Tum bikhrao julfon ko

by poem143s on June 27, 2007, 03:35:23 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1004 times)
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
Reply with quote
Tum bikhrao julfon ko apani aur mai so jaau
Karo madhosh yese ki mai tum main kho jaau
Na din ka ho pata fir na raat ki ho khabar
Tumhare chehare pe ho meri har nazar
Hole se chhu ke mujhe ek chubhan de do
Apani jalti sanson se ek aganm de do
Fir main ho jaau umar bhar ke liye tumhara
Trumhare bin ab na hota mera guzara
Sameer
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
unki julfon pe bada pyaar aaya... by myheart_ursonly in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
teri julfon mein by saahill in Share:Love Poetry
BIKHRAO ZULF MERE CHAHRE PAR BADLON KI TARAHA....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Yo haseen chehre pe kesuo ko na bikhrao by satay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #1 on: June 28, 2007, 03:48:44 AM »
Reply with quote
Nice one !
Accha likha hai !
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #2 on: June 28, 2007, 04:35:36 AM »
Reply with quote
Thnakyou so much RICKY Ji once again
kaafi dino baad aap se mulkaaat huyi, kaya haal chal hain aapke??
main jaldi hi aapki koi new poem read karana chahata hoo pls. meri umeedeon main khara utaro aur jaldi se ek achchai si poem post kar do
please
thankyou
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #3 on: June 28, 2007, 05:25:11 AM »
Reply with quote
Well, I am here always just sometimes unable to respond on posts even after seeing them.
Poems comes on their own, let me have some inspiration.. I will sure post !
Logged
Jiya
Guest
«Reply #4 on: June 28, 2007, 04:41:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Tum bikhrao julfon ko apani aur mai so jaau
Karo madhosh yese ki mai tum main kho jaau
Na din ka ho pata fir na raat ki ho khabar
Tumhare chehare pe ho meri har nazar
Hole se chhu ke mujhe ek chubhan de do
Apani jalti sanson se ek aganm de do
Fir main ho jaau umar bhar ke liye tumhara
Trumhare bin ab na hota mera guzara
Sameer
very nice smeer ji..... gud

[/i][/b]haan julfe hum apni bikharaayenge,
tumhaara dil khone se pehele,
bas tum mein hi kho jaayenge,
ye subaha hone se pehele.

nazaro ka nazaro se vaar hoga,
kuchh kehene se pehele,
yu ishq ka khumaar hoga,
baaho mein aane se pehele.

humko chhipa lena nazaro mein,
humaare simat jaane se pehele,
is chaand ko bhi apne chhipa lena kahin,
humaari in julfo ko bikhraane se pehele.....

*************************************jiya ......
Logged
nikki
Guest
«Reply #5 on: June 28, 2007, 04:44:54 PM »
Reply with quote
very nice Poem143s n Jiya g..
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #6 on: June 29, 2007, 03:47:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jiya"
Quote from: "poem143s"
Tum bikhrao julfon ko apani aur mai so jaau
Karo madhosh yese ki mai tum main kho jaau
Na din ka ho pata fir na raat ki ho khabar
Tumhare chehare pe ho meri har nazar
Hole se chhu ke mujhe ek chubhan de do
Apani jalti sanson se ek aganm de do
Fir main ho jaau umar bhar ke liye tumhara
Trumhare bin ab na hota mera guzara
Sameer
very nice smeer ji..... gud

[/i][/b]haan julfe hum apni bikharaayenge,
tumhaara dil khone se pehele,
bas tum mein hi kho jaayenge,
ye subaha hone se pehele.

nazaro ka nazaro se vaar hoga,
kuchh kehene se pehele,
yu ishq ka khumaar hoga,
baaho mein aane se pehele.

humko chhipa lena nazaro mein,
humaare simat jaane se pehele,
is chaand ko bhi apne chhipa lena kahin,
humaari in julfo ko bikhraane se pehele.....

*************************************jiya ......


Sun ri <EDIT> Tumne yesa kaya kiya
Do line likh kar mera <EDIT> dharka diya
Dil main ab laddu se footne lage
Nazron se kar vaar tum dil mera lootne lage
Ho gaya kyoun baichen bahon main aane se
Sab kuch paa liya tumhare paane se

Jiya ji bahut bahut sukriya aapne khubsurat sa jabab diya aur us jabab ka jabab nahi wo lajabab hai bahut khoob, maine kaafi poem read kiyi aapki aur wo saari poem mere <EDIT>(dil) ko chhuyi hai

Bye TC
Sameeer
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: June 29, 2007, 05:36:09 AM »
Reply with quote
Good One... Sameer.... =D>
and a very Beautiful Reply... Jiya... =D> Usual Smile
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #8 on: June 29, 2007, 07:36:02 AM »
Reply with quote
Shikha ji Sukriya,dhanwaad,thankyou
Dekha aapne mera SMS milte hi bhagwan ne kal delhi main barish kara diyi, ab to aapke cooler ac band ho gaye honge aur haan apana electricity ka bill mujhe bhej dena aur saath main paise bhi main deposit kara dunga haa ha
galat section main reply de raha hoo ye reply mera aapki funny poem ke uper hona chahiye
Sameer
Logged
Jiya
Guest
«Reply #9 on: June 29, 2007, 09:35:36 AM »
Reply with quote
thanx shikha ji, nikki ji . aur bohot bohot shukriya sameer ji ki aapko meri poems achhi lagi..... thanx.
Logged
Jiya
Guest
«Reply #10 on: July 02, 2007, 08:46:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Quote from: "Jiya"
Quote from: "poem143s"
Tum bikhrao julfon ko apani aur mai so jaau
Karo madhosh yese ki mai tum main kho jaau
Na din ka ho pata fir na raat ki ho khabar
Tumhare chehare pe ho meri har nazar
Hole se chhu ke mujhe ek chubhan de do
Apani jalti sanson se ek aganm de do
Fir main ho jaau umar bhar ke liye tumhara
Trumhare bin ab na hota mera guzara
Sameer
very nice smeer ji..... gud

[/i][/b]haan julfe hum apni bikharaayenge,
tumhaara dil khone se pehele,
bas tum mein hi kho jaayenge,
ye subaha hone se pehele.

nazaro ka nazaro se vaar hoga,
kuchh kehene se pehele,
yu ishq ka khumaar hoga,
baaho mein aane se pehele.

humko chhipa lena nazaro mein,
humaare simat jaane se pehele,
is chaand ko bhi apne chhipa lena kahin,
humaari in julfo ko bikhraane se pehele.....

*************************************jiya ......


Sun ri <EDIT> Tumne yesa kaya kiya
Do line likh kar mera <EDIT> dharka diya
Dil main ab laddu se footne lage
Nazron se kar vaar tum dil mera lootne lage
Ho gaya kyoun baichen bahon main aane se
Sab kuch paa liya tumhare paane se

Jiya ji bahut bahut sukriya aapne khubsurat sa jabab diya aur us jabab ka jabab nahi wo lajabab hai bahut khoob, maine kaafi poem read kiyi aapki aur wo saari poem mere <EDIT>(dil) ko chhuyi hai

Bye TC
Sameeer


ji bohot 2 shukriya smeer ji....... waise aap bhi kafi achha likhte hain ...

kyun dhadka ye dil tumhaara,
aisa kya humne kar diya,
hogi tumhaari hi sharaarat koi,
aur naam humaara laga diya,

pehele churaaya tumne humaaara dil,
phir use kabze mein apne kar liya,
aur jab humne apna dil lena chaha,
to hume chor karaar kar diya.

***************************** jiya ....
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #11 on: July 03, 2007, 03:13:14 AM »
Reply with quote
Hum ne samjha dil sirf chori hamara hi huwa hai
Ye haal to <EDIT> tumhara bhi huwa hai
Ye sararat hamari hi nahi  tumhari bhi hai
Tumne bhi chupke se mere <EDIT> (dil) ko chhuwa hai
Suno jara!! tum chor nahi mere dil ki raani ho
Tumse hi meri duniya,meri hashti, tum hi zindgani ho
Gujarish hai aap se ye sararat barkarar rahe
Janmon janmon tak tera mera pyar rahe

Jiya aap jo bhi likhte ho na bilkul <EDIT> DIL se likhte ho aur tumhari har likhi line mere <EDIT> DIL ko chhuti hai sach main <EDIT> DIL bahut khoob <EDIT>. jiya sachchi main aap bahut achcha likhte hai aur bhagwan se meri gujarish hai ki <EDIT> jiya ka ye likhne ka silsila umara bhar chalta rahe..



Tum pari ho jannat ki tumhen jannat se utara hai
Har roop nakas tumhara khuda ne khud sawara hai
Ab to tumhare bina zindagi adhoori si lagati hai
Tumhare bin ab kaha apana guzara hai

TC Sameer
Logged
Jiya
Guest
«Reply #12 on: July 04, 2007, 04:59:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Hum ne samjha dil sirf chori hamara hi huwa hai
Ye haal to <EDIT> tumhara bhi huwa hai
Ye sararat hamari hi nahi  tumhari bhi hai
Tumne bhi chupke se mere <EDIT> (dil) ko chhuwa hai
Suno jara!! tum chor nahi mere dil ki raani ho
Tumse hi meri duniya,meri hashti, tum hi zindgani ho
Gujarish hai aap se ye sararat barkarar rahe
Janmon janmon tak tera mera pyar rahe



Tum pari ho jannat ki tumhen jannat se utara hai
Har roop nakas tumhara khuda ne khud sawara hai
Ab to tumhare bina zindagi adhoori si lagati hai
Tumhare bin ab kaha apana guzara hai

TC Sameer
thanks sameer ji ki aapko meri likhi poems pasand aate hain ,,, par aap kuchh jyaada hi taarif kar rahe hain ,,,, likh leti hun bas thoda bohot......

aur bohot hi khubsurat javaab diya hai aapne,, Usual Smile


har andaaj tumhaara kamaal hai, par,
dil churaane ki tumhaari adaa bhi kya kamaal thi,
koi dekhe is chehere ki taraf nazare utha kar,
varna dil churaane ki kiski mazaal thi.

ab ye dil hai aashiyaana humaara,
aur is aashiyaane ki main raani hun,
savaan mein chhati hai jo kaali ghata,
us ghata se barasta hua main paani hun,

jo shuru ho chuki hai aur khatm na hogi ab,
main aisi tumhaari kahaani hun,
har lamhaa hi saath rahoge tum mere,
ab main jo tumhaari zindgani hun.


********************************** jiya ....
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #13 on: July 05, 2007, 03:40:35 AM »
Reply with quote
Jiya oh my god, kaya reply diya aapne sach main, mai 15 times read kar chuka hoo aapke reply ko, sachchi main bahut khubsurat likhte aap, jiya  please aap se gujarish hai ki mere naam ke baad  ji na likha karen sirf sameer, agar sameer ji..  likhan hi hai to fir YA bhi lagaya karen HAHAHAHAH sorry


Dil mera khud churaye baithe ho
Ilzaam chori ka hamare sar lagaye baithe ho
Humne to kah diyi dil ki baaten tumse
Aur tum ho ki ab tak hum se chhupaye baithe ho

Jab se dekha tumahri aankhon ka kaajal hai
Hum machal uthe yese jaise koi awara baadal hai
Tum barsi ho yese aaj jaise paani saavan mai
Youn hi barste rahana tum sadaa mere aagan main

Kahani to kahani hai itihas ke panno main kho jayegi
Tum nahi miloge to JIYA aankh meri ro jayegi
Wada karo hum se you roj milne ka
Varna barbaad meri zindagi ho jayegi

TC
Sameer
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:49:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer