Wah bahut khoob likha hai aapne Sajid ji..Galatiyan aapka likhe pe kuch kahu itna mujhe gyaan nahi ..Very well writtern and expressive lines.
I liked it.
Arey tumhare Gyaan ki gehraiee me jana padega ek din Thank for encouragement Roja.waah ..Sajid bhai...bahut hi achha likha hai aur
nayaab tarah se jazbaaton ko pesh kia hai aapne...
wonderful post...too nice...
Bohat bohat shukriyaan Kaash..Very nice Creation Sajid ji.
Thank You Sophie....wah janab...........cha gaye mahsallah kia baat hai sajid sahab bhut khoob..........kaash ke aisi sifat hame bhi hasil ho
jeene ki har tarhan se tamanna haseen hai
har shur ke baawajood ye duniya haseen hai
sehra ka har sukoot darata rhe to kia
jangal ko kaatta hua rasta haseen hai
dil dehlaye laakh ghatao.n ki ghan garaj
mitti pe jo gira hai wo qatra haseen hai
dehshat dila rahi hain chatanain to kia hua
patthar mi jo sanam hai wo kitna haseen hai(a poetry by jaanisaar akhtar)
Aray Aslam q sharminda karte ho yaar tumhari sifat to maine bohat pehle pehchaan li thi, Ghayel se kaiee guna behtar likhte ho tum and thank you for sharing this beautiful work.This is one of your most lovely creations Sajid Ji
Tumhari yeh Dad Hamesha yaad rahegi aur koshish karuga ke is dad se behtar dad do tum muje matlab isse better kalam likhu. Thank You so much.... chahay geet likhay ya ghazal likhay
tu hamesha wo bara pur aser likhay
tu hr giz nahi hay shayer bura
tu nay saray lafaz hi mutaber likhay
i dedicate my this sher to ghayel ji
Wah ab laga ke tumne mera kalam padha Bohat shukriya Chitral for this beautiful dedication, God Bless You...