Tum Jahan Chaho Waheen

by waheed_rose2004 on November 19, 2004, 05:37:05 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2029 times)
waheed_rose2004
Guest
Reply with quote
Tum jahaan chaho waheen rah badal saktey ho
Phir bhi kuch duur merey saath chal saktey ho

Abhi *muSkaan* ban ker ankhoon mein chupe ho lekin
Ashkk ban ker kaheen ankhoon se oobal saktey ho

Aik pathar ki terhaan tum per asar kuch na hoaa
Hum ne souchaa tha k aahoon se pigal saktey ho

Meri qismat ki siyahi se ager dartey ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muqaddar dekhiye roye waheen Par....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Mein waheen jaauungaa! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jahaan tum kahogey, waheen aayeyngey ham! by abdbundeli in Ghazals
Saath bahutoun ney waheen pee; kuchh rawaanah huye ley! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Waheen Karvaan,Waheen Raaste,Waheen Zindagi Apni "Khwahish" by khwahish in Ghazals « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 19, 2004, 05:37:36 PM »
Reply with quote
wah!!! waheed_rose!!! bahoot khoob!!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #2 on: November 19, 2004, 08:12:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Tum jahaan chaho waheen rah badal saktey ho
Phir bhi kuch duur merey saath chal saktey ho

Abhi *muSkaan* ban ker ankhoon mein chupe ho lekin
Ashkk ban ker kaheen ankhoon se oobal saktey ho

Aik pathar ki terhaan tum per asar kuch na hoaa
Hum ne souchaa tha k aahoon se pigal saktey ho

Meri qismat ki siyahi se ager dartey ho


Wow !! Superb!!!! gazab!! Waheed Bhai!!!


Ashkon ke dhundhalke mein bhi jo dekh le Mohabbat,
Aisi Woh Ashiq ki nazar Chahiye!

Jhuk to Jaata hai yeh Zamana bade aaraam se lekin,
Jo Kat sake Ishq mein, Woh ashiq ka sar Chahiye,

Patthar to Kya hai faulad bhi pighal sakta hai Mom ki Manind,
Magar aahon mein ashiq ki asar Chaahiye!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: November 19, 2004, 08:50:37 PM »
Reply with quote
wah!!!
Logged
immi
Guest
«Reply #4 on: November 19, 2004, 09:18:37 PM »
Reply with quote
Nice Waheed & Arun !!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #5 on: November 20, 2004, 06:06:02 AM »
Reply with quote
Thanx Pooja ji! & Immi ji!
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: November 20, 2004, 12:00:21 PM »
Reply with quote
beautifullllllllll!

"Aik pathar ki terhaan tum per asar kuch na hoaa
Hum ne souchaa tha k aahoon se pigal saktey ho "
Logged
nishita
Guest
«Reply #7 on: November 20, 2004, 12:40:22 PM »
Reply with quote
wah all
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: November 20, 2004, 03:22:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "waheed_rose2004"
Tum jahaan chaho waheen rah badal saktey ho
Phir bhi kuch duur merey saath chal saktey ho

Abhi *muSkaan* ban ker ankhoon mein chupe ho lekin
Ashkk ban ker kaheen ankhoon se oobal saktey ho

Aik pathar ki terhaan tum per asar kuch na hoaa
Hum ne souchaa tha k aahoon se pigal saktey ho

Meri qismat ki siyahi se ager dartey ho


Wow !! Superb!!!! gazab!! Waheed Bhai!!!


Ashkon ke dhundhalke mein bhi jo dekh le Mohabbat,
Aisi Woh Ashiq ki nazar Chahiye!

Jhuk to Jaata hai yeh Zamana bade aaraam se lekin,
Jo Kat sake Ishq mein, Woh ashiq ka sar Chahiye,

Patthar to Kya hai faulad bhi pighal sakta hai Mom ki Manind,
Magar aahon mein ashiq ki asar Chaahiye!


thanx arun bhia..... bahot bahot khoob surat aap dono ne likha hai....meena ji.....bahot touching words aap ne likha hai meena ji ....bahot khoob................

hum bhi kuch likhte hain..............

youn zindagi kay saath dauda tha
jism pahna tha; jism odha tha
tishanagi ki ye halat na poochoo
maine  pathar ko bhi nichoda tha..............
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #9 on: November 20, 2004, 06:26:51 PM »
Reply with quote
Shukriya Meena ji Nishita ji & waheed Bhai!!!
Very Nice written Waheed Bhai!!
Kamaal ka likha hai aapne!Superb!!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #10 on: November 20, 2004, 07:23:09 PM »
Reply with quote
maine to yaha kuch nahin likha  :?
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: November 21, 2004, 05:32:25 AM »
Reply with quote
Thanx Arun Bhai.........bahot bahot shukriya...........iss sher mein to aap ke bhi sher ki reply hai.........kuch to likhiye...........
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #12 on: November 21, 2004, 10:23:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "waheed_rose2004"
Tum jahaan chaho waheen rah badal saktey ho
Phir bhi kuch duur merey saath chal saktey ho

Abhi *muSkaan* ban ker ankhoon mein chupe ho lekin
Ashkk ban ker kaheen ankhoon se oobal saktey ho

Aik pathar ki terhaan tum per asar kuch na hoaa
Hum ne souchaa tha k aahoon se pigal saktey ho

Meri qismat ki siyahi se ager dartey ho


Wow !! Superb!!!! gazab!! Waheed Bhai!!!


Ashkon ke dhundhalke mein bhi jo dekh le Mohabbat,
Aisi Woh Ashiq ki nazar Chahiye!

Jhuk to Jaata hai yeh Zamana bade aaraam se lekin,
Jo Kat sake Ishq mein, Woh ashiq ka sar Chahiye,

Patthar to Kya hai faulad bhi pighal sakta hai Mom ki Manind,
Magar aahon mein ashiq ki asar Chaahiye!


thanx arun bhia..... bahot bahot khoob surat aap dono ne likha hai....meena ji.....bahot touching words aap ne likha hai meena ji ....bahot khoob................

hum bhi kuch likhte hain..............

youn zindagi kay saath dauda tha
jism pahna tha; jism odha tha
tishanagi ki ye halat na poochoo
maine  pathar ko bhi nichoda tha..............


Wah Bahut achchhe waheed Bhai!

Maza Na Jism mein uske na jaan mein Kuchh tha!
Dil-o-dimaag mein kuchh aur Zabaan mein kuchh tha!

Taraashtaa tha har ek Lams nit naye paikar,
Kayaas toot rahe the Gumaan mein kuchh tha!

Kadam-Kadam pe Mukaabil hawa ke beeharh the,
Safar mein Nuks nahin Tha, Udaan mein kuchh tha!


(NM)
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #13 on: November 21, 2004, 10:36:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Thanx Arun Bhai.........bahot bahot shukriya...........iss sher mein to aap ke bhi sher ki reply hai.........kuch to likhiye...........


Lijiye waheed bhai aap ka aadesh par... koshish kar raha hoon..!

Usko Kisi ke waaste Betaab dekhte!
Hum bhi Kabhi yeh manzar-e-Nayaab dekhte!

Sahil ki Ret ne humko waapis Bulaa liya,
Warna Zaroor Hulak-e-Gardaab Dekhte!

Raaton ko Jaagne ke siva aur kya kiya,
Aankhen agar milin theen koi Kwaab dekhte!

Aati kisi ko raas Shahadat hussain ki,
Duniya mein hum kisi ko to Sairaab dekhte!

Baarish ka lutf band makaanon mein kuchh nahin,
Bahar Nikalte Ghar se  Sailaab dekhte!


(NM)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: November 21, 2004, 12:20:16 PM »
Reply with quote
wah!!!!! arun bhai ....excellent.....bahot khoob......shukriya arun bhai.....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:05:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer