----- /// Tum aaye ho /// -----

by klaskar on September 23, 2010, 08:52:46 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3708 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: September 23, 2010, 08:49:12 PM »
Reply with quote
samajh gaya ji... Usual Smile


aree aise maat udne do apne dil ko ..

samze....

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aap aaye the to ... by Bulla Ki Jaana in Ghazals
tum aaye ho.........? by kismis in Shayri for Khumar -e- Ishq
WOH AAYE NA AYE by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
wo aaye by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Aaye hi nhi... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: September 24, 2010, 03:57:36 AM »
Reply with quote


meri zindagi me yun tum bahaar banke aaye ho,
jaise mera bhoola hua tum pyaar banke aaye ho,

raahe zindagi mein kai humsafar mile, kai bichhde,
tum zindagi bhar ke liye mera humsafar banke aaye ho,

pehle miley ajnabi ke jaise, mujhse tum anjaan banke,
ab meri is zindagi me tum koi khumaar banke aaye ho,

zindagi thi sooni meri, na dost na koi humdum hi tha,
tum to meri zindagi me meri zindagi hi banke aaye ho,

zindagi mein ghum hi tha, na muskuraane ki koi wajah thi,
tum to meri zindagi mein jaise koi muskaan banke aaye ho,

meri zindagi me yun tum bahaar banke aaye ho,
jaise mera bhoola hua tum pyaar banke aaye ho,

tum to meri zindagi me mera aetbaar banke aaye ho,
tum to meri zindagi me pyaar beshumaar banke aaye ho,


aur ab...

lagta hai aisa har pal mujhe ki tum nahi to kuch nahi,
bheed me bhi lagta hoon tanha, tum nahi to kuch bhi nahi,

phool bhi gulaab ka ye kehta hai mujhse kabhi,
haath me uske na pahuchu to wajood mera bhi nahi,

kaanton se ghira hua hoon, chubhte hain mujhe subha shaam,
saath uska na mila to zindagi to meri zindagi nahi,

kuch is tarha ki kahaani kamal bhi kehta hai mujhse,
kichad me dooba hua hoon, mera koi astitwa nahi,

chhoo le wo agar ek baar, aa jaaye mujhpe bahaar,
kichad ka hoon, kichad me hoon, wo nahi to main kuch nahi,

phoolon ka main kya kahun, kuch kahaani yun meri bhi hai,
tanha hoon main bin tumhaare, tum nahi to main bhi nahi,

khoya rehta hoon main har pal, yaadon mein bas tumhaare,
saath ek pal ka na mile, kho jaata hoon main jaane kahi,


sach....

raahe zindagi mein kai humsafar mile, kai bichhde,
tum zindagi bhar ke liye mera humsafar banke aaye ho,

meri zindagi me yun tum bahaar banke aaye ho,
jaise mera bhoola hua tum pyaar banke aaye ho,

meri zindagi me yun tum bahaar banke aaye ho...


*****HRIDAY*****

Bahut achchhi peshkash hai Kapil
Daad kabool kijiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: September 24, 2010, 07:57:25 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut achchhi peshkash hai Kapil
Daad kabool kijiye
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: September 24, 2010, 08:01:35 AM »
Reply with quote
Wow... So beautiful Kapil ji.. MashAllah Kya kahun.. Kamal ka likha hai.. Bahoot Bahoot Khoob !!

Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #19 on: September 24, 2010, 08:05:18 AM »
Reply with quote
Kapil Bhai.. Kabhi Kabhi Aap Kamaal Kar jate Ho.. Aur Is baar Kamaal hi Kiya hai aapke Likhe Alfaazon Ne.. ek Bahut Hi Khubsoorat Ehasaas Ko Lafzon Diye Hain aapne.. Bahut Hi Umda aur Jabardast peshkash Hai.. Applause Applause

Dil se Daad Kubool Karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley




**~** Mann **~**
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: September 24, 2010, 09:07:32 AM »
Reply with quote
main aapka tahe dil se shukriya adaa karta hoon Divya ji jo aapne ise padha aur itna pasand kiya... bahut bahut shukriya...!!!

Wow... So beautiful Kapil ji.. MashAllah Kya kahun.. Kamal ka likha hai.. Bahoot Bahoot Khoob !!


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: September 24, 2010, 09:08:26 AM »
Reply with quote
main aapka tahe dil se shukriya adaa karta hoon Mann ji jo aapne ise padha aur itna pasand kiya... bahut bahut shukriya...!!!

Kapil Bhai.. Kabhi Kabhi Aap Kamaal Kar jate Ho.. Aur Is baar Kamaal hi Kiya hai aapke Likhe Alfaazon Ne.. ek Bahut Hi Khubsoorat Ehasaas Ko Lafzon Diye Hain aapne.. Bahut Hi Umda aur Jabardast peshkash Hai.. Applause Applause

Dil se Daad Kubool Karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley




**~** Mann **~**
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #22 on: September 24, 2010, 10:20:00 AM »
Reply with quote

Bahut khoob kapil ji...mujhe apki kavita ka pehle pehelu khaas pasand aaya...koyal bahut khoob reply kiya hai..keep it up both of u..Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #23 on: September 24, 2010, 07:56:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Geet ji...!!!


Bahut khoob kapil ji...mujhe apki kavita ka pehle pehelu khaas pasand aaya...koyal bahut khoob reply kiya hai..keep it up both of u..Usual Smile
Logged
aabida
Guest
«Reply #24 on: May 14, 2014, 11:52:55 PM »
Reply with quote
Wah wah Kapil ji ,bahut khoobsurti se apne ehsaaso ko likha aapne aur  Koyal sis ne bhi khoob saath diya.great creation.excellent icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #25 on: May 17, 2014, 01:55:29 AM »
Reply with quote
Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:50:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer