badnaam_shayar
Guest
|
Nasamajh thi woh..... Ya Halaaton se lachaar thi......
Karti hai bahut Pyar mujhe...... Par Shayad Dil ke haathon beemar thi.....
Hoti Sakoon se bhari uski baatein hai...... Humse poocho kaisi Doorion ki yeh raatein hai......
Dekho toh Ruksharo par barasti laali hai...... Adaa uski Gazab toh Chaal matwaali hai......
Rang barse aur Ghatayein dekh use sarak jaye....... Suraj bhi Chupp jaye kahe Chand laali barsaye......
Hai Woh Komal or uski baatein Anmol hai..... Jeet jaon toh Khushi nahi toh uski Mahobbat ka kya mol hai........!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 10, 2006, 09:15:27 AM » |
|
mahubbat ka mol kya chuka sakunga kabhi ...... aapna kehker usko kya paraya bana sakunga kabhi ..... ye jo mere dil ka usse nata hai na tootega kabhi ....... mai janta hu mai hu uska wo bhi hai meri humnashi......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 10, 2006, 09:31:49 AM » |
|
bahut khoob gaurav ...aur tushar khoob likha hai...
teri baate sunte hi mein khud ko bhula deti hun ek rait ka mehal banaati hun aur mita deti hun
bhul nahi paati hun teri in meethi yaado ko main ek kahaani si bana ke bas khud ko suna deti hun
hai yeh teri hi baato ka asar shayad mujh per behte hue apne ashqo ko bhi khud se hi chhippa leti hun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #3 on: August 10, 2006, 12:03:58 PM » |
|
Nasamajh thi woh..... Ya Halaaton se lachaar thi......
Karti hai bahut Pyar mujhe...... Par Shayad Dil ke haathon beemar thi.....
Hoti Sakoon se bhari uski baatein hai...... Humse poocho kaisi Doorion ki yeh raatein hai......
Dekho toh Ruksharo par barasti laali hai...... Adaa uski Gazab toh Chaal matwaali hai......
Rang barse aur Ghatayein dekh use sarak jaye....... Suraj bhi Chupp jaye kahe Chand laali barsaye......
Hai Woh Komal or uski baatein Anmol hai..... Jeet jaon toh Khushi nahi toh uski Mahobbat ka kya mol hai........!!!!!!!!!!! wah badnaam ji bahut khoob.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 10, 2006, 05:34:36 PM » |
|
chand si hai tu aaj is kadar kyu murjhai hai ,,,,, hai kisi se roothi hui ya chand se sharmai hai .... yu na dekh tu mujhko aaise mai bhi hu deewana bada,.... bus ek barr milne aaja tu mere charo taraf tanhai hai ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 10, 2006, 05:45:08 PM » |
|
=D>!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #6 on: August 11, 2006, 05:06:13 AM » |
|
Teri hi baatein har pal kaano mein gunjaa karti hai, Teri hi khwaabon se in palkon mein raunak rehti hai, Teri hi khusboo se mere tann mein ek saundhi si mehak rehti hai, Tere aankhon ki shararatt se mere jism mein ek huchul si rehti hai, Teri ek nazar padne se meri yeh palkein jhuki si rehti hai, Tere ehsaas ki chhuan se meri rooh mein ek roshni si rehti hai....
gesu's koshish!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sangy
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 11, 2006, 05:25:04 AM » |
|
mahubbat ka mol kya chuka sakunga kabhi ...... aapna kehker usko kya paraya bana sakunga kabhi ..... ye jo mere dil ka usse nata hai na tootega kabhi ....... mai janta hu mai hu uska wo bhi hai meri humnashi...... bahut khoob gaurav, tushar aur ranjanaji.. :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 12, 2006, 03:15:51 AM » |
|
shukriya sangy........bahut khoob gesu .......
katati nahi hain ab yeh akele tanha raate yaad aati hai bas unki hi meethi baate milte hain chahye woh hamse pal do pal ke liye par de jaate hain beete palo ki madahur yaade hai kashish unki baato mein kuch aisi ki bas ab har pal woh aur unki pyaari si baate!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 12, 2006, 09:07:50 AM » |
|
jab kabhi bhi teri yaad aati hai, dil me ek leher si doud jaati hai
nazar dhundti hai tujhe har taraf phir mayus si lout aati hai
kahan hai tu itna to bata de zara mujhko ki ab to khwabon main bhi tu nazar nahi aati hai
aake dekhja kiya haal mera tujhse juda hoker kiya tujhe ek pal bhi meri yaad nahi aati hai
humto chahte hi nahi jeena tere bina, per kiya kare mout bhi to waqt se pehle nahi aati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 12, 2006, 09:37:53 AM » |
|
agar hum chupchaap teri mehfil se uth jaayenge tere dhoondane per bhi tujhe nazar nahi aayenge
sirf mere geet hai ab pechaan meri sanam yahi ab tere dil per chhaa jaayenge
kyu talashta hai hame tu bahaaro mein hum koi mosaum nahi jo badal jaayenge
kar deti hain teri baate diwaana sa mujhko tujhe bhul ke hum bhi na jee paayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 12, 2006, 12:49:47 PM » |
|
Lajawaab thi tum...... Aur alag hee andaaz ka woh Jashn tha......
Rooh tadapti rahi meri unhe choone ko..... Jaise Kayal main unke Husn ka tha.....
Deewana na kehna aye Deewano mujhko...... Main tha bhale hee ek Shaam par woh WaQt toh Subha ka tha......
Uski woh Khushboo aur ghane Gesu...... Yaad ayi hume woh Saadgi or aankhon se bahe kuch tesu......
Main tha jaise Kinara aur Sama Kashti ka karwaan tha...... Main tha Badnaam aur unki Zindagi ke zarre zarre me basa sirf Ranz tha.......
Lajwaab thi tum...... Aur alag hee andaaz ka woh Jashn tha.........!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #12 on: August 26, 2006, 01:14:32 PM » |
|
wah ranju ji badnaam ji bahut khoob.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #13 on: August 26, 2006, 01:19:24 PM » |
|
Teri adaayein teri hi baatein rahe khayalon mein, Teri kahaani teri hi suratt rahein meri in aankhon mein, Rehamatt-e-khuda ho gayi ke tu rahe har ghadi meri in saanson mein, Door rehkar bhi paas hoon tumhare har pal tum ho mere ehsaas mein......
gesu's koshish!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 27, 2006, 02:36:17 AM » |
|
shukriya Gesu ...bahut khoob ....
yeh dil aaj kyu kuch ualjha sa hua hai teri baato mein kahi kuch mere dil ka haal ataka hua sa hai
chhaa rahi hai yeh dil per kaisi bekhudi kyu sirf tera hi khyaalo se yeh dil ka nagar bhara hua sa hai
sulag rahi hai dil mein koi chingaari si is dil mein koi phool mohbbat ka meheka hua sa hai
aake fir se keh de koi haseen raaz mere kaano mein aaj yeh sama kuch ishq ki vaadiyon sa meheka hua hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|