chiraaaaaaaaag
Guest
|
Hazaro fulon se sajaayi gayi hain meri kabr Ek phool ki mahak kafi thi jab tak tha zami par
Utha lete the kal jo log apne shabdo ke zor par Utha nahi paye apne kandhe ke zor par
Zukam de jaate hein ye thande ashq mere kafan ko bhigo kar Bade garm the ve ashq jo sukh jaate the mere dilko bhigokar
Diya jalaakar aaj jo chale jaate hein meri kabr par kambhaqt saath rehkar to jalte the jab tak tha zami par
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 18, 2005, 01:02:00 PM » |
|
bahuuuuuut hi accheeeeee
chiraaaaaaaaaag ji
Diya jalaakar aaj jo chale jaate hein meri kabr par kambhaqt saath rehkar to jalte the jab tak tha zami par
bahut hi badhiya lines hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 18, 2005, 01:05:46 PM » |
|
shukr hai kisi k dil ko to pasand aain hain .....
meri maut ki khabar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 18, 2005, 01:12:20 PM » |
|
pasand aata hai maut ka fasana hum bhi to humsafar hai is raha ke.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 18, 2005, 01:16:33 PM » |
|
very nice written...both of u ....
jis safar mein ho tum dono ... wahan ek din sabko hai jaana.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 18, 2005, 01:18:09 PM » |
|
Khel kar yun ungaliyon se baalon main, Aur uljhaao naa sawaalon main.
Padhne waale to padh hi lete hain, Dil ki sab daastaan rumaalon main.
Gar haqikat main naa hue haasil, Milne aaoge naa khayaalon main ?
Kal subah zindagi rahe naa rahe, ...??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vitasta
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 18, 2005, 01:27:52 PM » |
|
nicely written everyone keep it up!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #7 on: May 18, 2005, 04:38:41 PM » |
|
very nice chiraag....superb poetry....keep it up.......!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 19, 2005, 05:04:20 PM » |
|
shukria shukria shabhi ka shukria ......
hum to iski aag me din raat jalte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khasim76
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 19, 2005, 10:53:57 PM » |
|
THE LAST ONE WAS SUPERB
Thank for wonderful sherrr
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 21, 2005, 02:44:13 PM » |
|
jhonkaa idhar na aaye naseem-e-bahar ka nazuk bahut hai phuul chirag-e-mazaar ka
phir baithe baithe vada-e-vasl us ne kar liya phir uth khada hua vahi rog intazar ka
shakhon se barg-e-gul nahin jhadate hain bag me zevar utaar raha hai urs-e-bahar ka
har gul se lalazar me ye puchta hun main tu hi pata batade dil-e-dag dar ka
is pyar se fishar diya gor-e-tang ne yad a gaya maza mujhe agosh-e-yar ka
hilati nahin hava se chaman main ye daliyaan munh choomte hain phool urus-e-bahaar kaa
uthta hai naza main vo sarhane se ai 'chiraag' mitata hai asra dil-e-umid var ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 31, 2005, 06:51:28 AM » |
|
chiraag ji very good writing.
uthega ek aur janaza aaj raat is basti se leke gaya hai zahar aaj koi phir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 31, 2005, 08:34:39 AM » |
|
kya baat hai chirag ji very nice really a good one again .........
phul ban ke aangan main khil gai main uske mujhme usko dekhne ki chahat bahut thi
thod deta hai aksar pholon ko kisi aur ki kahtir vo jise pane ki mujhme justju bahut thi
hum tuh uski chahat main diwane hue hai iss kadar hume uss sangdil se mahobaat jo bahut thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 06, 2005, 04:31:05 PM » |
|
phool the badal bhi tha aur vo hasin soorat bhi thi dil me lekin aur hi ek shaql ki hasrat bhi thi
jo hava me ghar banaye kash koi dekhta dasht me rahte the par tamir ki adat bhi thi
kah gaya main samne us ke jo dil ka mudda kuch to mausam bhi ajab tha kuch meri himmat bhi thi
ajanbi sheharon me rahate umr saari kat gai go zara se fasale par ghar ki har rahat bhi thi
kya qyamat hai "chiraag" ab yad bhi aate nahin vo purane aashna jin se hame ulfat bhi thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 06, 2005, 04:58:02 PM » |
|
bahut acche chriaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaag
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|