Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 33
ReplyPrint
Author  (Read 31224 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #165 on: June 30, 2006, 04:10:32 AM »
Reply with quote
Thanks BD,.... jo acha likhte hai wo her ek sath hi acha likhte hai.... tareef ka shukaria!!!

Dekhogy app idher
to yah najar jhuk jayegi

kaise bolgy kuch hum
her saane kahi thum jayegi

dil ki hai yah baat
dil ko hi sun lene do

teri najaro ki baate
in najro mai hi rahne do
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #166 on: June 30, 2006, 04:13:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob Vicky ji.... achu gutbandi banai hai apne Dost KAVI JI KE SATH,..
yaandein kon kab kaha kis ki le sakta hai
ek tasveer hai dil main, kon mita sakta hai
Bewafa khud hi khud ko kahne wale
is tarah dosto per, koi bewafa hi ilzaam laga sakta hai


bahut pyaar kerte thay unsay ,
humne dil unko diya tha.
humne dhoka humesha hi khaya unsay,
jinper apne jaisa bharosha kiya tha.
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #167 on: June 30, 2006, 04:16:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "burniing_desiires"
very nice all ....

Tera har ilzam hum par sar le leinge
ki hai mohabbat tujhse,koi sauda nahi
chahe dard-e-judai mile ya khumar-e-ishq humein
khatti-meethi yadon pe sirf aapka hi toh haq nahi ..!!!


unka her ilzaam humne bhi sar liya tha.
tab bhi unhone bewafaai ka ilzaam hume diya tha.
kabhi ishq --khumaar tha ab dard-e-judaii hai.
bas main hu aur.. mere saath tanhaayee hai.



milte hain khitaab,mehfilon mein
saare-amm deewano ko
yu kissi koi Ilzaam dena
deewano ka kaam  nahi .... !!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #168 on: June 30, 2006, 04:19:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"

Dekh lene do ki rooh payaasi hai
na jaane dil mai kayun ajj udasi hai

Teri her baat per yakin yah dil karta hai
zindagi ka her ek pal tuj per qurbaan karta hai

Teri ankhien muje sab kuch bata jaati hai
Inme hai Aks sirf mera, yah samjha jaati hai


dekh lete hai to apni doriyaan yaad aati hai.
pata nhi kyn ye pyaar majbooriyaan laati hai.
sapne tere pyaar ke lamhe intazzar ke
aur.. bas tanhaeeyaan reh jaati hai
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #169 on: June 30, 2006, 04:20:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob Vicky ji.... achu gutbandi banai hai apne Dost KAVI JI KE SATH,..
yaandein kon kab kaha kis ki le sakta hai
ek tasveer hai dil main, kon mita sakta hai
Bewafa khud hi khud ko kahne wale
is tarah dosto per, koi bewafa hi ilzaam laga sakta hai


bahut pyaar kerte thay unsay ,
humne dil unko diya tha.
humne dhoka humesha hi khaya unsay,
jinper apne jaisa bharosha kiya tha.


Dil ko Choota hai iska Harr Lafz

Dil Nasheen thi woh meri kabhi......
Kyu aaj woh mere kareeb bhi nahi......

Raaton ko hote the jiske Deedar Khawabon me.....
Kyu aaj uski Garm Saanson ka ehsaas bhi nahi........!!!!!!!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #170 on: June 30, 2006, 04:21:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Thanks BD,.... jo acha likhte hai wo her ek sath hi acha likhte hai.... tareef ka shukaria!!!

Dekhogy app idher
to yah najar jhuk jayegi

kaise bolgy kuch hum
her saane kahi thum jayegi

dil ki hai yah baat
dil ko hi sun lene do

teri najaro ki baate
in najro mai hi rahne do


kab tak chupao ge iss
yeh raz toh ek din khul hi jayega

kya aap khush rehte ho
mujhe aapne pyar mein taradpte dekh kar

jalta hai toh jal jaye zamana
tujhe mere sath dekh kar


kabhi kardo khatta yehi bhi
ek nazar meri nazron  mein dekh kar
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #171 on: June 30, 2006, 04:23:44 AM »
Reply with quote
arre Gaurav ..ajja bhai .. tu bhi iss  mehfil mein....
teri hi kami thi :D :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #172 on: June 30, 2006, 04:26:33 AM »
Reply with quote
wah sabne bahut aacha likha hai .........bahut khub......... :D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #173 on: June 30, 2006, 04:27:22 AM »
Reply with quote
Yeh lo hum bhi haazir hai BD

Kuch baatein ankahi hoti hai......
Kuch Tasveer jaise Dil me basi hoti hai......

Kya hoga Sajda Khuda ka aye mere Doston.....
Jab sabne yahan Dillagi sahi hoti hai.........!!!!!!!!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #174 on: June 30, 2006, 04:32:30 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai..... kaya mehfil jami hai... bahoot khoob dost kavi (magar app phir khumar mai udas najar ayye) BD ji app to ajj Lassi ka pura matka pii ker ayye lagta hai, hamesha ki tarah bahoot hi achha BS JI (MAGAR ajj to app bhi udas lage hume khumar-e-ishaq mai!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #175 on: June 30, 2006, 04:34:27 AM »
Reply with quote
wah gaurav gr88888


Tasveer mein hi itna haseen lagge mera mehboob
saamne aa jaye toh,na jaane kya Qayamat  hogi
dekhegi jab woh mujhe,kya Qatil bhari nigah hogi
chuyegi jab woh mujhe,jism mein machali phir agg hogi
kya karu bayan uss nazaare ka iss mehfil mein dosto
shayad jab bhi woh mile,toh jorron se barsaat bhi hogi...!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #176 on: June 30, 2006, 04:37:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai..... kaya mehfil jami hai... bahoot khoob dost kavi (magar app phir khumar mai udas najar ayye) BD ji app to ajj Lassi ka pura matka pii ker ayye lagta hai, hamesha ki tarah bahoot hi achha BS JI (MAGAR ajj to app bhi udas lage hume khumar-e-ishaq mai!!!


pooja ,,, appne lassi pilaane ka vaada kiya tha... dekho khud hi peeni pard rahi hai... not fair ... not fair .. not fair tongue3 tongue3 tongue3
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #177 on: June 30, 2006, 04:42:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai..... kaya mehfil jami hai... bahoot khoob dost kavi (magar app phir khumar mai udas najar ayye) BD ji app to ajj Lassi ka pura matka pii ker ayye lagta hai, hamesha ki tarah bahoot hi achha BS JI (MAGAR ajj to app bhi udas lage hume khumar-e-ishaq mai!!!


 Usual Smile

Yeh bhi ek Pehlu hai teri Tasveer ka......
Jo hawa chali hai mauj me uska Tarannum hee shayad badnaseeb tha.....!!!!!!!!!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #178 on: June 30, 2006, 04:44:24 AM »
Reply with quote
ki ankhien band aor barsaat ho gai
li unki tasveer hath mai, aor baat ho gai
her soch mai dooba lamha, Qayamat hota hai
wo dekhan is kadar mujko, na jaane usko kaya hasil hota hai
seene se lag kar uske, her tadap mit jaati hai
madhoshi ke us alam mai, phir hosh kise rah jaati hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #179 on: June 30, 2006, 04:48:56 AM »
Reply with quote
milta hai pyaar aapki ek nazar se
milta hai sakuun aapki ek chaun se
kuch yaad nahi rehta aapke siwa
hasil hai phir sarra jahan,aapke agosh me..!!!
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:05:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer