pinky
Guest
|
«Reply #90 on: December 14, 2006, 07:01:40 PM » |
|
arre.. phir se lage raho.. :lol: kuch likhoge nahi..!!??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #91 on: December 16, 2006, 08:47:36 PM » |
|
oye thukraya kisne?? :lol:
Jaante agar mujhe tum to yun shikayat na karte Iss judai mein bhi mere dil ki chahat ko samajhte.. Jaan dene ki zarurat nahi ishq mein Sanam mere Bas paas aakar kaano mein apni mohabbat ka izhar to karte..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #92 on: December 17, 2006, 07:15:12 PM » |
|
bahut badhiya.. Kahan se seekha hai ye sab tumne?? Itna dard.. ab main ro padoongi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #93 on: December 17, 2006, 07:24:38 PM » |
|
bahot khoob Pinky.........Majid.............
Na Dekho Ab In Nigahon Mein Meri Is Mein Sab Likhe Hain Dard Ke Afsaane Thak Gaye Hain Hum Dard Sahte Sahte Ab Na Aaye Koi Jakham Per Marham Lagane........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #94 on: December 17, 2006, 07:27:51 PM » |
|
Apna gham mere aanchal mein daal do Main samet loongi usse kisi Dariya ki tarah..
Keh do mujhse apne dil ka har haal Main apni na sahi lekin Gair bhi nahi auron ki tarah..
Haath ki lakeeron mein dekho zara gaur se Shayad Mil jaye koi lakeer mere naam ki tarah..
Dil ke sabhi daag mujhse baant lo Shayad mit jaayein ye bhi Ret par banne nishan ki tarah..
Kabhi baitho mere saath do ghadi tum Shayad mil jaaye koi khushi Andhere mein kiran ki tarah..
Aao thaam loon tumhara haath main Shayad kat jaaye ye lamba safar Ek pal ki tarah..
Bharosa agar ho iss dil ke rishte par Merii godd mein sar rakh kar ro lena Kissi bacchhe ki tarah..
Apna samjho to pukaar lena mujhe Pinky rahegi tumhare saath Tumhari rooh ki tarah..!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #95 on: December 17, 2006, 07:36:37 PM » |
|
Thanx Waheed.. Bahut badhiya likha hai..!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #96 on: December 18, 2006, 06:21:43 PM » |
|
Jo hone ko tha, woh hua na Dil khone ko tha ,woh khoya na Neenden udhne ko thi, woh udhi na Pyar ka nashaa hone ko tha, woh nashaa hua na Koi mera hone ko tha, woh mera hua na.
Nice All
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #97 on: December 18, 2006, 07:07:15 PM » |
|
nice one Faree
bahut khoob!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #98 on: December 19, 2006, 06:36:05 PM » |
|
aankhon se aankhen ulajh jane mein dair nhi llagti haath se dil ke nikal jane mein dair nahin lagti
nazron se chalte hai chahat ke teer chup chup kar dil ke ghayal ho jane mein dair nahi lagti
meethe meethe dard ke nashe se rom rom muskata hai bin peeye hi khumar chad jane mein dair nahi lagti
raaton ki neend din ka karar kho jata hai kahn aahon ko tufaan ban jane mein dair nahi lagti
yeh silsila kab tak yu hi chalta rahega "majid" waqt ko aage badh jane mein dair nahi lagti Waqt Badh bhi jaaye humse aage Mohabbat waqt ke saath badalti nahi..
Silsila jaari rahega Khwabon me milne ka Khwabon ko koi sarhad rok sakti nahi..
Tumse Baatein kar leti hu khayalon mein Mere khayal tumse duur rehte hi nahi..
Kuch to Jaadu hai Ehsas mein tumhare Kyun mera dil mujh tak theharta nahi..
Ab to kuch inayat karo Mere Mehboob Keh do jo ab tak tumne mujhse kaha nahi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #99 on: December 19, 2006, 06:45:25 PM » |
|
very nice sharing Pinky.........Majid
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #100 on: December 19, 2006, 07:00:12 PM » |
|
Thanku Thanku Waheed...!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pinky
Guest
|
|
«Reply #101 on: December 20, 2006, 08:17:31 PM » |
|
he he he :lol: mast hai..!!!
Tum bhi mujhe yaad kar ke iss qadar Mere khayalon mein aaya na karo..
Bechain hota hai dil mera bhi.. Pyari si baatein kar ke mujhe behlaya na karo..
Tumhare khumar mein khud hi madhosh hoon main Aankhon se pilane ka ilzam mujh par lagaya na karo..
Raaton ko jagati hai yaad tumhari mujhe bhi Aakar mere khwabon mein mujhe bulaya na karo..
Kyun yaad karte ho itna mujhe mere humdum.. Mere khayal mein khud ko yun jalaya na karo..
Main to deewani hoon tumhare naam ki Mujhse duur rehkar mujhe tadpaya na karo..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #102 on: December 24, 2006, 05:14:56 PM » |
|
Wah wah wah wah ... kya baath hai.. Majid ji... Pinki ji.. Keep up ...
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sanam Mujhe Tum Dulhan Banake Apna Ghar Le Jao Sanam
Jis Din Se Tujhko Dekha Tha Tujhe Chaha Tha Tujhe Pooja Tha Tum Aate Rahe Kwabon Main Tum Bas Gaye Meri Nigahon Main..
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sanam Meri Dunia Ko Mehkado Sanam..
Aakhir Tum Mujhe Mil Hii Gaye Kaliyan Ulfat Ki Khil Hii Gaye Tera Pyar Bana Jeevan Mera Ab Hardam Hoga Saath Tera..
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sabam Mujhe Dulhan Banake Apni Ghar Le Jao Sanam
Roja[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #103 on: December 25, 2006, 03:23:12 PM » |
|
Wah wah wah wah ... kya baath hai.. Majid ji... Pinki ji.. Keep up ...
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sanam Mujhe Tum Dulhan Banake Apna Ghar Le Jao Sanam
Jis Din Se Tujhko Dekha Tha Tujhe Chaha Tha Tujhe Pooja Tha Tum Aate Rahe Kwabon Main Tum Bas Gaye Meri Nigahon Main..
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sanam Meri Dunia Ko Mehkado Sanam..
Aakhir Tum Mujhe Mil Hii Gaye Kaliyan Ulfat Ki Khil Hii Gaye Tera Pyar Bana Jeevan Mera Ab Hardam Hoga Saath Tera..
Mujhe Tum Apna Bana Lo Sabam Mujhe Dulhan Banake Apni Ghar Le Jao Sanam
Roja[/color] bohat bohat shukariya ji...aapne bhi bohat achha likha hai aap bhi lage raho :lol: ....... jabse hosh sambhala hai bus ek tujhe hi apna maana hai.... is zalim duniya ki bheed main ek tu hi to sacha nazar aaya hai.... ye to meri tanhaayan hai jo tujhe aawaz diye jaati hain warna mere armaano ne to kab ka tujhe dulhan banaya hai.... beshaq aankhe karti hai khali pan mehsoos par dil ki dhadkano ne to tujhe kareeb hi paaya hai.... abto kismat se bhi koi shiqayat nahi hai hume kitna khushnaseeb hai majid jo tujh jaisa humsafar paaya hai one more nice reply from you majid ji..
Hum toh hai khulle dil ke, pyar kar lenge Aapka her baat ka aitbaar kar lenge Aap jhoot hi kehdo ke hum aayenge Sari zindagi Aapka intezar kar lenge[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #104 on: December 30, 2006, 02:23:29 AM » |
|
shukhriya majid ji[/color]
Kaash wadon ka matlab koyee samjata Kaash kamoshi ka matlab koyee samjata Nazrein toh karthi hai hazar bathein Kaash, Meri ek nazar ka matlab toh koyee samjata[/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|