Teri mohabbat ne

by nishita on December 30, 2004, 12:33:51 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15
ReplyPrint
Author  (Read 14735 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #165 on: February 01, 2005, 06:04:11 AM »
Reply with quote
ur welcome sadeep  bossssssssss  ..................sandhya

also.............excellent work all...........


Koi Bhoola Hoa Ghaam Hai Jo MujhKo
Dil K Paataal Se Deta Hay Sadda Shaam K Baad
MAAR Deta Hay Ujaar Jane Ka Doh,Ra Azaab
Kaash Ho Koi Kisi Se NAA JUDA Shaam K Baad.....................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri har ada mohabbat si lagti hai..!! by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri mohabbat chahi by purani_jeans_aur_guitar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~~TEri Mohabbat Mein ~~~~ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Teri mohabbat mein kya ajeeb........... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
mai kaise bhula doon teri mohabbat ko... by Alam Qazi in Shayri for Dard -e- Judai
dhadkan
Guest
«Reply #166 on: February 01, 2005, 06:05:14 AM »
Reply with quote
aankhon ke teer ko jo usne dil ke paar kiya,
dil ke armano ko bhi usne sawar diya,
yehi dua hai aaj meri,
tu khush rahe,
Zindagi ki khushiyon ko tujh pe waar diya..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #167 on: February 01, 2005, 06:16:03 AM »
Reply with quote
very nice sandhya................


youn tassalli deta houn dil-e-beamar ko
jaise thaame rakhe koi girti deewar ko..........
Logged
nishita
Guest
«Reply #168 on: February 01, 2005, 10:47:06 AM »
Reply with quote
wowow all
Logged
Deewana29
Guest
«Reply #169 on: February 01, 2005, 01:46:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Ek do Mulakato mein..Pyar nahi hai ho jata,
Yeh to yaaro Pyar nahi hai, Yeh to khel taamasha hai,

Aajkal ka pyar hai kya...?,
Ek jaata hai duja aa jaata hai,
Duje ke jaane ke baad phir pyar ho jaata hai,
Yaaro pyar koi khel nahi hai jo bar bar ho jaata hai,
Dil ke ghar mein to mere yaaro ek hi Dilbar aata hai,
Aajkal ka pyar hai kya yeh to khel taamasha hai.

Apna jeevan gujar jaata hai, pyar samajh nahi aata hai,
Pyar to yaaro hai wo deepak jo rahe dikhlata hai,
Yaaro pyar koi hawas nahi hai, wo to ek ehsaas hai,
Jo kuch leta nahi hai hamse, humko sab de jaata hai,
Pyar to yaaro hai wo jazzba jisko puja jaata hai,
Aajkal ka pyar hai kya yeh to khel taamasha hai.

nm

Ajj duniya fast hogayi hai
mohabbet iss mien rakh ho gayi hai...

aab to:-
ashiq kehta hai----
pehla pehla pyaar hai
dusri-tiissri bar hai
Ek raat guzarne ka
mujhe intzaar hai

Mehbooba:-------
Raat guzarne se pehle
baat bigarne se pehle..
tu kangal hoga
tera pyaar sada bahar hoga....
tujhe haseeno se nafrat
"Mehkano' ka yaar hoga....
jab mere jaanu tu
Beewafai ka shikar hoga...
Logged
nishita
Guest
«Reply #170 on: February 02, 2005, 01:10:29 PM »
Reply with quote
huh?
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #171 on: February 02, 2005, 02:27:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "dhadkan"
aankhon ke teer ko jo usne dil ke paar kiya,
dil ke armano ko bhi usne sawar diya,
yehi dua hai aaj meri,
tu khush rahe,
Zindagi ki khushiyon ko tujh pe waar diya..


wow  dhadkan.....................deewana.............. ...........

bahot khoob...............  


welcome  all..................
Logged
thycreator
Guest
«Reply #172 on: February 02, 2005, 02:37:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "dhadkan"
aankhon ke teer ko jo usne dil ke paar kiya,
dil ke armano ko bhi usne sawar diya,
yehi dua hai aaj meri,
tu khush rahe,
Zindagi ki khushiyon ko tujh pe waar diya..


Wah Dhadkan ji,

Humne toh unse ki thi, bebaak muhabbat,
Kyu uska sila mila mujhe naapak muhabbat,
Humne toh apna sab kuch unko tha de diya,
Badle mein kyu mili mujhe ek khaq muhabbat.
Logged
nishita
Guest
«Reply #173 on: February 03, 2005, 10:04:46 AM »
Reply with quote
nice
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #174 on: February 03, 2005, 12:14:11 PM »
Reply with quote
Ek do Mulakato mein..Pyar nahi hai ho jata,
Yeh to yaaro Pyar nahi hai, Yeh to khel taamasha hai,

Aajkal ka pyar hai kya...?,
Ek jaata hai duja aa jaata hai,
Duje ke jaane ke baad phir pyar ho jaata hai,
Yaaro pyar koi khel nahi hai jo bar bar ho jaata hai,
Dil ke ghar mein to mere yaaro ek hi Dilbar aata hai,
Aajkal ka pyar hai kya yeh to khel taamasha hai.

Apna jeevan gujar jaata hai, pyar samajh nahi aata hai,
Pyar to yaaro hai wo deepak jo rahe dikhlata hai,
Yaaro pyar koi hawas nahi hai, wo to ek ehsaas hai,
Jo kuch leta nahi hai hamse, humko sab de jaata hai,
Pyar to yaaro hai wo jazzba jisko puja jaata hai,
Aajkal ka pyar hai kya yeh to khel taamasha hai.

kaye baat ka gussa nikaal rahi ho nishu..
aise to jhagda ho jaye ga.. hain jee..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #175 on: February 03, 2005, 03:49:33 PM »
Reply with quote
very  nice...............thy...............sandeep  bossss

:lol:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #176 on: February 03, 2005, 04:01:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
very  nice...............thy...............sandeep  bossss

:lol:


Thanx waheed ji tongue3
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #177 on: February 04, 2005, 04:54:29 AM »
Reply with quote
thank you waheed boss..n.. creator..
yaar yeh ladkiyaan samjhati nahi hai..
Logged
nishita
Guest
«Reply #178 on: February 04, 2005, 10:19:08 AM »
Reply with quote
lol sandeep... very nice
Logged
nishita
Guest
«Reply #179 on: February 05, 2005, 11:10:51 AM »
Reply with quote
Mohabbat main asar hoga to ek din tum ko paalenge
Kisi surat se hum bigrri hui Kismat banalenge

Sitaron main Phoolon main Chaand main tum mil hi jaoge
kahan tak hai mohabbat main haqeeqat aazma lenge

zamaane ko dikha denge ke do DIL kaise milte hain
is duniya main hum tum doosri duniya basalenge
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:33:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer