya kya hai, hosla afzaai ka bhut bhut shukriya shayd hum sabko is discussion se bhut kuch seekhne ko mile
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: July 10, 2009, 04:43:25 PM »
Reply with quote
bahut achche aslam bhai ..........dil khush ho gaya aapki poem padkar......kya lajawaab peshkash hai ishq kii chaasni main doobi huyi




bhut bhut shukriya saahil is hosla afzaai ka dost[/b/
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: July 10, 2009, 04:44:41 PM »
Reply with quote
Nice one Aslam Ji

bhut shukriya rajesh sahab ke aapko ghazal achi lagi nawaazish
Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: July 10, 2009, 04:47:54 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot bohot khoob Aslam Ji...bohot hi haseen ghazal...aur khaas kar ye asha'ar behad achche hain :

Kya koi itna kisi pe marta hai?
Ye sochun to main ghabra ja raha hu.n

Wo meri dhadkano ko chu raha hai
Zakhmi ho na jaye darta ja raha hu.n


Mashallah kya kamal hai aapki qalam main...Allah is ki kashish yunhi barqarar rakhe, ameen.

thnxxx so much talat, inte khoobsurat alfaazon ke liyn apka tahe dil se mamnoo hu.n is hosla afzaaii ka bhut bhut shukriya talat god bless u
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #20 on: July 10, 2009, 09:39:33 PM »
Reply with quote
nahin maine durust nahin kiye hain na islah

bas mera maqsad aap ko batana tha ke , jo ger aap ko pasand aaye
to thoda raddo badal ker likh diya mager alfaaz aap ke hain
maine to aap ne poocha tha to apni taraf se kuch likh diya hai islah kerni hooti to main badalta kaise
jaise ke ooper likha hai few ashaar for advice. no islah

tx


javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #21 on: July 14, 2009, 05:40:31 PM »
Reply with quote
nahin maine durust nahin kiye hain na islah

bas mera maqsad aap ko batana tha ke , jo ger aap ko pasand aaye
to thoda raddo badal ker likh diya mager alfaaz aap ke hain
maine to aap ne poocha tha to apni taraf se kuch likh diya hai islah kerni hooti to main badalta kaise
jaise ke ooper likha hai few ashaar for advice. no islah

tx


javed

javed sahab aapki advice sar aankho par
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #22 on: July 30, 2009, 11:13:14 PM »
Reply with quote
wah wah bohat khoob its sooo nice Applause Applause Applause Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #23 on: August 01, 2009, 11:00:35 PM »
Reply with quote
Aaina Sb
 adaab
 pata nahin mujhko yun likhna chahiye tha ke nahin

bas aap ne shayed kuch kaha tha ya poocha tha mujhko yaad nahin usi wajah se shayed likha tha
ger nagawar ho to nikal deta hun

tx

javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #24 on: August 08, 2009, 07:43:51 PM »
Reply with quote
wah wah bohat khoob its sooo nice Applause Applause Applause Applause

thnxxxxx so much pari
Logged
aaina
Guest
«Reply #25 on: August 08, 2009, 07:49:07 PM »
Reply with quote
Aaina Sb
 adaab
 pata nahin mujhko yun likhna chahiye tha ke nahin

bas aap ne shayed kuch kaha tha ya poocha tha mujhko yaad nahin usi wajah se shayed likha tha
ger nagawar ho to nikal deta hun

tx

javed

javed sahab kyun sharminda kar rhe hain aisa keh kar meine aapse pehle bhi arz kya hai ki aapki advoice sar aankho par zahe naseeb ki aap meri post par aapni raaye se mujhay nawaaze.n
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:27:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer