Too mileygaa naheen kabhee: yeh mujhey maalum hai!

by abdbundeli on August 02, 2008, 04:37:00 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2210 times)
Deepati
Guest
«Reply #15 on: February 06, 2009, 07:01:45 AM »
Reply with quote
Har raah, har mod pe nazar aa jaate hain wo,
Kabhi ghar ke darwaaze pe muskurate hain wo,
Dhoondoon unhe kahan, ki koocha koocha unka,
Shayad ab meri nazron main hi samaate hain wo!


Very nice, Celmira Ji
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #16 on: February 06, 2009, 07:12:06 AM »
Reply with quote
Sahi Kahaa Aapne,.
Thanks a lot, Jaanasheen ji!
            - abd bundeli
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: February 06, 2009, 07:13:00 AM »
Reply with quote
Nikal ke dekh to sahi kitni rangee_niya hain shehar me
Khuda ki banayee hui haseen nisha_niya hain shehar me
Ghar ke zarro me tu jise dhoondta hain hai ABD
Woh GHAYEL pe mar mita yahi charcha hain shehar me

                        -SG-
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #18 on: February 06, 2009, 07:15:22 AM »
Reply with quote
Abd Ji,
Wah Wah, Kya baat hai, Ek baar phir se, Bahut hi khoobsurat likha hai!!
Waqaya hi Kaabil-E-Tareef Applause

Yuhin likhte jaayiye aur ham padte jaayenge Usual Smile

Deepati
Thanks a lot, Deepati ji!
                - abd bundeli
Logged
Deepati
Guest
«Reply #19 on: February 06, 2009, 07:21:13 AM »
Reply with quote
Thanks a lot, Deepati ji!
                - abd bundeli


You are most welcome, Abd Ji, always enjoy reading your Poetry Usual Smile
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #20 on: February 06, 2009, 07:23:40 AM »
Reply with quote
Nikal ke dekh to sahi kitni rangee_niya hain shehar me
Khuda ki banayee hui haseen nisha_niya hain shehar me
Ghar ke zarro me tu jise dhoondta hain hai ABD
Woh GHAYEL pe mar mita yahi charcha hain shehar me

                        -SG-


Waah! Kyaa baat hai!!

Mujhey khushee hai, ki, meyraa raqeeb hai ghaayal!
Har eik baat pai meyraa mujeeb hai Ghayel!
Galee hai yaar ki meyrey, sambhaal kar aanaa;
Jo bhi aataa hai yahaan, hotaa hai wahee ghayal!!

                                - abd bundeli



Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #21 on: February 06, 2009, 07:25:55 AM »
Reply with quote
You are most welcome, Abd Ji, always enjoy reading your Poetry Usual Smile
Thanks again, Deepati ji!
                - abd bundeli
Logged
suman59
Guest
«Reply #22 on: October 08, 2012, 04:08:36 PM »
Reply with quote
Too mileygaa naheen kabhee: yeh mujhey maalum hai!
 Justjoo, fir bhi, kabhi khatm na hogee meyree!!
 Mein talaashoongaa isee ghar mein tujhey: wa'daa hai:
 Kyoun ki, har zarrey mein, tasweer sajee hai teyree!
               
                                    - abd bundeli


 Applause Applause


Kya maloom kya manga hai usne aaj bhagwan se
Fir bi dua karti hu vo sab de de bhagwan unko
Agar manga ho unhone ek tara aasmaan ka
Toh jua karti hu ki mil jaye sara aasmaan unko

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #23 on: October 09, 2012, 10:29:11 AM »
Reply with quote
Applause Applause


Kya maloom kya manga hai usne aaj bhagwan se
Fir bi dua karti hu vo sab de de bhagwan unko
Agar manga ho unhone ek tara aasmaan ka
Toh jua karti hu ki mil jaye sara aasmaan unko



Bahut achchhey! Here speaks the basic Vaishva-housekeeper of this country!

Mujhey kyaa chhhiye: bas tum raho aagosh mein meyrey!
Jahaan kee barkateyn saareen, raheyn har dam tumhain gherey!
Tumhaaree huun, tumhaaree thee, tumhaaree rahuungee har dam;
Na jaaney, is dahar mein, liye kitney pyaar ney pheyrey?

       - abd bundeli

 
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:45:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer