Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 33
ReplyPrint
Author  (Read 31225 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #150 on: June 27, 2006, 01:14:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "gum"

Waqt guzrega hum motiyon ke tarah bhikhar jayange,
Kaun jaane hum kis modh par bichadh jayenge,
Jab yaad aaye hamari tanahi ko talash lena ,
Jaha Tanhai mile waha hum he hum nazar aayege


Waqt gujar jaayega hum motiyon ki tarah bikhar jaaye,
kuch pathar se lad ke tootenge,kuch taaroo se nikhar jaayenge.
duniya ke kisi bhi kone mein chahey kaise bhi rahe hum.
mila hai aap sab se pyaar itna ki aap hmesha yaad aayenge.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tabassum shakeel
Guest
«Reply #151 on: June 27, 2006, 01:33:26 PM »
Reply with quote
gr8 work by all
tasveer bani dil me kuchh aisi ki kya kahen
ab chehra koi aur na hamko dikhai de
Logged
Pooja
Guest
«Reply #152 on: June 27, 2006, 01:48:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "vicky AKELA"

Tasveer teri aankhon me, lab par tera naam hai,
aaj door hoon tumse main, yeh kaisa imtehaan hai.....
khwabon aur khayalo me kar jati ho bechain mujhe,
tarsaane aur tadpaane ka aaj phir tujh par ilzaam hai........


mast likha hai aapne aur.. pooja ji per saacha aarop bhi lagaya hai.

tari tasveer hai dil mein per aapka naam zuban per laya nai jaata.
kuch to samjha karo tanhaayee ki baatein ki labo se sab kuch bataya nhi jaata.
khwab aur.. khayaal sab aap mein simat ker  rah gaye hai,
ki ab man ko kisi haalat mei baalaya nhi jaata.
barsaat ka mausam hai aur.. aaya hai khumaar aankho mein,
ki is jism se ye khumaar hataya nhi jaata.
aur... aapki andekhi tasveer jo bani hai is mein,
Pooja ki us tasveer ko mitaya nhi jaata.


app bhi Dost Kavi ji.... Not Fair....

Vicky....

Ilzaam lagane se pahle, tol liya karo
na bhari mehfil mai, her baat bol diya karo
mana Ishaq-mushaq na chupty hai chupaye
per un to na ser-e-amm Ilzaam diya karo

Dost Kavi ji.........

Dekar sath Dost ka, ajj bewafa ka naam app kama gaye
de kar hum per Ilzaam, app yah kay afarma gaye
Ek Tasveer dil main, ek nigahon mai sajaye baithe hai
Haya ke parde mai, Ek naam Lubo per chupaye baithe hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #153 on: June 27, 2006, 01:49:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
gr8 work by all
tasveer bani dil me kuchh aisi ki kya kahen
ab chehra koi aur na hamko dikhai de


bahoot sahi kaha apne Tabu....

Ek wo chehra, ek wo naam
socha karu her pal tuje, bas ab na koi aor kaam  :lol:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #154 on: June 27, 2006, 02:06:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "gum"
Lovely Work

POOJA JI, BHONU JI, PANKHURI JI AUR VICKY BHAI,

Waqt guzrega hum motiyon ke tarah bhikhar jayange,
Kaun jaane hum kis modh par bichadh jayenge,
Jab yaad aaye hamari tanahi ko talash lena ,
Jaha Tanhai mile waha hum he hum nazar aayege


Tanhai mai bhi teri tasveer na hatai jayegi
jab bhi ayegi teri yaad, najaro mai aa jayegi
khumar-e-Ishaq mai kayun yah gum bhari shayri karte ho
khumar ki raho mai, kayun bichar jaane ki baat karte ho
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #155 on: June 27, 2006, 02:09:01 PM »
Reply with quote
bahut shukriya pooja....... bas yahi sahi kaha aapne no other KAAM............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #156 on: June 27, 2006, 02:20:39 PM »
Reply with quote
ha ha ha ..

Dil mai jab se wo aa gaye
is tarah se hai mujh per cha gaye
soch mai rahte hai unki her waqat
jitna socha utna hi jayada kareeb wo aa gaye
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #157 on: June 28, 2006, 01:11:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "vicky AKELA"

Tasveer teri aankhon me, lab par tera naam hai,
aaj door hoon tumse main, yeh kaisa imtehaan hai.....
khwabon aur khayalo me kar jati ho bechain mujhe,
tarsaane aur tadpaane ka aaj phir tujh par ilzaam hai........


mast likha hai aapne aur.. pooja ji per saacha aarop bhi lagaya hai.

tari tasveer hai dil mein per aapka naam zuban per laya nai jaata.
kuch to samjha karo tanhaayee ki baatein ki labo se sab kuch bataya nhi jaata.
khwab aur.. khayaal sab aap mein simat ker  rah gaye hai,
ki ab man ko kisi haalat mei baalaya nhi jaata.
barsaat ka mausam hai aur.. aaya hai khumaar aankho mein,
ki is jism se ye khumaar hataya nhi jaata.
aur... aapki andekhi tasveer jo bani hai is mein,
Pooja ki us tasveer ko mitaya nhi jaata.


app bhi Dost Kavi ji.... Not Fair....

Vicky....

Ilzaam lagane se pahle, tol liya karo
na bhari mehfil mai, her baat bol diya karo
mana Ishaq-mushaq na chupty hai chupaye
per un to na ser-e-amm Ilzaam diya karo

Dost Kavi ji.........

Dekar sath Dost ka, ajj bewafa ka naam app kama gaye
de kar hum per Ilzaam, app yah kay afarma gaye
Ek Tasveer dil main, ek nigahon mai sajaye baithe hai
Haya ke parde mai, Ek naam Lubo per chupaye baithe hai


Is duniya mein herdum hum kuch na kuch khote hai.
kuch riston se saanse chalti hai, wo dosti se badhker hote hai.
ek to hum khud hi dard-e-judai sah rahe hai
upar se aap bhi humko bewafaa keh rahe hai.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #158 on: June 29, 2006, 06:29:04 AM »
Reply with quote
wah wah kya baat hai BHONDU JI.... perfect jawab... bahut khoob......
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #159 on: June 30, 2006, 02:46:53 AM »
Reply with quote
very nice all ....

Tera har ilzam hum par sar le leinge
ki hai mohabbat tujhse,koi sauda nahi
chahe dard-e-judai mile ya khumar-e-ishq humein
khatti-meethi yadon pe sirf aapka hi toh haq nahi ..!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #160 on: June 30, 2006, 03:11:29 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Vicky ji.... achu gutbandi banai hai apne Dost KAVI JI KE SATH,..

Good one BD!!

yaandein kon kab kaha kis ki le sakta hai
ek tasveer hai dil main, kon mita sakta hai
Bewafa khud hi khud ko kahne wale
is tarah dosto per, koi bewafa hi ilzaam laga sakta hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #161 on: June 30, 2006, 03:38:19 AM »
Reply with quote
Na dekho mujhe aaise
ke mujhse saha nahi jaata

doob chukein tere ishq mein aaise
tujh bin abb toh raha bhi  nahi jaata

woh aor honge jo tujhe Bewafa keh jayein
tumhare aks ke sath MERE dil mein yeh Lafz nahi aata..!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #162 on: June 30, 2006, 03:45:59 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai BD, bahoot hi acha likha hai apne...
Apki sigi bhi bahoot achi lagi....

Dekh lene do ki rooh payaasi hai
na jaane dil mai kayun ajj udasi hai

Teri her baat per yakin yah dil karta hai
zindagi ka her ek pal tuj per qurbaan karta hai

Teri ankhien muje sab kuch bata jaati hai
Inme hai Aks sirf mera, yah samjha jaati hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #163 on: June 30, 2006, 04:01:18 AM »
Reply with quote
sukriya Pooja... jab aap sath hote ho,toh lafz appne app nikalte hain....

thanks for the siggy too Usual Smile ..kissi khaas ke likha hai :D


dekhte raho yuhi hi mujhe,
main bhi tere deedar ka pyaasa hu

kardo bayan iss mehfil mein ajj,
jo meri ankehin tujhse kahe....

main tere in labhon se aapne liye
DO pyaar bhaare shabd sunNe ka pyaasa hu...!!!


Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #164 on: June 30, 2006, 04:09:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"
very nice all ....

Tera har ilzam hum par sar le leinge
ki hai mohabbat tujhse,koi sauda nahi
chahe dard-e-judai mile ya khumar-e-ishq humein
khatti-meethi yadon pe sirf aapka hi toh haq nahi ..!!!


unka her ilzaam humne bhi sar liya tha.
tab bhi unhone bewafaai ka ilzaam hume diya tha.
kabhi ishq --khumaar tha ab dard-e-judaii hai.
bas main hu aur.. mere saath tanhaayee hai.
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 ... 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:07:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer