Tere Pyaar Yaad Aaya ****

by ranjana on December 14, 2006, 05:30:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1276 times)
ranjana
Guest
Reply with quote
dekha jab khilte hue phoolo ko kya -kya na mujhe yaad aaya
woh tera pyaar se mujhe pukarnaa woh tera pyaar ka saaya

chhalka jo jaam maye  ka  teri mehfil mein
mujhe teri nazaro ka khud ki nazaro se milna yaad aaya

dekh ke ronak-e -bahaar  fiza mein mehekati si khushboo
woh tera pyaar se mere labo ko choomana yaad aaya

dekha jo surmai shaam ka dhalata aanchal
mujhe teri baahon mein apna  simatana yaad aaya

dekha jo mehnadi ke phoolo ko apne haath mein mehakate
mujhe tera khud se kiya gaya har waada-e -wafa yaad aaya !!

dekha jo badale hue sard mosaum ka badalta mijaaz
mujhe tera woh shararat se muskarana  yaad aaya

 







.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 14, 2006, 06:43:41 AM »
Reply with quote
bahoot khoob ranju ji....
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #2 on: December 14, 2006, 06:47:42 AM »
Reply with quote
Ranjana Kaya baat hai. Ishq dard-e yaad mai dooba hua. Maza aagaya. Bahut hi sundar har baar ki tarah.

ek baat punchu kaya isko mai apne se juda hote hue kisi khas ko bhej dun agar ijazaat ho to?Huh?Huh??/
Logged
paani
Guest
«Reply #3 on: December 14, 2006, 06:59:28 AM »
Reply with quote
Ranju.. is kadr bhi haqekat byaan na kije... bahut hi khub....
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: December 14, 2006, 11:30:03 AM »
Reply with quote
Again, a very good one Ranju !!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #5 on: December 14, 2006, 12:03:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
dekha jab khilte hue phoolo ko kya -kya na mujhe yaad aaya
woh tera pyaar se mujhe pukarnaa woh tera pyaar ka saaya

chhalka jo jaam maye  ka  teri mehfil mein
mujhe teri nazaro ka khud ki nazaro se milna yaad aaya

dekh ke ronak-e -bahaar  fiza mein mehekati si khushboo
woh tera pyaar se mere labo ko choomana yaad aaya

dekha jo surmai shaam ka dhalata aanchal
mujhe teri baahon mein apna  simatana yaad aaya

dekha jo mehnadi ke phoolo ko apne haath mein mehakate
mujhe tera khud se kiya gaya har waada-e -wafa yaad aaya !!

dekha jo badale hue sard mosaum ka badalta mijaaz
mujhe tera woh shararat se muskarana  yaad aaya

 







.


wah wah!!! kya baat hai RANJANA JI... behad khubsoorat kalaam..
chhaa gain aap to.... ek ek lafz behad pyaara hai.....

humesha ki tarah... kamaal kar diya aapne..... bahut bahut khoob..  Usual Smile  Usual Smile
Logged
ranjana
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2006, 07:27:04 AM »
Reply with quote
shukriya ......Pooja....Vikas.....Talat ....Paani ....Vicky....

bahut bahut shukriya,,,
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: December 15, 2006, 05:13:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
dekha jab khilte hue phoolo ko kya -kya na mujhe yaad aaya
woh tera pyaar se mujhe pukarnaa woh tera pyaar ka saaya

chhalka jo jaam maye  ka  teri mehfil mein
mujhe teri nazaro ka khud ki nazaro se milna yaad aaya

dekh ke ronak-e -bahaar  fiza mein mehekati si khushboo
woh tera pyaar se mere labo ko choomana yaad aaya

dekha jo surmai shaam ka dhalata aanchal
mujhe teri baahon mein apna  simatana yaad aaya

dekha jo mehnadi ke phoolo ko apne haath mein mehakate
mujhe tera khud se kiya gaya har waada-e -wafa yaad aaya !!

dekha jo badale hue sard mosaum ka badalta mijaaz
mujhe tera woh shararat se muskarana  yaad aaya

 







.


WoW Ranjana,Thats really beautiful. Usual Smile
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #8 on: December 16, 2006, 07:43:57 AM »
Reply with quote
Teri aankhon ke sharab khane me, jhoom ke mar jaun main,
hai ek tamanna meri, tere labon ki pyaas ban jaun main......

reshmi hain zulfen teri, rukhsaar hain tere gulaabi-gulaabi,
na bahaka mujhe itna, ki be-maut hi bas mar jaun main.....!!!!!! Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: December 16, 2006, 08:27:43 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Vikas ji, bahoot khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:32:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer