Tu rakeeboN ki janib sarakti rahi

by harashmahajan on March 09, 2008, 04:06:45 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 3800 times)
Talat
Guest
«Reply #45 on: March 17, 2008, 11:08:23 AM »
Reply with quote
Thanks Khwaish.....!

Shukriya Harash....nice peshkash...!!

Ishq ki raah hoti nahin sahal
Kanch ka dil, nahin koi mahal
Tootma muqaddar thehra, so toot gaya
Ranginiyon se phir na saka behal !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TERI JANIB AGAR CHALE HOTE by ammna in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Tu RakeeboN kiJaanib by harashmahajan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ye kiss Janib Zamane ne ungli utha-e- hai !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
**Seh rahi hai** by dead heart in Miscellaneous Shayri
harashmahajan
Guest
«Reply #46 on: March 17, 2008, 03:38:42 PM »
Reply with quote

Talat wrote:-
Quote
Shukriya Harash....nice peshkash...!!

Ishq ki raah hoti nahin sahal
Kanch ka dil, nahin koi mahal
Tootma muqaddar thehra, so toot gaya
Rangiyon se phir na saka behal !!

Talat ji kya khoob jawaab dete hai Naap....Dard ko dard hi jaanta hai ki tees kahaaN se uthh.ti hai....

Kaash banaane waale ne yeh dil kaanch ke banaye hote
Kam se kam todne waloN ke haath maiN Zakhm toh aye hote

harash
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: March 17, 2008, 03:40:21 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Talat and Harsh ji!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #48 on: March 17, 2008, 03:58:37 PM »
Reply with quote
Shukriyaa pooja ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #49 on: March 17, 2008, 07:36:26 PM »
Reply with quote
Thanks Pooja Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: March 17, 2008, 07:43:09 PM »
Reply with quote

Talat ji kya khoob jawaab dete hai Naap....Dard ko dard hi jaanta hai ki tees kahaaN se uthh.ti hai....

Kaash banaane waale ne yeh dil kaanch ke banaye hote
Kam se kam todne waloN ke haath maiN Zakhm toh aye hote

harash

Shukriya Harash, bas aap likhte hi itna achcha hain ki jawab apne aap zuban pe aa jata hai Usual Smile

Wo dil ko khilauna samajhte rahe
Humne dil ko sada dair-o-haram samjha
Wo todte rahe, dil badalte rahe
Humne ta-umr bas Ek Khuda ko hai pooja !!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #51 on: March 18, 2008, 04:19:24 AM »
Reply with quote
Quote
Shukriya Harash, bas aap likhte hi itna achcha hain ki jawab apne aap zuban pe aa jata hai

Wo dil ko khilauna samajhte rahe
Humne dil ko sada dair-o-haram samjha
Wo todte rahe, dil badalte rahe
Humne ta-umr bas Ek Khuda ko hai pooja !!!
 
mamnoon hooN Talat ji....Bas aise hi haraf nikalte raheiN daastaaN chalti rahe...wah bahoot khoob....
 
na Khilaouna kaho mere dil ko sanam
Zark lagte ye hathoN se chhoot jaayega
Lout aao tum ab mere khwaboN maiN tum
Ab de de sakooN nahiN toh toot jaayega.

harash

Logged
Talat
Guest
«Reply #52 on: March 18, 2008, 10:37:39 PM »
Reply with quote
Shukriya Harash...Koshish to yehi rehti hai.....Bohot khoob likha aapne....

Na raah na manzil koi, kis dagar chalen ae dil
Toofan main kashti-e-hyaat, milta nahin koi sahil
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #53 on: March 19, 2008, 05:02:04 AM »
Reply with quote
Talat Wrote:-
Quote
Shukriya Harash...Koshish to yehi rehti hai.....Bohot khoob likha aapne....

Na raah na manzil koi, kis dagar chalen ae dil
Toofan main kashti-e-hyaat, milta nahin koi sahil

waah bohat hi umda bohat khooob,

aap ka mashkoor hoon Talat ji ke aapko ye pasand aaya. aap jaise kadr-daanoN ki vajah se hi mein yahaan hoon aour jab tak mere paas meri pasand hai haazaree lagaataa rahoonga lijiye ek aapke jazbatoN ko izzat bakashte hue jo mujhe to bahut pasand hai pesh kar rahaa hoon el sher shayad aapko bhee theek lage......

Chale bhi aao dil ke dareechoN se,
Dil ke Zakhmm abhi hare hi haiN

Harash
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #54 on: March 19, 2008, 05:48:51 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Harash ji aur Talat sis nice going .. Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #55 on: March 19, 2008, 06:06:24 AM »
Reply with quote
Dil ke bazaar mein,main sabse gareeb hoon
khwaabo ke duniya mein bhi,ek main hi badnaseeb hoon

jhoot ki duniya mein sach ka daaman thaam kar baitha hoon
jaanta hoon "main kuch ajeeb hoon"
par jo bhi hoon,aapka hi naseeb hoon....

yeh baat sach hai ke,aapke paas mere liye waqt nahi
phir bhi yeh kambakht log samajte hai
ke main aapke sabse kareeb hoon.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #56 on: March 19, 2008, 06:15:34 AM »
Reply with quote
Shukriyaa^h honey
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #57 on: March 19, 2008, 06:29:03 AM »
Reply with quote
Khwayiish wrote:-

Quote
Dil ke bazaar mein,main sabse gareeb hoon
khwaabo ke duniya mein bhi,ek main hi badnaseeb hoon

jhoot ki duniya mein sach ka daaman thaam kar baitha hoon
jaanta hoon "main kuch ajeeb hoon"
par jo bhi hoon,aapka hi naseeb hoon....

yeh baat sach hai ke,aapke paas mere liye waqt nahi
phir bhi yeh kambakht log samajte hai
ke main aapke sabse kareeb hoon.....
 
manoon hooN khwaiish ji...itni sunder tehreer ko hameiN padne ka mouka diyaa....

NahiN ranj dil ko woh mere lagega
dil jab tire sang gungunane lagega
KyuiN dete ho Gareebi ki duhayii
'Naseeb' Gazal ki tarah suhana lagega.

Harash
Logged
Talat
Guest
«Reply #58 on: March 19, 2008, 09:08:23 AM »

Bohot khoob Khwaish and Harash..!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #59 on: March 19, 2008, 09:13:15 AM »
Reply with quote
waah bohat hi umda bohat khooob,

aap ka mashkoor hoon Talat ji ke aapko ye pasand aaya. aap jaise kadr-daanoN ki vajah se hi mein yahaan hoon aour jab tak mere paas meri pasand hai haazaree lagaataa rahoonga lijiye ek aapke jazbatoN ko izzat bakashte hue jo mujhe to bahut pasand hai pesh kar rahaa hoon el sher shayad aapko bhee theek lage......

Chale bhi aao dil ke dareechoN se,
Dil ke Zakhmm abhi hare hi haiN

Harash

Bohot hi khoobsurat sher hai Harash...!!! Applause

Ishq ki had se guzarte hue dekha usko,
Qatil ke hath main hi khanjar thama diya !!

Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:10:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.233 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer