tumhe baar baar dekhti hun

by sandhaya on January 10, 2005, 10:42:24 AM
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 44
ReplyPrint
Author  (Read 40881 times)
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #570 on: July 14, 2005, 12:02:25 AM »
Reply with quote
khwab ban kr jab bhi us k khyalon main aya
usay kambkht kisi nay neend s hi uthaya
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #571 on: July 14, 2005, 07:07:23 AM »
Reply with quote
Hum une har uthati hui nazar main dundte hai
kyun hua hai mera haal aisa uske bina sochte hai
kya khata hui thi mujhse jo aisi saja mili
kya hoga aage har pal har din yahi sochte hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #572 on: July 14, 2005, 07:47:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Hum une har uthati hui nazar main dundte hai
kyun hua hai mera haal aisa uske bina sochte hai
kya khata hui thi mujhse jo aisi saja mili
kya hoga aage har pal har din yahi sochte hai
Nice
Logged
bhambra
Guest
«Reply #573 on: July 14, 2005, 07:51:16 AM »
Reply with quote
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai,
aakhir is dard ki dawa kya hai,
tujhe hai unse wafa ki umeed,
jo yeh nahin jaante ki wafa kya hai. ..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #574 on: July 14, 2005, 07:52:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "bhambra"
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai,
aakhir is dard ki dawa kya hai,
tujhe hai unse wafa ki umeed,
jo yeh nahin jaante ki wafa kya hai. ..



Sandhya tumse pehle main hi iska reply de raha hun...


Wafa ka aalam sab kitnee samajhdaari se samajhte hain,
Wafa kya hai, na wo samajhte hain, na hum samajhte hain.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #575 on: July 14, 2005, 08:19:59 AM »
Reply with quote
good bhambra.............

kehte ho humse ki waffa nibhai hai tumhne
kehke mujhko bewaffa kyun ki hai fir mujhse bewaffai tumhne
Logged
bhambra
Guest
«Reply #576 on: July 14, 2005, 08:23:04 AM »
Reply with quote
Hummm, par Main aur BEWAFFA :cry:


Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, mujhe pass to aane De.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #577 on: July 14, 2005, 09:20:09 AM »
Reply with quote
Zakham the likhe uss khuda ne teri kismat main
kyun khosta hai tu mujhe har gadi har dam
na maine tujhpe koi bhi kehar dhaya hai
maine tuh pyaar kiya tha tujhse kyun kehta hai ki maine deke dukh tujhe chain paya hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #578 on: July 14, 2005, 09:21:00 AM »
Reply with quote
Zakham the likhe uss khuda ne teri kismat main
kyun khosta hai tu mujhe har gadi har dam
na maine tujhpe koi bhi kehar dhaya hai
maine tuh pyaar kiya tha tujhse kyun kehta hai ki maine deke dukh tujhe chain paya hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #579 on: July 14, 2005, 10:10:25 AM »
Reply with quote
Arey kaun kambact tujhko kosh raha hai...


Teri khushboo mein base khat to jalaa diya maine
Ruh mein basi teri yaad ko abhi tak sambhaal rakkha hai
Ek pal tujhe nikaal pheka hai dilse
Doosre hi pal tujhko bahon mein samet liya hai.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #580 on: July 14, 2005, 11:51:49 AM »
Reply with quote
Hume mahobaat ka rog yun lag gaya
dekhte hi dekhte sab kuch badal gaya
pehle hum hase uski mahobaat main
phir hume uski judai ka gum lag gaya
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #581 on: July 14, 2005, 03:34:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "bhambra"
Quote from: "sandhaya"
Muqadar ka koi nisha nahi hota chehre pe
phir bhi kyun chehra dekh ke log muqadar ka pata dete hai


 Shocked  Shocked
KABHI GHUM NE JHINJHODA MUJHE KABHI KHUSHI NE SAHARA DIYA.
AYE ZINDAGI TUHI BATA TUNE MUJHE KIYA DIYA
Har vaqt zindgi me khuushiya milti nahi
Gum ka sath na ho to inki kadar hoti nahi
Seene mai dard na hota to shayri hoti nahi
Kai rang hai zindgi ke phir kaise kah de zindgi  kuch deti nahi
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005


View Profile WWW
«Reply #582 on: July 14, 2005, 04:07:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Yoindian Ghunda"
dil main kab talaq us ko rakh paoon ga main
kisi roz us ko khwabon s chura laoon ga main


Khawbo me jo dikhte hai vo kabhi milte nahi
pas ho maikhana to thodi si peete nahi
Saki ho sath me to  khali  glass  hath me rakhte nahi
Logged
natural
Guest
«Reply #583 on: July 15, 2005, 09:08:02 AM »
Reply with quote
Nice Sandhya...........................
Quote from: "sandhaya"
Hume mahobaat ka rog yun lag gaya
dekhte hi dekhte sab kuch badal gaya
pehle hum hase uski mahobaat main
phir hume uski judai ka gum lag gaya


Kuchh Log Jamaney mein aisey bhi to hotey hain,
Jinhe Pyar nahi milta, Aur woh tanha rotey hain.................

Tumhaarey paas Unki yaadein to hain,
Saath Nibhaney ke Vaadey to hain...
Phir milney ke Iraadey to hain,........
Per hamarey paas to Kuchh Bhi Nahi
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #584 on: July 15, 2005, 10:21:38 AM »
Reply with quote
Zehar daita hai mujhe, koyi dua daita hai
Jo bhi milta hai, ghum ko aur barha daita hai
Logged
Pages: 1 ... 35 36 37 38 [39] 40 41 42 43 44
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:48:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer