~*~*~*~Teri Dulhan~*~*~*~______ {Angel}

by angel4u on May 20, 2009, 04:36:58 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 8145 times)
angel4u
Guest
«Reply #30 on: May 21, 2009, 04:22:40 PM »
Reply with quote
wo to secret hai Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri dulhan ka ruup. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri Dulhan by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 9 10 »
Thank You Friends ______ {Angel} by angel4u in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 9 10 »
Kuchh Yun Hua Ke ______ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard
<>*Main hun teri dulhan*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #31 on: July 05, 2010, 01:03:17 PM »
Reply with quote
Saj Sanwar Ke Baithe Hai Tere Intezaar Mein Saajan,
Sej Saji Hai Khwahishon Se, Machal Raha Hai Tan Man,
Pighli Hui Raat Ki Muskurati Khamoshi Tujhe Pukarti Hai,
Na Jaane Kaise Hoga Tere Dilse Mere Dil Ka Wo Haseen Milan,

Mehak Rahi Hia Ye Mehendi Bhi Haathon Mein Tere Liye,
Tu Naam Apna Aake Dhund Lein Is Pyaar Ke Rangon Mein,
Sambhal To Li Hai Is Chudiyon Ki Khanak Mushkil Se Maine,
Phir Bhi Shor Kyon Macha Raha Hai Ye Behka Hua Sa Kangan,

Mera Jhumka Ne Ki Kuch Shararat Mere Gaalon Se Is Tarah,
Jaise Kehta Ho, Chhu Lega Tu Pagal Pawan Ke Jhonke Ki Tarah,
Sharmayenge Bhi Ghabrayenge Bhi Teri Nazron Ki Paakeezgi Se,
Barsega Pyaar Humpe Tera Jaise Ho Jhoomta Hua Koi Saawan,

Aa Bhi Jaa Ke Kuch Khamoshiyon Ke Saaz Pe Geet Gaaye Hum,
Sambhale Jo Ek Dusre To Khud Hi Madhosh Ho Jaaye Hum,
Teri Baahon Ki Masoomiyat Mein Kho Jaane Is Andaaz Se,
Mehek Jaaye Gulaabon Ki Tarah Armaano Ka Ye Aangan,

Sochein Ye Bhi Ke Kaisi Hogi Agle Peher Se Ye Zindagi Apni,
Har Mod Pe Paayenge Tere Qadmon Ka Saath Manzilon Tak,
Tere Haathon Ke Sahaare Thamenge Mujhe Har Thokar Par,
Rahenge Hum Bhi Saath Tere Chahe Zameen Ho Ya Aasmaan,

Tere Saath Chal Pade Qadam Jabse Apne Baabul Se Door,
Aankhein Royi Thi Ke Kaise Rahenge Maa Ke Aanchal Se Door,
Rakhke Teri Panahon Pe Vishwas Us Khuda Ki Rehmaton Ki Tarah,
Aankh Moonde Chali Aayi Ye Dulhan Apne Bachpan Ka Aashiyaan,

Sonp Di Hai Har Saans Ki Dor Tere Hi Haathon Mein JAANAM,
Kar Liya Hai Yaqeen Tujhpe Maine Yaqeen Ki Hadon Tak,
Tez Dhoop Ho Ya Gam Ke Ho Kaale Se Andhere Zindagi Mein,
Tu Hi Mera Humsafar Tu Hi Mere Har Pal Ka Nigehbaan...



veeeeeeeeeeeeeri VERIIIIIIIIIIII NAAAAAAAAAAAAAAAAAICE KALAAAM

DEAR A..AWESOME...........
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:55:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer