soudagar
Guest
|
Wo mere dil ki mehfil mein aayein to baat bane. Apni adaon ka jadu bikhraaye to baat bane
mehfil mein chahne wale ki koi kami nahi hai unke Wo bas dekh mujhe muskraye to baat bane
najron mein se to kai bar gujre hain unki najron se dil mein utar jayein to baat bane
khawabon mein to roj lag jate hai seene se haqeeqat mein wo gale lagaye to baat bane
mehfil mein izhar to kar de hum mohabbat ka mohabat ko meri aakhon se samjh jaye to baat bane
mana unhe maharath hai ishq ki gazal sunane me unki gazal mein naam apna aaye to baat bane
apni adaon se dil ki dhadkan churana to aasan h mujh deewane ko apne dil ki dhadkan banaye to baat bane
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: September 27, 2012, 05:53:46 AM » |
|
waah waah beta bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 27, 2012, 06:07:33 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 27, 2012, 06:12:43 AM » |
|
Bahut shaandaar ghazal pesh kee hai Karan kya baat hai. har ashaar bolta hua. bahut bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #4 on: September 27, 2012, 06:20:00 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 27, 2012, 06:38:34 AM » |
|
very good saudagar jee achche khayalat haiN,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sushilbansal
Guest
|
|
«Reply #6 on: September 27, 2012, 07:05:49 AM » |
|
Wo mere dil ki mehfil mein aayein to baat bane. Apni adaon ka jadu bikhraaye to baat bane
mehfil mein chahne wale ki koi kami nahi hai unke Wo bas dekh mujhe muskraye to baat bane
najron mein se to kai bar gujre hain unki najron se dil mein utar jayein to baat bane
khawabon mein to roj lag jate hai seene se haqeeqat mein wo gale lagaye to baat bane
mehfil mein izhar to kar de hum mohabbat ka mohabat ko meri aakhon se samjh jaye to baat bane
mana unhe maharath hai ishq ki gazal sunane me unki gazal mein naam apna aaye to baat bane
apni adaon se dil ki dhadkan churana to aasan h mujh deewane ko apne dil ki dhadkan banaye to baat bane
come on soudagar! very nice post
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #7 on: September 27, 2012, 07:55:09 AM » |
|
bahut umda, dhero dad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kaushal Sharma
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 27, 2012, 08:16:12 AM » |
|
Bahut khoob lazwab creation Soudagar sahab ..!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 27, 2012, 09:35:15 AM » |
|
Niiiiiiiiiiiaaaaaaaaaaacccccccceeee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 27, 2012, 10:30:25 AM » |
|
Bahut khoob , Soudagar ji . Tabiat khush ho gai . Mubarakbaad aur duaaein !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 27, 2012, 01:28:14 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 27, 2012, 02:29:28 PM » |
|
Karan ji bahut khubsurati se likha aap ne......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #14 on: September 27, 2012, 03:25:36 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|