too mere saath hoti hai

by aru12 on July 06, 2013, 11:18:03 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 686 times)
aru12
Guest
Reply with quote
Too mere saath hoti hai,
Khwabon kee baat hoti hai,
Din ke ujale mein bhi,
Sitaron kee baaraat hoti hai,

Kya doon tujhe main ye sochta hoon,
Phool ko kya phool doon ye sochta hoon,
Teri khushbu se mahakta hai din mera,
Is khushbu ko kya naam doon ye sochta hoon,

Aankhon mein rakhun tujhe ya dil mein rakhun,
Bhar lun tujhe bahon mein ya khawabon mein rakhun,
Jo teri ho marji too mujhko bata dena,
Tujhe main saanson mein rakhun ya dhadkan mein rakhun,

Os kee boondon sa hai ye pyaar mera,
Chaand kee roshni sa hai ye pyaar mera,
Rahega hamesha saya banke saath tere,
Taaron kee chaaon sa hai ye pyaar mera,

Tere se meri subah aur shaam hoti hai,
Khwabon se raat bhi badnaam hoti hai,
Mil jaye tera saath umr bhar varna,
Zindagi meri yun hee tamaam hoti hai,

Teri aankhon mein main kho nahin sakta,
Tere kaandhe pe main so nahin sakta,
Hain to bahut aansu meri aankhon mein,
Par tere saamne main ro nahin sakta,

Naa ho payein ek to bhula nahin dena,
Pyaar ko mere kahin sula nahin dena,
Niklaga lahu ab aankhon se mere,
Kisi baat pe mujhe ab rula nahin dena,
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #1 on: July 06, 2013, 12:14:00 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH...... Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: July 06, 2013, 03:57:03 PM »
Reply with quote
Too mere saath hoti hai,
Khwabon kee baat hoti hai,
Din ke ujale mein bhi,
Sitaron kee baaraat hoti hai,

Kya doon tujhe main ye sochta hoon,
Phool ko kya phool doon ye sochta hoon,
Teri khushbu se mahakta hai din mera,
Is khushbu ko kya naam doon ye sochta hoon,

Aankhon mein rakhun tujhe ya dil mein rakhun,
Bhar lun tujhe bahon mein ya khawabon mein rakhun,
Jo teri ho marji too mujhko bata dena,
Tujhe main saanson mein rakhun ya dhadkan mein rakhun,

Os kee boondon sa hai ye pyaar mera,
Chaand kee roshni sa hai ye pyaar mera,
Rahega hamesha saya banke saath tere,
Taaron kee chaaon sa hai ye pyaar mera,

Tere se meri subah aur shaam hoti hai,
Khwabon se raat bhi badnaam hoti hai,
Mil jaye tera saath umr bhar varna,
Zindagi meri yun hee tamaam hoti hai,

Teri aankhon mein main kho nahin sakta,
Tere kaandhe pe main so nahin sakta,
Hain to bahut aansu meri aankhon mein,
Par tere saamne main ro nahin sakta,

Naa ho payein ek to bhula nahin dena,
Pyaar ko mere kahin sula nahin dena,
Niklaga lahu ab aankhon se mere,
Kisi baat pe mujhe ab rula nahin dena,
वाह-वाह बहुत खूब
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: July 06, 2013, 08:10:23 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
achchi peshkash aru ji. dheron daad.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 08, 2013, 03:49:23 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob Aru ji....!!!
Logged
AreK Rurkavi
Guest
«Reply #5 on: July 08, 2013, 04:12:04 AM »
Reply with quote
fine
Logged
aru12
Guest
«Reply #6 on: July 08, 2013, 11:37:21 AM »
Reply with quote
thanx miru jee....
Logged
aru12
Guest
«Reply #7 on: September 05, 2013, 12:49:37 PM »
Reply with quote
thanx ravi jee....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:03:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer