Teri Tasveer

by Pooja on April 25, 2006, 03:19:22 PM
Pages: 1 ... 27 28 29 30 [31] 32 33
ReplyPrint
Author  (Read 30913 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #450 on: May 20, 2008, 04:24:17 PM »
Reply with quote
jo ankahi baatein samajhta hai dildaar hota hai.
bolu agar jubaan se to shayed ye pyaar hota hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer by innocent.devil20 in Shayri for Dard -e- Judai
teri tasveer by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #451 on: May 20, 2008, 05:03:34 PM »
Reply with quote
pyar ka ahsaas,
khud main ek aag liye hota hai
ek Anjaani tasveer socho main,
dil pe na phir koi ekhtiyaar hota hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #452 on: June 20, 2008, 04:25:05 PM »
Reply with quote
man ke taaro ne ajj phir pukara hai
andekhin tasveer ka bhi hota sahara hai
man ek parchai se teri samaai hai
a-dost ajj phir teri yaad chali aai hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #453 on: June 30, 2008, 05:46:45 PM »
Reply with quote
wha! pooja ji!
aapki tasveer ki to her ada nirali hai.
kerti sikayatein badi, aur jubaan khali hai.
her baat mein wo sawaal kiya kerti hai.
per sach zindgi usay dekh jiya kerti hai.
hootho mein khamoshi nazroon mein saitani hai.
badmashi mein to wo aapki bhi nani hai.
kisi bhi nadani per seedhe haath leti hai.
per her kadam per mera saath deti hai.
aapki tasveer se ye dil aabad hai,
bas uski tas veer ke liye aapko dhaynvad hai.


Nice lines dost kavi !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #454 on: September 13, 2008, 12:32:15 PM »
Reply with quote
BAHUT DINO TAK KUCH KEH NHI PAAYA PER SACH KEHTA HU POOJA JI ..

HAI PYAAR TUMSE KYA KABHI SOOCHTA HU MAIN,
PANTIYON MEIN AAPNI KYN TUMHE KHOOJTA HU MAIN,
EK SACCHE DOST KI TARAH,TU MERA SAATH NIBHAI HAI.
AAPNE HER EHSAASH MEIN E-DOST YAAD TERI AAI HAI.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #455 on: October 14, 2008, 08:08:35 PM »
Reply with quote
Kaya Likhu, ahsaas ko kabhi shabdo se samjhaya nahi jaata
gazal bhi hoti hai ek parchai, magar chehra wo dikhaya nahi jaata
intzaar, apke jawab ka, her baar khud ko bhi karte paaya hai
shayad issi ko kahte hai dosti, bekhayali mai bhi sath nibhaya hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #456 on: November 24, 2008, 08:12:41 PM »
Reply with quote
Teri Tasveer rahati hai ankhon mai
Phir bhi teri tasveer ka deedar karati hu

Her dhadakn gaati gai geet tere
Phir bhi teri Tasveer se payaar ka ikraar karti hu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #457 on: November 30, 2008, 07:52:17 AM »
Reply with quote
shukaria Shihab ji.... apki taraf se bhi kuch ho jaata.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #458 on: December 01, 2008, 03:05:44 AM »
Reply with quote
wah itna kamal ka likh kar kahte hai ki kuch bana nahi shihab ji,. bahoot acha likha hai apne....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #459 on: December 09, 2008, 06:52:14 PM »
Reply with quote
Tasveer teri bana deti hai boot (putla) mujhe
E-Boot tu he bata, iska ilaaz kaya karu

de de ke awaz thak jaati hai sakhia sari
urrati hai mere hosh, tasveer teri, iski dawa kaya karu
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #460 on: December 09, 2008, 06:59:32 PM »
Reply with quote
Tasveer teri bana deti hai boot (putla) mujhe
E-Boot tu he bata, iska ilaaz kaya karu

de de ke awaz thak jaati hai sakhia sari
urrati hai mere hosh, tasveer teri, iski dawa kaya karu

sahi kaha aap neh JI
shayed main

JAWAAB DENA NAHI CHAHATA THA
PAR DEH RAHA HU
TASVIR PEH AAP KI KUCH
ARZ KAR RAHA HU



TASVIR JAB DIL MEH SAMA JATI HAI
HOSH TAB YEH SAB UDA JATI HAI
SAKHIYA SAHELIYA BHI KYA KAREGI
TASVIR TERI YU NASHA KAR JATI HAI


JASBIR SINGH
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #461 on: February 26, 2009, 10:19:49 PM »
Reply with quote
Mat puch muje is tasveer mai kaya rakha hai
Bholi si ankhon mai, sansaar rucha rakha hai
In ankhon se jhalkaty sawalo mai, main hu
Tumne khud mai, kahin mujko chupa rakha hai

Jab bhi laati hu AKS tera khud ke khayalo mai
Pa jaati hu her taraf raah, ghane kale badlo mai
Muskuan teri ,Mujko bahoot suhaati hai,
jameen meri kahin thum si jaati hai

yah honth tere, kuch na bol kar bhi bol jaaty hai
sunana chahti hu jo main, wo ras kano mai ghol jaaty hai
dekhty ho is tarah ki, bad kar utha logy mujko
jab bhi hogi preshan, seene se laga logy mujko

jab bhi tasveer teri ankhon ke samne laati hu
band kar ke ankhon ko, bahoot skoon paati hu
Mat puch muje is tasveer mai kaya rakha hai
Teri aks ne, mere khayalo mai, mera  khawab saja rakha hai!!!
Bahoot Bahoot Khoob Poojaji Applause Applause Applause
Ek Ek Line Me Wah Wah Kiye Bina Nahi Rah Sake
Very Nice
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #462 on: March 02, 2009, 02:13:13 PM »
Reply with quote
Pooja ji & Jasbir Bhai.. bahut Accha Likha hai aap dono Ne.,. Applause Applause



Ek dhundhla sa noor chehre pe lahara ke raha gaya,
tasveer se teri khata, aaj karte-karte main raha gaya......

phir socha kahin shikwa na ho mujh ko apne aap se,
yehi soch ke bas apne dil ko main, bahala ke raha gaya......
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #463 on: March 02, 2009, 06:23:14 PM »
Reply with quote
Pooja ji & Jasbir Bhai.. bahut Accha Likha hai aap dono Ne.,. Applause Applause



Ek dhundhla sa noor chehre pe lahara ke raha gaya,
tasveer se teri khata, aaj karte-karte main raha gaya......

phir socha kahin shikwa na ho mujh ko apne aap se,
yehi soch ke bas apne dil ko main, bahala ke raha gaya......


tHANKS MANN and very well said by you





TERI TASVIR SEY HI ABB RAHAT MILA KARTI HAI
SHAM-OH-SHEHR ABB YEHI DIL MEH BASA KARTI HAI
WAQT BE-WAQT HUM DIL MEH JHAAK LIA KARTEY HAI
TERI TASVIR SEY HI HUM DIL LAGA LIA KARTEY HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #464 on: March 04, 2009, 09:39:39 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Mann ji and Jas ji
Logged
Pages: 1 ... 27 28 29 30 [31] 32 33
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:58:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer