Dosto, Mazi ki kuchh ghzalon mein se ek,ummeed hai pashand aayegi.
Tamanna hai ki tere pyaar mein had se guzar jaaun,
Kahe tu bewafa mujhko, mein is se pehle mar jaaun.
main bhala kyon bewafa kahoon gi main khud hi bawafa nahin hoon ji !Siwa is ke na ho koi kabhi khwahish, mere dil mein,
Teri aankhon ke zariye mein tere dil mein uter jaaun.
allah bachaaye mujhe. main tum se nazrein mila kar baat hi na karo.n gi ji !kabhi gar zindagi ke mod per, dekhoon khada khud ko,
tu mere saath ho batlane , mujh ko mein kidher jaaun.
main khud hi raata bhatak jaati hoo.n doosro.n se poochna padta hai main kya rahbari karoo.n gi tumhaari !Main tere roop mein dhal jaaun tera aaina ban kar,
agar tootun kabhi bhi mein, to tukdon mein bikhar jaaun.
na na aisa kabhi mat karna tum jaise ho waise hi ache ho aur mujhe qabool ho !Bhatakta fir raha hoon khojta, khud ko andheron mein,
mile gar roshani tere roop ki, to mein nazar aaun.
=))main raushni se kuch zayada ho.n aag ki tarah raushan bhi kare aur jalaaye bhiTeri, har ek nafas mehsoos ho mere dil ki dhadkan mein,
banoo teri chashm- e- tar ka ashq, palakon per thahar jaaun.
aisa commitment aisi deewangi main to waari gayi ji iss sher pe !Kbhi bhi dagmagaayi hai na kashti oonchi laharon se,
ye mumkin hi nahin hai ‘Ram’ toofanon se dar jaaun.
:t
humbup:main khud hi ek toofaan hoon mujhe jhhel liya to baaqi kuch nahin !तमन्ना है कि तेरे प्यार में, हद से गुज़र जाऊँ,
कहे तू बेवफ़ा मुझको, में इस से पहले मर जाऊँ.
सिवा इस के न हो कोई, कभी ख्वाहिश, मेरे दिल में,
तेरी आँखों के ज़रिये मैं , तेरे दिल में उतर जाऊँ।
कभी गर ज़िंदगी के मोड पर, देखूँ खड़ा खुद को,
तू मेरे साथ हो बतलाने, मुझ को में किधर जाऊँ।
मैं तेरे रूप में ढल जाऊँ, तेरा आईना बन कर,
अगर टूटूँ कभी भी में, तो टुकड़ों में बिखर जाऊँ।
भटकता फिर रहा हूँ खोजता, खुद को अंधेरों में,
मिले गर रोशनी तेरे रूप की, तो में नज़र आऊँ।
तेरी, हर एक नफ़स मेहसूस हो मेरे दिल की धड़कन में,
बनूँ तेरी चश्म-ए-तर का अश्क़, पलकों पर ठहर जाऊँ।
कभी भी डगमगायी है ना कश्ती ऊँची लहरों से,
ये मुमकिन ही नहीं है "राम" तूफानों से डर जाऊँ।
تمن نا ہے کی تیرے پیار میں حد سے گزر جاؤں
کہے تو بیوفا مجھکو ، میں اِس سے پہلے مر جاؤں
سیوا اِس كے نا ہو کوئی کبھی خواہش ، میرے دِل میں
تیری آنكھوں كے ذریعے میں تیرے دِل میں اتر جاؤں
کبھی گر زندگی كے موڑ پر ، دیکھوں کھڑا خود کو
تو میرے ساتھ ہو بتلا نے ، مجھ کو میں کدھر جاؤں .
میں تیرے روپ میں دھ ل جاؤں تیرا آئینہ بن کر ،
اگرٹون ٹون کبھی بھی میں ، تو تکدوں میں بکھر جاؤں
بھٹکتا فر رہا ہوں کھوجتا ، خود کو اندھیروں میں
ملے گر روشنی تیرے روپ کی ، تو میں نظر آؤں
تیری ، ہر اک نفس محسوس ہو میرے دِل کی دھڑکن میں ،
بنوں تیری چشم تر کا اشک ، پلکوں پر ٹھہر جاؤں
کبھی بھی ڈگ مگ آئی ہے نا کشتی اونچی لہروں سے
. یہ ممکن ہی نہیں ہے "رام" طوفانوں سے دَر جاؤں