tumhe baar baar dekhti hun

by sandhaya on January 10, 2005, 10:42:24 AM
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28 29 30 ... 44
ReplyPrint
Author  (Read 41700 times)
HumTum
Guest
«Reply #375 on: May 28, 2005, 01:20:26 PM »
Reply with quote
jaduu hai ya teelsim tumhari jubaan mein
jo bhi ketey h o yaqeen aa jata hai
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #376 on: May 28, 2005, 01:21:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
es dil ko bana ke rakhna sada
yeh dil bada nazuk hai
isme mahabbat ke gul khilayo
mohabbat main jadoo hai


banana ya bigarna kisi k hath me nahi hota,..

ye to uppeer wale ka karam hai,.....

tu kuch karta hai ya ker sakta hai ,...

ye to bus tera bharam hai,...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #377 on: May 28, 2005, 11:00:55 PM »
Reply with quote
Thanx sandhay dear........................aap ney aja tu lajwab kr diya hai..........................
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #378 on: May 30, 2005, 04:46:14 AM »
Reply with quote
sukhriya tosha ji, tushar ji, humtum ji and faree.......................thanks alot
humtum ji hum koi pake shayar nahi hai hume bhi sochna padhta hai...............
nice replies all of u ......................

dekh rahi hun uske chehre ki ronak main dur jane pe aaj
jab tak mere saath tha vo kabhi hassssa hi nahi tha sayad
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #379 on: May 30, 2005, 10:31:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
na  sham dahlne ki tum baat karo
ki zindagi main teri ek din vo aayegi
vo jo teri subha ko teri shaamo ko mehkayegi
dekha tum, dekh lena uss wakt tumhe humari yaad bhi na aayegi


kyon aisa keh kar mujhe jeete jee maar rahi  ho tum..
ab iss dil par kisi aur ka ho haq, yeh to namumkin hai.....
aur tumhe bhool jaounga, yeh to hone se raha..
usse pehle mout aa jaye, yeh mumkin hai.....
keh lo jo kehna chaho tum, tumhe haq hai..
main to kuch nahi keh pata yehi meri mushkil hai.....
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #380 on: May 30, 2005, 04:11:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
TUMHE BAAR BAAR DEKHTI HUN
TUH EK HI KHAYAL AATA HAI
VO TUMHARI KON SI BAAT HAI
JISPAR MUJHE ITNA PYAR AATA HAI?
KAISE BHUL JAUN JISE ITNA PYAR KIYA HAI
ITNE SAALON MEIN JISE MAINE
APNA SAB KUCH DIYA HAI
APNI HAR PRATHNA MEIN JISE YAAD KIYA HAI
EK EK PAL MARI HUN JISPAR
JISKE LIYE EK EK PAL JIYA HAI


Payar kiya hai to palo ka hisab mat karna
vaqt kaisa guzrea ise yad mat rakhna
payar kiya dil se agar tumne iske gamo ko sare bazar mat karna
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #381 on: May 31, 2005, 04:45:44 AM »
Reply with quote
muskilein tuh naam hai zindagi ka hi
inse hi tuh zindagi ki shaan banti hai
jab cheen le khuda tujhse koi cheez teri
uske baad hi tuh koi jyada achi cheez milti hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #382 on: May 31, 2005, 04:47:23 AM »
Reply with quote
hum hisabon main mahobat kiya nahi karte
dard dil lete hai kabhi diya nahi karte
uske naam se hi chalti hai humari saansein
verna aashiq mehbub ke bina jiya nahi karte
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #383 on: May 31, 2005, 02:55:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
hum hisabon main mahobat kiya nahi karte
dard dil lete hai kabhi diya nahi karte
uske naam se hi chalti hai humari saansein
verna aashiq mehbub ke bina jiya nahi karte



sahi kaha aapne jiya to nahi kerte,..


lakin ye  to waqt batata hai ye to waqt ka naziriya hai pal me badal jata hai,........

hum nahi kerte hisab laga ker mahubbat,....

kerte hai behisab mahubbat unko  har ek sans se,....

wo hase to huste hum hai,..

wo roye to hum bhi rote hai unki baho me,......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #384 on: May 31, 2005, 09:58:57 PM »
Reply with quote
wo roye to hum bhi rote hai unki baho me,......
deewane jate ahin aksr unki khankahoon mein
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #385 on: June 02, 2005, 04:20:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
wo roye to hum bhi rote hai unki baho me,......
deewane jate ahin aksr unki khankahoon mein
bahut khusnaseeb ho jo rone ko unki bahe mili
taraste rahe hum umar bhar in lamhon ke liye..
magar har tarf nafrat hi nafrat mili
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #386 on: June 02, 2005, 06:34:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"
Quote from: "fakharenaveed"
wo roye to hum bhi rote hai unki baho me,......
deewane jate ahin aksr unki khankahoon mein
bahut khusnaseeb ho jo rone ko unki bahe mili
taraste rahe hum umar bhar in lamhon ke liye..
magar har tarf nafrat hi nafrat mili
nice one.....................
Logged
sameer_hyderabadi
Guest
«Reply #387 on: June 02, 2005, 07:45:54 PM »
Reply with quote
hello ,

u shayari is really good  , keep writting .

bye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #388 on: June 02, 2005, 08:48:39 PM »
Reply with quote
Apnay sard kamray main
Main udaas baitha hoon
Neem wah dreechoon se
Num hawaein aati hain
Mere jism ko chhoo kar
aag si lagaati hain
Tera naam lay lay kar
Mujh ko gudgudaati hai
Kaash mere par hotay
teray paas urr aata
Kaash main hawa hota
Tujh ko chhoo ke laut aata
Main nahi magar kuch bhi
Sang dil riwajoon kay
Aahinay hasaaroon main
Umar qaid ka mulzim
Sirf aik larka hoon........
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #389 on: June 03, 2005, 03:50:43 PM »
Reply with quote
subah hoti hai sham hoti hai zindgi yuhi tamam hoti hai
trpta hai dil har pal aur milne ki kasak bar bar hoti hai
khuda kare qyamat na aye is dil ki yahi fariyad hoti hai
Logged
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28 29 30 ... 44
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:20:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer