**Tumari Kami Mehsus **

by honeyrose on December 07, 2008, 07:17:19 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2785 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Ek bebasi hai in aankhon mein
Tumari kami mehsus hoti hai in saason mein

Khwabon mein raheti hoon khoye khoye se
Dhadkhane kyun tham jaate hai tere aane se

Aapse duriyaan mehsus hone lagi ashq nikalte hai chup ke se
Aarzoo-e-dil mujhe hone lagi dil tadapta hai yun chup ke se

Dekhte hain hum tumare aankhon mein chupke se
Hogaye hain hum aapke kasam se

________honeyrose_______

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
' Meri Kami Houi Mehsus Unko...! ' by Amanush... in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
SAANSO MEIN BASI TUMARI KHUSHBOO HAIN by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
**Tumari Yaadon Mein----Honeyrose** by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aaj waqt ki kami mehsus ho gayi by friendsforever in Shayri for Dard -e- Judai
Mehsus hme kijea by Rehan Rahman in Shayri for Khumar -e- Ishq
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 07, 2008, 07:21:47 PM »
Reply with quote
Ek bebasi hai in aankhon mein
Tumari kami mehsus hoti hai in saason mein

Khwabon mein raheti hoon khoye khoye se
Dhadkhane kyun tham jaate hai tere aane se

Aapse duriyaan mehsus hone lagi ashq nikalte hai chup ke se
Aarzoo-e-dil mujhe hone lagi dil tadapta hai yun chup ke se

Dekhte hain hum tumare aankhon mein chupke se
Hogaye hain hum aapke kasam se

________honeyrose_______





wah wah, HONEY,
kya haal eh dil bayaan kia hai
aap neh sach meh kamaal kia hai.


Jasbir SIngh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: December 07, 2008, 08:04:58 PM »
Reply with quote



wah wah, HONEY,
kya haal eh dil bayaan kia hai
aap neh sach meh kamaal kia hai.


Jasbir SIngh


Shukriya Jasbir ji..... notworthy
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 08, 2008, 12:55:58 AM »
Reply with quote
Kamaal ka likha hai Honey Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #4 on: December 08, 2008, 04:33:23 AM »
Reply with quote
Ek bebasi hai in aankhon mein
Tumari kami mehsus hoti hai in saason mein

Khwabon mein raheti hoon khoye khoye se
Dhadkhane kyun tham jaate hai tere aane se

Aapse duriyaan mehsus hone lagi ashq nikalte hai chup ke se
Aarzoo-e-dil mujhe hone lagi dil tadapta hai yun chup ke se

Dekhte hain hum tumare aankhon mein chupke se
Hogaye hain hum aapke kasam se

________honeyrose_______



Wah Honey Ji, bahut acha likha hai aapne.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 08, 2008, 07:54:26 AM »
Reply with quote
Ek bebasi hai in aankhon mein
Tumari kami mehsus hoti hai in saason mein

Khwabon mein raheti hoon khoye khoye se
Dhadkhane kyun tham jaate hai tere aane se

Aapse duriyaan mehsus hone lagi ashq nikalte hai chup ke se
Aarzoo-e-dil mujhe hone lagi dil tadapta hai yun chup ke se

Dekhte hain hum tumare aankhon mein chupke se
Hogaye hain hum aapke kasam se

________honeyrose_______


Bohat Achche Didi Jaan,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 08, 2008, 08:08:42 AM »
Reply with quote
Ek Choti Si Koshish,.

Jab Dekha Kaliyon Ko Khilte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.
Jab Dekha Lehron Ko Kinaaron Se Milte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Khushi To Mere Bhi Aangaan Mein Aati Hai Aksar,.
Par, Jab Dekha Kisi Ko Haste Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Yun To Roshan Hai Ghar Mera, Dil Mein Magar Andhera Hai,.
Jab Dekha Chaand Ko Chamakte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Ek Tu Hai "Jaan" Jise Meri Parwaah Nahi,.
Jab Saans Ruk Ruk Kar Aaane Lagi, To Teri Kami Mehsoos Ki,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #7 on: December 08, 2008, 02:39:12 PM »
Reply with quote
nice sharing bahut khoob likha ha
                          saloni
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: December 08, 2008, 05:40:07 PM »
Reply with quote
Ek Choti Si Koshish,.

Jab Dekha Kaliyon Ko Khilte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.
Jab Dekha Lehron Ko Kinaaron Se Milte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Khushi To Mere Bhi Aangaan Mein Aati Hai Aksar,.
Par, Jab Dekha Kisi Ko Haste Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Yun To Roshan Hai Ghar Mera, Dil Mein Magar Andhera Hai,.
Jab Dekha Chaand Ko Chamakte Hue, Teri Kami Mehsoos Ki,.

Ek Tu Hai "Jaan" Jise Meri Parwaah Nahi,.
Jab Saans Ruk Ruk Kar Aaane Lagi, To Teri Kami Mehsoos Ki,.

____________________________________-Jaanasheen-

Bahut Khoob Jaanasheen Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 09, 2008, 11:56:08 AM »
Reply with quote
Shukriya Jasbir ji..... notworthy


wELCOME HONEY


TUMHARI KAMI MEHSOOS TOH HOTI HAI
AAKHOH MEH AKSAR NAMI TOH HOTI HAI
FIR SOCH KAR SHANT HO JATEY HAI
KISI DIN TUMHEY BHI TOH KAMI HOTI HAI


MERI HI NAHI, TUMHARI BHI YEHI HALAT HAI
BICHAD KAR, TADAP TOH HOTI HAI
TUMHARI KAMI MEHSOOS TOH HAI HAI


JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: December 10, 2008, 08:18:10 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh ji,,deepti,,,saloni....

Shukriya Azeem bhai bohat khoob likha hai aapne
Shukriya Jasbir ji bohat khoob likha hai aapne



Jab tanhai satane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi
Jab chaad chupke andhera sa chaane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi

Khilte hai khaliyan baagon mein roz roz par tumari yaad aati rahi
Jab bhi taaron ko chamakte dekha meine tumari kami mehsoos hone lagi

____________honeyrose___________
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: December 10, 2008, 08:31:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh ji,,deepti,,,saloni....

Shukriya Azeem bhai bohat khoob likha hai aapne
Shukriya Jasbir ji bohat khoob likha hai aapne



Jab tanhai satane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi
Jab chaad chupke andhera sa chaane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi

Khilte hai khaliyan baagon mein roz roz par tumari yaad aati rahi
Jab bhi taaron ko chamakte dekha meine tumari kami mehsoos hone lagi

____________honeyrose___________


Thanks Honey Ji
And Nice presentation
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 11, 2008, 12:29:55 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Jaanasheen Bhai
Shukriya Rajesh ji,,deepti,,,saloni....

Shukriya Azeem bhai bohat khoob likha hai aapne
Shukriya Jasbir ji bohat khoob likha hai aapne



Jab tanhai satane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi
Jab chaad chupke andhera sa chaane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi

Khilte hai khaliyan baagon mein roz roz par tumari yaad aati rahi
Jab bhi taaron ko chamakte dekha meine tumari kami mehsoos hone lagi

____________honeyrose___________


Shukriya Rajesh Bhai,.
And Jaya Sis,.

Jayay Didi Bohat Badhiya Likha Hai Aapne,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: December 12, 2008, 06:32:17 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh ji

Shukriya Bhai...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 12, 2008, 06:41:56 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh ji,,deepti,,,saloni....

Shukriya Azeem bhai bohat khoob likha hai aapne
Shukriya Jasbir ji bohat khoob likha hai aapne



Jab tanhai satane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi
Jab chaad chupke andhera sa chaane lagi to tumari kami mehsoos hone lagi

Khilte hai khaliyan baagon mein roz roz par tumari yaad aati rahi
Jab bhi taaron ko chamakte dekha meine tumari kami mehsoos hone lagi

____________honeyrose___________


bahut khoob HONEY

YEH CHAND YEH TAREY YAAD DILATEY HAI
TUMHARI KAMI HAR PAL YEH BATATEY HAI

KABHI SAATH HAMAREY RAHA KARTEY THEY
DIL KOH BAHUT LUBHAYA KARTEY THEY
AAJ YEH BAHAAAR FIR YAAD KARATEY HAI
TUMHARI KAMI HAR PAL YEH BATATEY HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:30:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer