fakharenaveed
Guest
|
«Reply #390 on: June 03, 2005, 07:36:25 PM » |
|
subah hoti hai sham hoti hai zindgi yuhi tamam hoti hai trpta hai dil har pal aur milne ki kasak bar bar hoti hai khuda kare qyamat na aye is dil ki yahi fariyad hoti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
manjot
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture
Posts: 358 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #391 on: June 07, 2005, 03:38:49 PM » |
|
thi thodi si sharab katra katra pine do jate hai maikhane me roz milne ko saki hogi unki inayat kabhi is aas me hume jine do
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chiraaaaaaaaag
Guest
|
|
«Reply #392 on: June 08, 2005, 11:47:02 AM » |
|
bahoot bahooooor khoob sandhya ji aur manjot ji aap bhi khoob likh rahe ho
----------- jo dil ki dua hai kabhi kaam aaye ghari do ghari ko to aaram aaye ..... nigahein jhuka ke vo aaye ajnabi se apni hi baatoon me ghar ko banaaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjot
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture
Posts: 358 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #393 on: June 08, 2005, 03:23:16 PM » |
|
hui mehngi bahut sharab katra katra pee lenge nu hua nasha to aap ki ankho se pee lenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pandit
Guest
|
|
«Reply #394 on: June 08, 2005, 03:26:56 PM » |
|
wah manjoot................. nasha sharaab ka hota hai raat bhar k liye, teri aankho ka nahha hai umra bhar k liyea.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjot
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture
Posts: 358 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #395 on: June 08, 2005, 03:54:27 PM » |
|
wah manjoot................. nasha sharaab ka hota hai raat bhar k liye, teri aankho ka nahha hai umra bhar k liyea. bahut khub pandit ji sari umer teri ankho se pite rahe aur maikhana bhool gaye tha asar aapki mahobat ka hum pamana pakarna bhool gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #396 on: June 08, 2005, 06:58:40 PM » |
|
" Jaa rahe hoo phir se mujhe rula rahe hoo " Jaa rahe hoo phir se mujhe rula rahe hoo Sapne deekha k deep bujha rahe hooo Kion suna rahe hoo aur ab kion tarpa rahe hoo Humari zindagi le ke kahan jaa rahe hoo Bata to doo k humien chorh kar konsa sagar pa rahe ho Sagar to hi hai meri zindagi bhii Ab kisko sagar bana rahe hooo Na jao kahien ke ab to hai andaz e ravan aur Kion itne kadam door jaa rahe hoooo Pass ana hai mushkil gar tera Mujhe phir kion nahi bula rahe hoo Mien pass ana chata hoon tere Mujhe kion doori ka ehsas dila rahe hoo Kion door jaa rahe hoo Kion muskura rahe hoo Kiya khush hoo tum bhi ya meri tarah ansoon baha rahe ho Dil mien kiya hai tere yeh janta hoon mien bhi Par lagta hai k tum bhi meri trah kuch chupa rahe ho Pyar hai humari zindagi par chor ke ja rahe ho Kion ajj mujhe is gham mien ab aur tarpa rahe ho Ajana jaldi se ,k dil lagta nahi hai tere bin Humien to tum udass karke ja rahe hoo Pyar to hai magar ,is pyar mien tarpa rahe ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjot
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture
Posts: 358 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #397 on: June 09, 2005, 04:25:39 PM » |
|
karo ge payar hasino se to dard sahna hoga rakho ge sath shama ka to tapish ko sahna hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #398 on: June 09, 2005, 08:22:03 PM » |
|
karo ge payar hasino se to dard sahna hoga rakho ge sath shama ka to tapish ko sahna hoga nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #399 on: June 10, 2005, 08:27:17 AM » |
|
tapish uski mahobat ki aisi thi ki sard raaton main aaram se sota tha main uski judai ka dard itna gehra hai abh ki uski yaad main har pal abh rota hun main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #400 on: June 10, 2005, 08:52:18 PM » |
|
tapish uski mahobat ki aisi thi ki sard raaton main aaram se sota tha main uski judai ka dard itna gehra hai abh ki uski yaad main har pal abh rota hun main nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #401 on: June 11, 2005, 10:16:17 AM » |
|
tapish uski mahobat ki aisi thi ki sard raaton main aaram se sota tha main uski judai ka dard itna gehra hai abh ki uski yaad main har pal abh rota hun main kya baat hai .. maan gaye well friend bahut acche.. hume tumse pyaar kitna yeh hum nahi jaante... magar jee nahi sakte tumhare bina...(NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #402 on: June 11, 2005, 09:55:32 PM » |
|
tapish uski mahobat ki aisi thi ki sard raaton main aaram se sota tha main uski judai ka dard itna gehra hai abh ki uski yaad main har pal abh rota hun main kya baat hai .. maan gaye well friend bahut acche.. hume tumse pyaar kitna yeh hum nahi jaante... magar jee nahi sakte tumhare bina...(NM) hmmmmmmmmmm nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tauhid_siddiqui786
Guest
|
|
«Reply #403 on: June 12, 2005, 12:02:56 PM » |
|
WAH SANDHAYA JI I LIKE IT KAMI JO PAYEE TO APANE KHULUSH MEIN PAYEE, JAHAN MEIN HUME KOI BEWAFA NAHI LAGATA.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tauhid_siddiqui786
Guest
|
|
«Reply #404 on: June 12, 2005, 12:06:05 PM » |
|
MANA KI MOHABBAT KA IJAHAR NAHI KARTE, TUM YE NA SAMJHA LENA KI HUM PAYAAR NAHI KARTE.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|