Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 33
ReplyPrint
Author  (Read 30933 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #255 on: August 31, 2006, 02:47:13 PM »
Reply with quote
bahut khoob BHONDU JI...........

Hasraten dil ki dil me, dab-daba ke raha gain,
unka to muskurana hua, jaan jate-jate raha gai.....
ab to khamoshi se apni hi, lagne laga hai dar,
shayad ishq-e-izhaar me mere, zara deri raha gai......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #256 on: August 31, 2006, 03:25:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob BHONDU JI...........

Hasraten dil ki dil me, dab-daba ke raha gain,
unka to muskurana hua, jaan jate-jate raha gai.....
ab to khamoshi se apni hi, lagne laga hai dar,
shayad ishq-e-izhaar me mere, zara deri raha gai......


unke chehre se chandni raat nikhar jaati hai.
unke angraii se nadiyon mein mauje aati hai.
dekhte hai unko to dil mein kayamat aati hai,
wo muskura deti hai to jaan chali jaati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #257 on: September 01, 2006, 05:53:21 AM »
Reply with quote
dekhe jo teri tasveer
dekhte rah jaate hai
her khayal ko apne
khawab mai sajate hai

karte hai wo sari baatein
jo tumse karne mai sharmate hai
chum kar teri tasveer ko
apne dil ki payaas bujate hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #258 on: September 01, 2006, 06:15:35 AM »
Reply with quote
Shukaria Majid ji....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #259 on: September 01, 2006, 06:29:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
dekhe jo teri tasveer
dekhte rah jaate hai
her khayal ko apne
khawab mai sajate hai

karte hai wo sari baatein
jo tumse karne mai sharmate hai
chum kar teri tasveer ko
apne dil ki payaas bujate hai


bahut khoob POOJA JI... bahut pyaara likha hai.........

Aaj apni TASVEER se hi,
humen jalan se ho rahi hai.....
ki shahzaadi meri mujhko nahi,
usko choome ja rahi hai.......

jab dil mila liya hai,
phir kyun sharma rahi ho....
jaan to meri nikal rahi hai,
jo tum sharma kar batiya rahi ho.......

khwaab sare haqiqat bana lijiye,
zindgi me yun humko saja lijiye......
jo TASVEER tum dekh rahi ho,
usme tumhare ishq ka hi asar hai.....
kush khaas nahi hai usme bas,
tum apne ishq ko hi nazar laga rahi ho..............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #260 on: September 01, 2006, 06:36:48 AM »
Reply with quote
wah kis payaar se apne kavita ka jawab likha hai.. bahoot khoob .. waise yahi shikayat hum bhi kar chuke hai.. Usual Smile

na hoti haya to app se bhi kah jaate
dil ki baton ko, app ko bhi sanjha jaate

lekar atty hai dil mai armaan bahoot
samne apke ho jaate hai khamosh

apni Tasveer se hi baatein kar lane dijiye
dil ki hasrat ko aise hi poora ho lene dijiye
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #261 on: September 01, 2006, 06:58:44 AM »
Reply with quote
bahut khoob.....Lijiye POOJA JI.. aapki shikayat
ka jawab ek aur shikayat me dete hain......

Dil ki hasrat ko TASVEER se bayan na karo,
meri zindgi ko tum is tarah veeran na karo.......

tum to kar logi armaan pure TASVEER se,
meri zindgi raha jayegi adhuri, aisa na karo..........

is khamoshi ko tod, labon se gul barsa do,
armaan ki barish me humen bhi bhigo diya karo.....

yeh haya nahi, ab to dushman hai jaan ki,
is haya se mere dil ko, yun ruswa na karo.........

kabhi to khologi, haya ke ghoongat ko tum,
to kyun hai intzaar, IS ITNZAAR KO AB TUM POORA KARO..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #262 on: September 01, 2006, 07:05:30 AM »
Reply with quote
is haya se mere dil ko, yun ruswa na karo.........  Shocked not fair... :evil:

apki shikayat bahoot achi lagi
dil yakin maniye suchi lagi

khamoshi hai yah haya ki
kayun apko yah apni ruswai lagi

hey dil mai armaan bahoot barsaat ke
magar chalati hawa se jhijhak si lagi

meri khamoshi meri bhi hai dushman
kayun apko yah berukhi si lagi

kabhi to khatam hogi yah haya apse
kayun bahi se itani bekraari hai lagi   :oops:
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #263 on: September 01, 2006, 07:06:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"

dekhe jo teri tasveer
dekhte rah jaate hai
her khayal ko apne
khawab mai sajate hai

karte hai wo sari baatein
jo tumse karne mai sharmate hai
chum kar teri tasveer ko
apne dil ki payaas bujate hai


agar bhuj jaati kabhi dil ki pyaas unki us tasveer ko chumne se.
to unki tasveer ko humesha chumte rehte.
agar pila deti wo may ke pyale aapne nashiley hootho se,
to her waqt unke nashe mein hi jhoomte rehte.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #264 on: September 01, 2006, 07:10:58 AM »
Reply with quote
khayal unka hi khumar de jaata hai
Tasveer ka sath bhi bahar le atta hai
dil-e-tamanna ki soch na puche koi
dil ka her ek armaan, Haqiqat ban jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #265 on: September 01, 2006, 07:16:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
is haya se mere dil ko, yun ruswa na karo.........  Shocked not fair... :evil:

apki shikayat bahoot achi lagi
dil yakin maniye suchi lagi

khamoshi hai yah haya ki
kayun apko yah apni ruswai lagi

hey dil mai armaan bahoot barsaat ke
magar chalati hawa se jhijhak si lagi

meri khamoshi meri bhi hai dushman
kayun apko yah berukhi si lagi

kabhi to khatam hogi yah haya apse
kayun bahi se itani bekraari hai lagi   :oops:


ab to is khamosi ke aalam ko tod ker kuch justju ki jaaye,
pata nhi ye pyaar din jo aaj hai kal aaye na aaye.

hawa bhi chal rahi hai aaj sansanati si,
ye rut bhi aayi hai humko pagal banati si.

ab khatam ker do ye khamosi aaj kuch bol do,
kal raaz raaz hi na reh jaye tum aaj hi bol do.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #266 on: September 01, 2006, 07:16:50 AM »
Reply with quote
Pooja, Majid, Vicky, Vikram

Wah ! wah ! wah !

Yahan to khumar he khumar nazar aa raha hai :D

Rajbir
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #267 on: September 01, 2006, 07:27:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
is haya se mere dil ko, yun ruswa na karo.........  Shocked not fair... :evil:

apki shikayat bahoot achi lagi
dil yakin maniye suchi lagi

khamoshi hai yah haya ki
kayun apko yah apni ruswai lagi

hey dil mai armaan bahoot barsaat ke
magar chalati hawa se jhijhak si lagi

meri khamoshi meri bhi hai dushman
kayun apko yah berukhi si lagi

kabhi to khatam hogi yah haya apse
kayun bahi se itani bekraari hai lagi   :oops:


shukriya RAJBIR BHAI......

aap shikayaton par gaur kar rahi hain...... phir bhi shikayat door
nahi kar rahi hain.... not fair POOJA JI...........

Bekaraari ki baaten na karo,
dil me toofan sa aa jata hai.......

thaamta hoon jab ise mushkil se,
haya se tere yeh aur badhta jata hai........

khamoshi toofan me bhanwar ban jati hai,
mere dil ko jo khud me duboye jati hai.......

tere jo jhijhak ki hawa jo aise aati hai,
to yakinan meri mohabbat TSUNAMI me badal jati hai.....

is sab me nuksaan mera hota jata hai,
charon aur mohabbat ka aur pani bharta jata hai..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #268 on: September 01, 2006, 07:35:42 AM »
Reply with quote
bahoot khoob dost kavi@Vikram.. apka naam ajj pata chala...

Vicky kaya lines likhi hai apne bahoot khoob:
tere jo jhijhak ki hawa jo aise aati hai,
to yakinan meri mohabbat TSUNAMI me badal jati hai.....

shikayat apki samjh aa rahi hai
magar haya bich mai aa rahi hai

dil-e-betaab, armaan-e-khawab, dil ke zazbaat
bekraari meri bhi tufaan banati ja rahi hai

le lo bahon mai, seene per sir rakhte hai
apni haya ko kuch is kadar kam karte hai

ghat.te ghat.te shayad kabhi khatam ho jaaye
asaan nahi kahna kitna ismain waqat lag jaaye  :oops:
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #269 on: September 01, 2006, 07:54:29 AM »
Reply with quote
Pooja, Vicky, Majid

Too good friends ! :D

Lagta hai Mausam vibhag se sampark karna padega....to know the height of this TSUNAMI tongue3

Rajbir
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19 20 21 22 ... 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:58:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer