Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 33
ReplyPrint
Author  (Read 30718 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #270 on: September 01, 2006, 07:57:39 AM »
Reply with quote
shukriya RAJBIR BHAI... mohabbat ki TSUNAMI ka kabhi andaaza nahi lagaya jakta...........
yeh jitna naapte hain.. usse unchi hi nikalti hai......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
_Vicky_
Guest
«Reply #271 on: September 01, 2006, 08:03:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob dost kavi@Vikram.. apka naam ajj pata chala...

Vicky kaya lines likhi hai apne bahoot khoob:
tere jo jhijhak ki hawa jo aise aati hai,
to yakinan meri mohabbat TSUNAMI me badal jati hai.....

shikayat apki samjh aa rahi hai
magar haya bich mai aa rahi hai

dil-e-betaab, armaan-e-khawab, dil ke zazbaat
bekraari meri bhi tufaan banati ja rahi hai

le lo bahon mai, seene per sir rakhte hai
apni haya ko kuch is kadar kam karte hai

ghat.te ghat.te shayad kabhi khatam ho jaaye
asaan nahi kahna kitna ismain waqat lag jaaye  :oops:


shukriya POOJA JI....
tum dil ke jazbaaton ko.. agar is tarah se chedogi to yeh to TSUNAMI
ki shuruat hai.... mujhe bhi nahi pata ki kitni bhari TSUNAMI aa jayegi....

bahut khoob likha hai aapne.......

Aa hi gaye ho jab tum baahon me to,
to ab haya ki koi baat na hogi........

seene par jo rakh chuke ho sar ko,
bata bhi to labon se kab mulakaat hogi.......

tumhari bekaraari ka toofan aur badhega,
jab baahon me teri baaten, saanson me teri meri saans hogi.......

phir batao e-sanam tum humko yeh,
wo kaun se hogi haya, JO PARESHAN HOGI.......

kyunki POOJA JI.. haya to phir bhaag hi jayegi na........?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #272 on: September 01, 2006, 08:05:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
NICE 2 ALLLLLLLLLL


AAINA JAB DEKHTA HOON TERI TASVEER NAZAR AATI HAI .
APNI TAKDIR SE JUDI TERI TAKDIR NAZAR AATI HAI.
AUR CHAHE BHI TO KOI HUME JUDA NAYI KAR SAKTA.
KYUN KI JO MOHABBAT MERI AANKHO MAIN HAI.
WAHI MOHABBAT TERI AANKHO MAIN NAZAR AATI HAI........


wah majid ji kay abaat hai, last line mai kamal kar gaye app.....good job..

raat ka sama, teri tasveer ne kaha
aa le chalu tuje waha, na aor koi jahan

jo tum roj mujse baate karati ho
her pal, mujmain hi simat.ti ho

haqiqat mai ek baar ikraar kar lo
ek baar mujs se payaar kar lo

muskura kar yah dil dhadak utha
le tasveer hath mai, jhoom utha

dil ne kaha wo to pagal deewana hai
apse hi bas dil ki baatein karte jaana hai

ikraar mere se jo wo do kadam aggy aa jayegy
app hi batlaaye phir hum kaha jayaegy

rahne de humse na kaha jayega
hoga jo sucha payaar, wo khud samjh jayega Usual Smile

hummm shayad kuch jayada hi lambi kar di  Puzzled !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #273 on: September 03, 2006, 08:24:11 AM »
Reply with quote
nice majid ji
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #274 on: September 08, 2006, 07:39:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"

Jo umeedein thi tumse kal,
aaj bhi vo umeedein hain
pura karoge tum unhe,
kehti tumahri bejaan tasveerein hain
jaane kyu lagta hai tumahre saath
likhi meri takdeerein hain


bahut khob majid bhai...

tere takdeer ko aapni takdeer se milate hai.
bharte hai tumhe bahon mein her armaan nikalte hai.
dekh ker tumhe ho jaata hai jo ye dil begaana.
kabhi khud ko kabhi dil ko samhalte hai.
Logged
rohit_or_love
Guest
«Reply #275 on: September 08, 2006, 07:58:07 AM »
Reply with quote
Aankhon se Tootte hai sitaare to kya huwa
Chalte nahi wo saath hamare to kya huwa

Toofaan ki zad mein azm mere saath saath tha
Kashti ko mil sake na kanare to kya huwa

Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya
Wo ban sake na Dilse hamare to kya huwa

Sau hausle hamare qadam choomte rahe
Kuchh be sukoon raat guzare to kya huwa

Manzil bhi, kaarwan bhi, musafir bhi khud raha
Saathi bane na Hamare chaand sitaare tho kya huwa....?
Logged
rohit_or_love
Guest
«Reply #276 on: September 08, 2006, 08:03:03 AM »
Reply with quote
Aap gairon ki baat karte ho
Aap gairon ki baat karte ho
Humne apnoko azmaya hai
Log katonse bachke chalte hain
Log katonse bachke chalte hain
Humne phoolon se zakham khaye hain.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #277 on: September 08, 2006, 08:08:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "rohit_or_love"
Aap gairon ki baat karte ho
Aap gairon ki baat karte ho
Humne apnoko azmaya hai
Log katonse bachke chalte hain
Log katonse bachke chalte hain
Humne phoolon se zakham khaye hain.


rohit ji yadi post aapki na ho to plzz uske neeche (n.m)not mine. likh diya kare.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #278 on: September 27, 2006, 06:41:51 AM »
Reply with quote
bahoot khoob ROL ji magar janab yah khumar-e-ishaq mai dar-e-patjhar kayun....

Ankhon mai sitaare se chamak jaate ho
chalte ho sath jab, najare ko badal jaate ho

Tufaan uthaati hai dhadkane dekh kar tumko
ek najar mai sakoon mera chura le jaate ho

tanha jab bhi paya, gale se lag jaate ho
kayun is tarah se jaan mujko darate ho

honslle tere per dung hai mera yah dil
her morr per sath khare najar atte ho

ek din manjil pa hi jayegi muhobaat apni
kis andaaz se yah baat muje tum samjhate ho Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #279 on: September 29, 2006, 10:24:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob ROL ji magar janab yah khumar-e-ishaq mai dar-e-patjhar kayun....

Ankhon mai sitaare se chamak jaate ho
chalte ho sath jab, najare ko badal jaate ho

Tufaan uthaati hai dhadkane dekh kar tumko
ek najar mai sakoon mera chura le jaate ho

tanha jab bhi paya, gale se lag jaate ho
kayun is tarah se jaan mujko darate ho

honslle tere per dung hai mera yah dil
her morr per sath khare najar atte ho

ek din manjil pa hi jayegi muhobaat apni
kis andaaz se yah baat muje tum samjhate ho Usual Smile


superbsssssssss  Pooja sis..........  nice wordings

rafta  rafta  hum  tere  saanson mein  mahak jayenge
chandani raat mein hum  tumhien gungunayenge
aashman  se  chand aur sitaare  dekhenge tumhien
Ai mere hum nafas  hum tumhien ta-qayamat pyar karenge......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #280 on: October 29, 2006, 02:18:03 AM »
Reply with quote
thanks and bahoot khoob waheed ji...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #281 on: October 29, 2006, 02:23:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob ROL ji magar janab yah khumar-e-ishaq mai dar-e-patjhar kayun....

Ankhon mai sitaare se chamak jaate ho
chalte ho sath jab, najare ko badal jaate ho

Tufaan uthaati hai dhadkane dekh kar tumko
ek najar mai sakoon mera chura le jaate ho

tanha jab bhi paya, gale se lag jaate ho
kayun is tarah se jaan mujko darate ho

honslle tere per dung hai mera yah dil
her morr per sath khare najar atte ho

ek din manjil pa hi jayegi muhobaat apni
kis andaaz se yah baat muje tum samjhate ho Usual Smile


superbsssssssss  Pooja sis..........  nice wordings

rafta  rafta  hum  tere  saanson mein  mahak jayenge
chandani raat mein hum  tumhien gungunayenge
aashman  se  chand aur sitaare  dekhenge tumhien
Ai mere hum nafas  hum tumhien ta-qayamat pyar karenge......


too good :D:D:D:D:D:D

meri sansoin mein mehek gaye ho, rafta rafta
gungunaye ja rahe ho mujhe inh chandni raatoin mein

qayamat thakh saath dene ka wada nibhayenge
chand sitaroon ke khwab dikhaye ja rahe hain raatoin mein :D:D:D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #282 on: October 29, 2006, 02:34:49 AM »
Reply with quote
wah bahoot khoob anjani
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #283 on: October 29, 2006, 02:36:51 AM »
Reply with quote
teinku teinku *blush* *blush* :D:D:D:D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #284 on: October 29, 2006, 02:40:38 AM »
Reply with quote
haya teri per dil mera fida
lali tere galo ki, hi dil mera gaya tongue3
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 07:42:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer