dosto.. ye ghazal maine uske liye likhi hai jinse meri kaafi dino se baat nahi hui, sayad wo udhar masroof hai aur hum idhar majboor hai.. dua kijiyega ki unse jald hi baat ho... aaminn..... wo koi aur nahi... hamari... Jaan-E-Ghazal hai...
jab tak tere labo ke alfaaz inn kano me dastak na de,
khushiyo ke aaine aankho ke saamne nazar nahi aate.,
dil ko intezar badi besabri se rehta hai teri baate sunne ka,
bin baat kiye tujhse zindagi ke haseen rah nazar nahi aate.,
Jab Tak Tere Labo Ke Alfaaz Inn Kaano Me Dastak Na De,
Khushiyo Ke Aaine Aankho Ke Saamne Nazar Nahi Aate.,
Dil Ko Intezar Badi Besabri Se Rehta Hai Teri Baate Sunne Ka,
Bin Baat Kiye Tujhse Zindagi Ke Haseen raah Nazar Nahi Aate..,
husno maasumiyat se sazi teri baatein suhani hai,
teri alfaazo se hi sazi meri zindagi ki kahani hai..
meri mohabbat bhi teri tarah khubsurat hai Jaan-E-Ghazal,
tere bagair veeran si hamari ye zindagani hai..
Husno Maasumiyat Se Sazi Teri Baate Suhani Hai,
Teri Alfaazo Se Hi Sazi Meri Zindagi Ki Kahani Hai.,
Meri Mohabbat Bhi Teri Tarah Khubsurat Hai Jaan-E-Ghazal,
Tere Bagair Veeran Si Hamari Ye Zindagani Hai.,
kitna intezar hai aapki aawaz sunkar muskurane ki,
hum to bhul hi gaye muskurana kya hota hai.,
baatein teri sun lu to sab thik ho jayega,
ek pyar bhari muskan hamare labo pe bhi khil jayega..
Kitna Intezar Hai Aapki Aawaz Sunkar Muskurane Ki,
Hum To Bhul Hi Gaye Muskurana Kya Hota Hai.,
Baate Teri Sun Lu To Sab Thik Ho Jayega,
Ek Pyar Bhari Muskan Hamare Labo Pe Bhi Khil Jayega..,
Ab mere dosto sabko thik se dikhega... aur aap logo ko padhne me takleef bhi nahi hogi.. Shukriya...