Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33
ReplyPrint
Author  (Read 30558 times)
Pooja
Guest
«Reply #420 on: January 14, 2008, 03:38:12 PM »
Reply with quote
Good one Dost kavi ji!!!

Tasveer ka naraj hona hume gawara nahi
mana ki ajj wo payar humara nahi
itna to rahne de haq ki tasveer se kar sake baatein
kaya tujhe humara sath itna bhi gawara nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #421 on: January 14, 2008, 04:13:08 PM »
Reply with quote
Good one Dost kavi ji!!!

Tasveer ka naraj hona hume gawara nahi
mana ki ajj wo payar humara nahi
itna to rahne de haq ki tasveer se kar sake baatein
kaya tujhe humara sath itna bhi gawara nahi
pooja ji shayed hum log dard mein jaa rahe hai..

aab to lagta hai mujhse zada meri tasveer ka haq ho gaya hai.
wo paas hai aapke aur.. 'bhondu'door ho gaya hai.
kabhi chumti ho usay aur.. kabhi seene se lagati ho
kyn lagta hai ki mere hisse ka pyaar bhi aap tasveer ko de jaati ho?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #422 on: January 14, 2008, 04:14:59 PM »
Reply with quote
ops sorry Dost kavi ji.. such main Dard samjh kar hi likh rahi thi...

Tasveer teri sara waqat mujhe deti hai
teri tarah bahane nahi deti hai
jab dekhon apko to kaam hi rahta hai
Tasveer teri ko yah bhi ilzaam rahta hai!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #423 on: January 14, 2008, 04:32:29 PM »
Reply with quote
ops sorry Dost kavi ji.. such main Dard samjh kar hi likh rahi thi...

Tasveer teri sara waqat mujhe deti hai
teri tarah bahane nahi deti hai
jab dekhon apko to kaam hi rahta hai
Tasveer teri ko yah bhi ilzaam rahta hai!!!

manna ki hum thoda kaam mein pad jaate hai.
per intzaar mein to ishq aur.. bhi gehra hota hai.
tum rooth jaaogi to mana lunga pyaar se "ye pyaar ki chalan hoti hai'
per pyaar kerti ho jab aap sirf tasveer se to mujhe meri tasveer se jalan hoti hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #424 on: January 14, 2008, 04:33:41 PM »
Reply with quote
Tasveer ki jagah khud app aa jao
bahon mai meri khud akar sama jaao
kyun karte ho jalan apni hi tasveer se app
apki kami karti hai wo poori, yah kami khud hi nibha jaao
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #425 on: January 14, 2008, 04:40:43 PM »
Reply with quote
Tasveer ki jagah khud app aa jao
bahon mai meri khud akar sama jaao
kyun karte ho jalan apni hi tasveer se app
apki kami karti hai wo poori, yah kami khud hi nibha jaao
kaash ki tasveer ki tarah main aake paas hota.
jalta nhi tasveer se, na virah mein aapki rota.
per ye sach maan lo "pooja' main aapka bahut intzaar kerta hu.
per na kaha hai na kahunga main aapse bahut pyaar kerta hu.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #426 on: January 14, 2008, 04:44:56 PM »
Reply with quote
baat hai tasveer ki tasveer tak hi rahne do
na lao mera naam juban per, baat ander hi rahne do
pyar hai dil mai jo usse tasveer ko batate raho
kar ke baatein humari tasveer se, humko satate raho...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #427 on: January 14, 2008, 04:48:07 PM »
Reply with quote
baat hai tasveer ki tasveer tak hi rahne do
na lao mera naam juban per, baat ander hi rahne do
pyar hai dil mai jo usse tasveer ko batate raho
kar ke baatein humari tasveer se, humko satate raho...
ye raaz ki baat thi jo dil se nikal aayi.(srry)
kynki aapne bhi to aapni asli tasveer nhi lagai
ab to mere dil se mera sawal ko gaya.
kyn ki use aapki kalpna matra se pyaar ho gaya.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #428 on: January 14, 2008, 04:55:29 PM »
Reply with quote
tasveer meri ko issi tarah apne behlaya hai
apni baato se kaya khoob jaal bichaya hai
apki tasveer bhi apki tarah dil behlaati hai
na jaane kaya kaya baat roj humse banati hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #429 on: January 14, 2008, 07:42:57 PM »
Reply with quote
tasveer meri ko issi tarah apne behlaya hai
apni baato se kaya khoob jaal bichaya hai
apki tasveer bhi apki tarah dil behlaati hai
na jaane kaya kaya baat roj humse banati hai

very  nice  my  great sis......    miss u
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #430 on: January 15, 2008, 01:05:33 PM »
Reply with quote
tasveer meri ko issi tarah apne behlaya hai
apni baato se kaya khoob jaal bichaya hai
apki tasveer bhi apki tarah dil behlaati hai
na jaane kaya kaya baat roj humse banati hai
aapki ek jhalak aapke tasveer mein aati hai..
sau (100)tarah ke nakhre aapki tasveer bhi dikhati hai.
rooth jaati hai humse to usay mannana padta hai..
tasveer hai isliye sirf batoon se behlana padta hai..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #431 on: January 15, 2008, 01:06:31 PM »
Reply with quote
Lagey Raho....
Good Job BHONDU Sir
And Pooja Ji....

thank q majid ji....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #432 on: January 15, 2008, 05:57:44 PM »
Reply with quote
wah kaya bat hai dost kavi ji!!

behlaate ho tasveer ko hum intzaar karte hai
jaane kaya kaya app tasveer sung, sajde hazar karte hai
Apki tasveer bhi kaam hume koi karne nahi deti
dekhati hai kuch is ada se, ki sone nahi deti
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #433 on: January 15, 2008, 06:04:33 PM »
Reply with quote
wah kaya bat hai dost kavi ji!!

behlaate ho tasveer ko hum intzaar karte hai
jaane kaya kaya app tasveer sung, sajde hazar karte hai
Apki tasveer bhi kaam hume koi karne nahi deti
dekhati hai kuch is ada se, ki sone nahi deti

bahut aache pooja ji..

kaise so sakte hai hum ,
jub aapki tasveer jaagti hai.
yuhi kahin pakle gir jaye to
naino mein bhaagti hai.
band gaye hai hum is tasveer ki zanjeer mein.
ek mehbooba ke her gun hai aapki is tasveer mein.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #434 on: January 15, 2008, 06:07:06 PM »
Reply with quote
rahne de ab kis tarah baat app banate ho
humari tasveer ko bhi sari raat jagate ho
niyat khud ki hoti nahi sone ki aor
ilzaam bichari humari tasveer per lagate ho...
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:36:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer