Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 26 27 28 29 [30] 31 32 33
ReplyPrint
Author  (Read 30564 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #435 on: January 15, 2008, 06:22:11 PM »
Reply with quote
rahne de ab kis tarah baat app banate ho
humari tasveer ko bhi sari raat jagate ho
niyat khud ki hoti nahi sone ki aor
ilzaam bichari humari tasveer per lagate ho...

ye ada bhi kafi hai aapki dil jalane ke liye,
humne to kai ratoon ki need haram ker di, aapki tasveer ko behlane ke liye.
chupke dil ke kone mein rakha hai aapki tasveer ko.
kabhi khuda pooch le meri pasand to dikhlane ke liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #436 on: January 15, 2008, 06:24:16 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai...

Khuda ko her ek ki pasand ka jawab pata hai
apki tasveer main chupa hume Raz pata hai
muskaan mai chupa rakha hai haa-e-dil jo janab
apke dil ke her ek haal-e-bayan hume pata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #437 on: January 15, 2008, 06:32:36 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai...

Khud a ko her ek ki pasand ka jawab pata hai
apki tasveer main chupa hume Raz pata hai
muskaan mai chupa rakha hai haa-e-dil jo janab
apke dil ke her ek haal-e-bayan hume pata hai
humne jo kuch raaz dil mein chupaye hai,
na jaane wo aapko tasveer mein kaise nazar aaye hai.
bolti nhi humari tasveer humse"shayed darti hai"
per meri tarah hi pyaar meri tasveer bhi aapse kerti hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #438 on: January 15, 2008, 06:43:24 PM »
Reply with quote
Tasveer apki, apka hi aks dikhati hai
phir kyun wo apke samne chup ho jaati hai
humse karti hai athkheilia her waqat
subah -o-sham hume bahoot stati hai..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #439 on: January 15, 2008, 06:50:12 PM »
Reply with quote
Tasveer apki, apka hi aks dikhati hai
phir kyun wo apke samne chup ho jaati hai
humse karti hai athkheilia her waqat
subah -o-sham hume bahoot stati hai..

ishq hai humse ye kehna hi padega,
pyaar kiya hai tasveer se to itna sehna hi padega
kuch dino ke baad kahaniyaan reh jaati hai.
cale jate hai door sabhi bas nishaniyaan reh jaati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #440 on: January 15, 2008, 06:54:44 PM »
Reply with quote
khumar-e-khaylaat mai Judai ko laya nahi jaata
Tasveer apki se ab dil behlaya nahi jaata
karati hai mujhse wo hazaro baatein
per apki kami ko isse bhulaya nahi jaata
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #441 on: January 15, 2008, 07:00:27 PM »
Reply with quote
khumar-e-khaylaat mai Judai ko laya nahi jaata
Tasveer apki se ab dil behlaya nahi jaata
karati hai mujhse wo hazaro baatein
per apki kami ko isse bhulaya nahi jaata
paas rehte hai to nazar bhi nhi aaye aati ho,
sara pyaar door rehne per hi kyn jatati ho.
sirf baton se man bharte hai dil bekarar kerte hai,
kabhi humein bhi iccha hoti hai (aapse ) pyaar kertee hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #442 on: January 15, 2008, 07:06:50 PM »
Reply with quote
samne apke lub khulte nahi
nigah uthati nahi, kadam chalte nahi
kah dete hai sab haal-e-dil apki tasveer se
rakhte nahi koi bhi raz apki tasveer se
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #443 on: January 15, 2008, 07:13:12 PM »
Reply with quote
samne apke lub khulte nahi
nigah uthati nahi, kadam chalte nahi
kah dete hai sab haal-e-dil apki tasveer se
rakhte nahi koi bhi raz apki tasveer se
bahut aacha jawab pooja ji..

batein banana to koi aapse jaan le.
jaan dete hue bhi jo humari jaan ke.
kisi bhi fiza mein ye aapna rang bhar sakti.
ye kaam aap aur, aapki tasveer hi ker sakti hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #444 on: January 15, 2008, 07:15:08 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai.. bahoot hi khubsurat reply diya haiapne!!!

meri tasveer se batao kaya kaya batiyate ho
karte ho pyar ya phir shikayt bhi lagate ho
Apki tasveer se kahe kuch bhi, muskurati rahti hai
ada apki yah, hume satati rahti hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #445 on: April 22, 2008, 01:24:10 PM »
Reply with quote
Teri adao ki tarah tasveer bhi teri rang badalti hai
Na jaane kyun, ajkal teri sagi yah jayada lagati hai

Tasveer teri bhi karati hai ab shararat mujhse
Badi natkhat si baatein yah mujhse karati hai

Lag jaati hai seene se to alag hoti he nahi
Be-inteehan yah pyar mujhse karati hai

Sunati hai shikayete meri aor deti hai muskura
Teri tasveer bhi bas ek tujhsi mujhe lagati hai tongue3
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #446 on: May 19, 2008, 04:19:47 PM »
Reply with quote
wha! pooja ji!
aapki tasveer ki to her ada nirali hai.
kerti sikayatein badi, aur jubaan khali hai.
her baat mein wo sawaal kiya kerti hai.
per sach zindgi usay dekh jiya kerti hai.
hootho mein khamoshi nazroon mein saitani hai.
badmashi mein to wo aapki bhi nani hai.
kisi bhi nadani per seedhe haath leti hai.
per her kadam per mera saath deti hai.
aapki tasveer se ye dil aabad hai,
bas uski tas veer ke liye aapko dhaynvad hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #447 on: May 19, 2008, 05:25:03 PM »
Reply with quote
wah dost kavi ji kaya lines likhi hai apne... bahoot miss kiya apki kavitao ko maine.. ajj bahoot acha lag raha hai apko padna!!

Bahoot khoob!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #448 on: May 20, 2008, 03:33:35 PM »
Reply with quote
sukriya pooja ji..

jub bhi man mein kisi bhavnaa ka paigaam aaya.
dil mein dabi pangtiyoon mein bhi aapka naam aaya.
bahar nikalti pangtiyaan bhi kavita banana chahti thi.
aapse jo pyaar hai,usko jatana chahti thi.
mann mein judaaii ki tess thi per iss na kiya.
kaise keh du ek bhi pal aapko miss nhi kiya..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #449 on: May 20, 2008, 04:20:54 PM »
Reply with quote
Apnepan ke shabdo main ek anjaani tasveer nazar aai
ankahin baaton main, kuch kahti hue baatein nazar aai
Logged
Pages: 1 ... 26 27 28 29 [30] 31 32 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:52:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer